Stop loss se profit hota he.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    je main ap ke bat se agre karta hon .kah jab ham log trading karen .stop loss lagan bahtar h .kunkah ak to hamin loss bohat kam ho ga or dosra ham apne marze ka profit hasel kar saken ge .as lae hamin chae kah trading ke waqat hamin stop loss zarore samjen .takah ham bohat zyada loss se bach saken or profit bhe hasel kar saken .to ap lig stop loss zaroe lagain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      dear stop loss app ko profit ni data hai app ki trade ma app ko biig loss honey say mahfoza rakhta hai or app ko loss say bachata hai
      • #93 Collapse

        asslamo alaikum bhai we completely trust ough stope reduction laganay ka faida existen iss ka sab state bara faida yai existen nited kingdom ap buhat baray reduction state abch saktay ho aur apna funds conserve kar saktay ho.
        • #94 Collapse

          stop loss se bhai mere kese fayda ho skta hai o to zyda loss hone se se ham bach sakte hain mere khyal main to idr koi b sahi sawal nahi karta jese kisi ko sawal karne ka b na pata ho stop loss lganae se kese fayda ho skta hai.........
           
          • #95 Collapse

            Assalam-O-Alaikum jaisa key bhai jan mene akser apni posts me ye kaha hey key stop loss aur take profit limits ko zror use kiya karo q key is say ap ki trade safe rehti hey bhai jan ye jo stop loss hota hey ye ap ki trade ko big loss say bachati hey aur ap k loss ko kam karti hey.
            • #96 Collapse

              bhai jaan stop loss se profit nahi hota hai, is ki do kismain hoti hen,wo ye kay, ya to is se hamen profit ho skta hai ya pher hum loss se bach sktay hen , wo is tarhan kay stop loss ye kam kerta hai kay hum apni tarde ma ak fix amount lga dete hen kay hamen itna hi loss ho is se nechay ka loss na ho, is tarhan hum loss se bach sktay hen, bro
              • #97 Collapse

                forex main jab ham trade kartay hain tu hamain is main trade laga kar us ka take profit and us ka stop loss laga daina chahiay.is tarah hamain tention nahin ho gai
                • #98 Collapse

                  bhai forex trading mein is ko TP kahatay hain keh kahan tak aap loss bardast ker skatay hain aur kahan tak aap ka andza hai keh market aap ko profit day ge is k liya forex trading k business mein TP use ki jati hai stop loss ki TP aap ko profit tu nahi dati hai haan aap ko kise bhee baray loss say save zaroor rakhti hai ta keh aap ka forex trading k business mein account ki wash na hoo jay.
                  • #99 Collapse

                    Stop-loss is really a very handy and productive tool of risk management strategy. Actually, it is an order set for buying or selling and once the price of currency reaches or touches certain set level it then activities. Stop-loss is designed to limit or avoid the investor from suffering any loss. You do not have to monitor on a daily basis when the stop-loss order is activated.
                     
                    • #100 Collapse

                      g ah g jnab,,,hota hay is main sara khuch jnab,,,kabhi is main loss hota hay or kabhi is main munafa bhi hasil ho jata hay janb,,,,stop loss bhi hota hay sahi jnab
                      • #101 Collapse

                        Forex trading main hum ko kam kareta rahna chahia ya hum ko kam karta rahna ka bahot sara paisa data ha hum ko is main kam karta rahnachahuia is main ko kam karta ka pasia milta ha
                        • #102 Collapse

                          aap nay theek kaha k stop loss lagaya ho to aap ko is main kisi qism ki tension nai rehti hai or aap fresh mind k sath is main trade kartay ho jis say aap ko is main loss nai hota hai or aap profit gain kartay ho
                          • #103 Collapse

                            It is verygood for you as a tarder to try at all times and always set stop loss so that you can use it to make good gain so always try to be veryfocus
                            • #104 Collapse

                              hmmm bhai mary khyal say app ko stop loss usi surrat mai kar sakty hoo jab app sclaping kar rahy hoo or dusra us waqt jab app jab martk side pay chal rahi hoo or app use karo looo thnx
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                nahi stop loss ap ke risk and loss ko aik particular amount per rakhta hai jis ke waja se app ko market mai ziyada loss bare nahi kerna parta isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai loss se bache.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X