Stop loss se profit hota he.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    han bhai sahab agr hum loss ko stop kr den gy toh hamne faida hi hoga.or ye es wkt hoga jb ham lean with earn kren gy tb hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Brother stop loss bohat he acha factor hai khas tou per us wqt jab market mein bohat zaida violation ho , ya phir us wqt jab aap market ko dhek na rhe ho is leye stop loss use kerna chaiye is se aap ka risk kafi kam ho jata hai , un logo ko bohat kam use kerna chaiye jo her wqt market ko watch ker rhe hote hai.
      • #108 Collapse

        g nahi stop loss se hamy profit to nahi hota magar hamy stop loss ki waja se big loss nahi ho skata agar hamara PC off b hota hay to b hamara orders close ho jaty hey
        • #109 Collapse

          yes forex mn kam ktne k lye hme stop loss lazmi use krna chae q k big loss se batter ha k hm smll loss kr k market se out ho jaeen .i think small lot se zaida trade kr k acha profit hasil ktna hi traning ha.
          • #110 Collapse

            We can say that the stop loss and take profit is the good tool. We are use the stop loss and then we are safe the big loss.
            • #111 Collapse

              dear hai to loss hi lekin ye faida ho jata hai k is mein ziyada loss hone sy aap bach jain gay ye aik good business hai is ko bahut sy loog kr rahy hain lekin apni mehnat sy kr rahy hain ye arel business hai
              • #112 Collapse

                well ji haan ye baat apki bilkul sahi hain k forex business mai hum ko bilkul b luck par depnd nahi karna chayhe kyun k fore business jo haan wo sirf knowledge k sath hi chalta hain na k luck k sath isliye is main jitna knowledge and experince hasil karogey utna hi ap is main kamyab hongey ..
                • #113 Collapse

                  Re: Stop loss se profit hota he.

                  Doston jaisa ki aap jante Hain Ki stoploss ka use hamari trade mein bahut jyada importance rakhta hai aur Agar jab ham trade karte hain aur trade karte waqt Agar hamen TP aur stop loss ka use karenge to ham jyada loss se bus sakenge isiliye hamen stop loss aur TP ka use karna chahie isase hamara kaun bhi voice Nahin Hoga aur ham market mein achcha trade Karke achcha profit hasil kar sakenge aur apni life ko change kar sakenge
                  • #114 Collapse

                    Re: Stop loss se profit hota he.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pakpost22 پيغام ديکھيے
                    Forex trading aik highest level ka risky online bsiness he aur es karobar min humin loss aur profit dono hi ho sakte hin hum agar lagatar trading karte hin to deikhte hin k humin kaei bar loss bhi ho jata he. Kuch log kehte hin k es karobar min stop loss ko bhi use karna asal min profit leina hi he because agar hum stop loss use nahi karin ge to hum buhat hi ziyada loss bhi kar jaein ge.
                    Ji bilkul aapane theek kaha hai Stop loss se profit hota he lekin Meri najar mein stop-loss lagane se hamen fayda nahin hota balki hamen nuksan ho jata hai kyunki hamari trade jo hoti hai vah lost mein cut-out Ho jaati Hai isliye Agar hamen Agar profit Hasil Karna Hai To hamen take profit lagana hoga jiska hit hone se hamen profit mil sakta hai
                    • #115 Collapse

                      Re: Stop loss se profit hota he.

                      ji bilkul stop se bahut chhapra fatata hai kyunki Star Plus se hamare chat kabhi bhi Claus mein nahin ja sakti isiliye main chahie ki ham log jyada se jyada aur achcha prapt Paisa karne ke liye stop last entry trading ke dauran jarur lagaen kyunki jab ham log trading ke donon stop last entry lagate Hain to is hamen bahut hi achcha profit hasil hota hai isase ham log acche se accha profit hasil karne mein kamyab ho sakte hain hamen chahie ki ham log stop last entry last mein lagaen
                      • #116 Collapse

                        Re: Stop loss se profit hota he.

                        Jb ham apni trade main stop losa lgaty hain to hmari trade sequre ho jati hy. Es leay hmain hmari har trade main stop loss lazmi lgana chaheay q k with out stop loss agr koi trade ziada losa main chali gai to hmara account bhi wash ho sakta hy. Es k elawa hmain chaheay k mehnat krain aor trading k hawaly har choti aor bari chez ko samajh k kam krain.
                        • #117 Collapse

                          Re: Stop loss se profit hota he.

                          Ji han bilkul members stop-loss Ek Aisa tool hai jo aapko Ek Kisan ka profit hi Deta Hai vah Aise ke aap kafi heavy loss se apne account ko safe Rakh sakte hain Agar stop-loss ko use karte hue agar aap trading Karte Hain To aap apni trade Mein maximum profit Hasil karne ke chances Hasil kar sakte hain Apne account ko secure rakhen Aur stoploss ko apni sweet Mein use Jarur Kiya Karen Taki aapka account wash na ho
                          • #118 Collapse

                            Re: Stop loss se profit hota he.

                            Ji han bilkul theek kaha hai stop loss or profit top 10 a profit hota hai lekin is hamen log jyada nahin hota Ham apne loss ki 1 deshon banaa lete hain use to yah hamen loss hota hai isase jyada hone lost bhi nahin hota jitne Dada Ham limit rakhte Hain hamen use he lost apni trade ko close automatically kar lete hain agar Ham stop-loss ka use nahin karte to hamen bahut jyada loss ho sakta hai jo ki hamen bahut jyada Mile aata hai Ham dobara ke mushkil se lagate Hain aur profit bhi kam hasil hota hai
                            • #119 Collapse

                              Re: Stop loss se profit hota he.

                              oh allah ka bandy phely pora samjh liya karo changa ap na dosro ko pagal banaya howa ha koi kam ki bat nhe kar sakty han stop loss ka kaya mmaksad hota ha ap is ko is lye set karty han ka agar market againt jati ha to 1 had tak is sa loss ho zeyada na ho lakin is ka profit sa koi taluk nhe ha ap trade open karty han us na ap ko profit den hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Re: Stop loss se profit hota he.

                                Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha trading karte waqt market ki movement ko acchi Tarah check kar lena chahie aur Market ko acchi Tarah analyse kar lena chahie Iske bad Hamen main acche experience aur acche knowledge ke sath trading Karni chahie tab hi ham achha profit Hasil kar sakte hain aur apne loss ko stop kar sakte hain aur jo Insan Meri Baton ko follow Karega vah Jarur Achcha profit Hasil kar sakta hai isliye Har Insan ko chahie ki vah mehnat Karen aur apne experience aur knowledge Ke Sath Hai apni trading Kare tab hi vah Achcha profit Hasil kar sakta hai isliye FIR milenge Khuda Hafiz.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X