Forex trading min loss ki limit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading min loss ki limit
    Forex trading min hum profit aur loss dono hi le sakte hin hum ye jante hin k ye highest level ka profit deine wala karobar he magar hum ye bhai jante hin k ye aik buhat hi risky online karobar he. Meira sawal apne sab forum k sathion se he k hum hamaehsa profit level ki to bat karte hin kiya hum es karobar min loss ki limit ka bhi andaza karte hin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA forax trading ma loss ki limt benifit sa kam honi cheaya q k agar loss e hota rhy ga to ham 1 din dil chor den gy es lia ham ko planing ka sath kam karna chaheya taky loss kam sa kamho
    • #3 Collapse

      asslamo alaikum bhai jan mujhy aik thread say bilkyul itfaq hay q k hum profit ka tu soachtay hain k humein itna profit ho jay ga par hum loss ka nahi soachtay hala k sab say pehlay losss ka soachna chahiay aur acha trader woh he hay jo apna loss karna k bad ussay cover karna bhi janta ho
      • #4 Collapse

        forex main loss ki limit ko agar dekha jae to mare nazdek wo bhoot kam hai kiyun k ap is say zaida tar munafa hi kumate hai or agar loss hota bhi hai dunia koi koi bhi kam hai us main risk to hai wo chae online ho ya ap ka markiting kam to loss ki ryshoo bhoot kam hai.
        • #5 Collapse

          asalam o alaikum dear members forex mein loss ki limit itni hai jitna apka caputal hoga aur wobs ara khatam honjaega
          • #6 Collapse

            forex main agar ham mehnat kar k demo main achi tarah practice karin tu ham is main acha earn kar saktay hain and agar baghair practice k karin gain tu loss k kafi chances ho saktay hain.
            • #7 Collapse

              Bhai jan loss ka bara mein ham log kam sochta han hamara har waqt yai khayl hota ha ka ham kitna profit kama sakta ha. Halanka loss be ak hisa ha busness ka. Hamashan loss kar ka insan profit kamata ha.
              • #8 Collapse

                forex kay business mein trade kartay time main kam say kam loss ko leta hoon yani one say tow dollar taka kay mere ziada tar yehi koshash hoti hay kay mein agar profit nahin le raha tuo phir loss bhi na karoon .
                • #9 Collapse

                  dear forex trading ma loss ki limit wo he ho gi jo ap set loss lagahen gay agr ap ny zida dorr lagaya hota to loss ho jay ga zida ni to kam ho ga bot say log set loss ni lagaty par yeh bot he zarori hy set loss k bager ap ki trading bot he risky hy es ly set loss zaror use kren
                  • #10 Collapse

                    je bhai je forex trading aik real business hay profit aur loss donon he part of business hein aggar aap ko profit ho hay buht he acha tu aap ko loss bhe ho sakta hay sari ke sari invest bhe loss ho sakte hay ese leiy forex trading ko aik achay knowledge aur experience kay sath hoi karna chahey
                    • #11 Collapse

                      well dear jitnaw zada ap risk lo ge utnaw zadaw hi ap ko loss ho gaw , tu ap kam se kam risk lo tu ap ko kam loss ho gaw , esa nahin hai ke koi limit ho , :)
                      • #12 Collapse

                        forex trading me loss ki limit nahi hay jitan be ho jaiay magar loss ki limit aap kay capital kay mutabiq hay agar aap ka capital 500$ hay aur aap ko loss 500$ ho jata hay tu pher aap ki trading auto cut ho jati hay.aap ka account 00 ho jata hay.
                        • #13 Collapse

                          hello assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? Forex trading me loss ki limit nahi hay jitan be ho jaiay magar loss ki limit aap kay capital kay mutabiq hay agar aap ka capital 500$ hay aur aap ko loss 500$ ho jata hay tu pher aap ki trading auto cut ho jati hay.aap ka account 00 ho jata hay.
                          • #14 Collapse

                            sklill increased jkarty han demo par hi ye pata chalta he k kiss time me ktya manage karna he kiss trahan ham profit ure loss ko jan sakty han k kiss waqt kya ho sakta hy.forex trading ma demo account ki buht importance hy jb tk aap demo pr achi tarha sy practice nhe kr lyty us waqt tk aap Forex ko samjh he nhe sakty.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G Bhai ap theek kh rhay hai tarder ko profit or loss ko mind mai rkhtay huway hi forex market mai trading krni chahiye.Q k forex trading mai trader achi knowledge ki base pr profit b earn kr skta hai or loss b ho skta hai isi liye achi say achi trading strategies ko use krna chahiye or money management ko calculate krtay huway trading krni chahiye.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X