RSI Indicator ka kia faida hy???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI Indicator ka kia faida hy???
    Dear forum members main apsy yee sawal karna chata hun k forex main joo aik RSI indicator usko trading k liayu kesy use kia jata hny aur woo hmary kis kaam ata hby trading m,ain kindly mujy isk bary main bata dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

    RSI indicators bhut hi important factors hein isko hum use kerty hein but hum ny kabhi uise nahee kiya senors isk baary mein hi best raiy dey sakty hein ager hum forex ko achiu trah sey learning ker sakty hein to hamry liuy sab khuch understanding kerna bhut easy ho jata hy to hamin chaiy khje ham in sab ki informatoin rakhin or ager koi bhi issue ho to seno0rs sey mashwra zarror lein ...
    • #3 Collapse

      Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

      G dear ager ap es mai Kam kartye hain tu ap ko pta ho ga Kay es mai kafi faida ho jata hai rsi k kiyu Kay ap es ky hisab say Kam kartye hain tu ap es mai kafi had taken kamyab ho jatye Hain tu ye zayda ya Kam hotye hai tu es mai masla ban jta hi
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

        hamy RSI indicatore ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha bsiness hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kakm kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hhamy losss ho jy ga is mai market ka balm nah htia hum is mai apny boss apo he hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

          koi bhi indicator Ho aapka bahut acchi tarah se use kar sakte hain lekin kisi bhi indicator ka acchi tarah se use karne ke liye uska acchi tarah se knowledge or experience hasil karna bahut jaruri hota hai tab bhi aap use indicator ka sahi tarah se use kar paate hain aur aapko acchi earning Ho paati hai
          • #6 Collapse

            Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

            G han dear ap ny sai kha hy ye rsi ik acha indecatar hy par ham ny kha hi is ko use nhi kiya agar ham is ko use karty to ham ap ko bra dety
            • #7 Collapse

              Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

              Achcha indicator hai lekin experience requirement definitely Hai Agar aapke pas Experience Nahin Hai To fir aapko yah kafi lost dega Kyunki bahut jyada fake signals deta hai aur aapko chahie Ke price action per kam karo agar aap price action per kam karoge To Achcha kam kar sakte ho ya trend follow karo aur jab aap trend follow karoge To aapko earning opportunities bahut jyada milenge
              • #8 Collapse

                Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

                hamy RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai raat mai be kam kaeri sakty hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning y kam kary gy to hamy loss ho ga is mai usa or china or newyok jas bary bary mmalik sahmil hain
                • #9 Collapse

                  Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

                  mere Bhai is indicated bhi madarse mein pata chalta hai ki market mein kitni sachkhand hai kyunki is relative searching kahlata hai to isliye hamen ismein jab kabhi market mein rs 20 per Ho to hamen market mein jis per yah bana Ho price I Ho usko by karna chahie aur jis per Ho usko sale karna chahie ya market ke rul ke mutabik hai aur usko follow karne se bhi aap log Forex trading mein acchi acchi nahin Kar paoge jab kabhi aap sirf market ko bahut karte raho jab kabhi bhi aapko is price per yah moving average Mile to aap ko chahie ki aap sirf sale aur by karte jao aur profit kamate jao
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

                    RSI indicator ka bahut acchi tarah se use kar sakte hain lekin iska ko acchi tarah se knowledge or experience hasil karna hota hai aur iski acchi tarah se practis bhi karni hoti hai tab hi aap ek acche aur kamyab trader Ban paate Ho indicators ka bhi aapko acchi tarah se knowledge or experience hasil karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

                      Jab aap ki market kafi aap chali jaati Hai To yah indicator aapko vahan per Bata deta Hai ki Ab market bahut aap hai ab yah niche chali jayegi aur jab market bahut down Ho jaati Hai tab market aapko bata deti hai ki aap market bahut down hai. Ab yah niche Nahin jayegi lekin ismein jo fake signal hote hain vah aap Fibonacci retracement zariye thik kar sakte hain Aur jab aap unko filter kar loge to Aapka kam bahut Achcha ho jaega.
                      • #12 Collapse

                        Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

                        Assalamu Alaikum aur aapane poochha RSI Indicators ka kya fayda hota hai Ham to experience Nahin Rakhta vah to aapko gusse Mein Hi Behtar tarike se out kar sakega Bus Itna kahunga ki koi bhi indicator Ho Wahan Main Allah se bachane ke liye aur Jyada profit on karne ke liye hi create Kiya Gaya hote hain tab unko learn Kar Ke Acche tarike se use karna chahie thank you!
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: RSI Indicator ka kia faida hy???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                          Dear forum members main apsy yee sawal karna chata hun k forex main joo aik RSI indicator usko trading k liayu kesy use kia jata hny aur woo hmary kis kaam ata hby trading m,ain kindly mujy isk bary main bata dain.
                          RS indicator ka Ham Logon Ko yah fayda hota hai ki ham log Iske jariye market ko analyse kar lete hain Ham Logon Ko Pata Chal jata hai ki market ki Munh mein kis site per Hogi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X