Kabhi trade karne se khoof mehsoos hua?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi trade karne se khoof mehsoos hua?
    Forex trading aik buhat hi acha karobar he es min loss aur profit dono hi ho sakte hin hum jeise jeise es karbar min hisa leite hin to humin andaza ho jata he k hum es karobar min se loss aur profit hone ki kiya wajohat hin. Main ap sab doston se pochna chahta hon k kiya ap logon ne kabhi es karobar min tade karne se khoof ya khatra mehsos kiya he?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan bat yeh hai ky Forex trading aik business hai or kisi bhi business main profit or loss dono options hoty hain is liya aik new comer ko to lazmi khoof feel hota hai ky kahi loss na ho jy lakin phir afer some time aap ka confidence level bahaal ho jata hai phir aap is kam ko easily kr sakty ho
    • #3 Collapse

      asslamo alaikum bhai jan mein tu abhi demo account use kar raha hon par mein iss ko bhi real he samhj kar kar raha hon khoaf tu aysa kutch nahi lag raha but yai hay k jab profit hota hay to khushi hoti hay aur jab loss hota hay tu dil nahi chorta
      • #4 Collapse

        dear forex 1 business traiding ha. businee ma utar chahrao ate rehte han is ki eaja sa bohat log pareshan ho jate han ka hame loss ho raha ha. dear business ma aise hota rehta ha ka kabi ap ko loss ho jata ha or kabi ap ko profit ho jata ha.
        • #5 Collapse

          bhai asal bat ye hai k forex treading aik business hai or kisi bhe business me profit our loss 2 option hoty hen in dono option me sy loss ka option hmary lye khtrnak sabit hota hai jiss ko soch k hme khof rehta ha k kahen hum loss na chly jaen
          • #6 Collapse

            Dear i am trading near about 05 month and in the meantime i face the profit and loss both condition . When i have the loss in my trade i am very afraid to make the next trade . Forex is given more and more if we learn from our mistake before the next trade. Learning is the earning in the forex trade. Forex is very good in the trading if you have a good experience and knowledge regarding the trading activities .
            • #7 Collapse

              ji dear shoru shoru main jub bhi trde karti thi main bhot khof hota tha or main signal use karti thi lakin insan ko kbhi bhi kisi k signal use nai karny cheaay hamaehsa apni mahant or expernse sy knowldge hasil karna cheeay or trde karni cheeay
              • #8 Collapse

                mere bhai yeh to ek natural si baat hai trading mein khoof ky badal to har time hmary sath hoty hain or phir forex ki trading mein khoof ho to loss honey ka khatra bhi bar jata hai
                • #9 Collapse

                  nahi hume kabi b forex trade karty hoi khoof mahsos nahi hua ku k jis ne ye sekha ho ga us ko koi khoof nahi ho ga forex pe loss or profit dono hoty hai ye ek business hai is me kasa khoof ..............
                  • #10 Collapse

                    demo account per practice bohat zaroori hai kiun ke is me ham tradin karna seekte hain or hame is me learning hote hai or bad me real account kol sakte hain ager ham trading me lalach karen ge or learn kiye baghair trading karte hain to hame loss hosakya hai is liye sab se pehle demo account per practice karen
                    • #11 Collapse

                      Yes Dear bro kafi bar aisa hua but phir kia kary Risk to lena hi parta han because phir hi ham is man earning gain krskty han otherwise ham is man kuch bai nai krskty.
                      • #12 Collapse

                        g brother forx aik both hi acha business hai aur dunia ka koi b business ho os main faida aur naqsan dono hotay hain agar hum fforx man learning kark kam karain gy to loss ka chance kam ho ga business main agar loss ho to khof hota hai par humain gabrana nhe chye.
                        • #13 Collapse

                          jee hannn janab forex aik bhot acha business hain hum is say learnimg kar kay bht si earning kartay hian kabhi loss tou tou kabhi profit hota hai hum jub trade kartay hain to dar bhi lgta hoga kahin loss na ho jaein but mera koi zati experience nahin hain :)
                          • #14 Collapse

                            Loss to bara bara professional trader ko b hu jata a lakin woh next time or hardwok kar ka recover kar lyta a apna pechla loss or hum scared to ni hain is business sa kyun ka yeh koi illegal business to ni hain yeh to legal business hain or han yeh bat a newbie daray howa hota a q ka woh forex main new hota a
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pakpost22 پيغام ديکھيے
                              Forex trading aik buhat hi acha karobar he es min loss aur profit dono hi ho sakte hin hum jeise jeise es karbar min hisa leite hin to humin andaza ho jata he k hum es karobar min se loss aur profit hone ki kiya wajohat hin. Main ap sab doston se pochna chahta hon k kiya ap logon ne kabhi es karobar min tade karne se khoof ya khatra mehsos kiya he?
                              bhai mai to abhe demo per kaam kr rha hy laikin demo per kaam krty huay b thora sa khouf laga rehta hai k hamay demo per loss na ho jay hahahhahah

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X