Stop loss se profit hota he.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    STOP LOSS se aap bare loss se khud ko bacha sakte hain. STOP LOSS aak limit hoti he jis ka tayun aap khud krte hain. STOP LOSS lagane se aapko aak had loss hota he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Thora thora to yar main bi aap ki is baat par agree karta hoon yar ku kai hmain stoop loss ko zaroor use karna chahya ku kai agarr hm is ko use nai kartay too us ki waja say hmain oor ziada loss ho sakta hai too dyah loss say agr hm bach jain gay too us ka matlab hai kai hmain 1 kism ka profit ho hoa hai joo ka stoop loss na honay ki waja say loss ki waja say hona tha
      • #48 Collapse

        gee bilkul ager hum stop loss nahein use kertey hein tu hum ko loss bhi ho sakta hai balkeh account wash bhi ho sakta hai is lie stop loss must hai
        • #49 Collapse

          brother stop loss se profit nhi hota balkh take profit se hi profit hota ha stop loss to is leya hota ha kh is se zyda ap ko loss na ho or take profit se ap ko profit hota ha jo sirf ap ka hi ha
          • #50 Collapse

            Stop loss se aapko profit to nahi hota lekin is se barh kar dusra kya profit hai ke aap loss se bach jaty ho is liye stop loss sab se behtar hai is se aap trade sakoon se kar sakty ho.
            Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
            • #51 Collapse

              nahe stop loss se koe profit nahe hai ye tu loss hai name se he zahar hai take profit se profit hota hai mai tu take profit he ab use karta hu stop loss ne mujay pura ak saal loss karwaya tha
              • #52 Collapse

                han meray bhai zarrour houtya hai Q nahi houta houga ager apko pata hou ka stop loss kesa rakha jata hai to ap zarrour ismay sai profit hasil ker paengay
                • #53 Collapse

                  basically, most of the time, i use take profit in the trading market. but, i did not use stop loss in the trading market. if i can learn more then i will use stop loss in the trading market. it is more important fort the traders from new to professional traders.
                  • #54 Collapse

                    yes bro you are right kai humain is market main agar zaida loss say bachna hai tu stop loss ka use karna paray ga aur stop loss use karnay ka profit zaida honay say koi taluq nahin albata yeh hai kai agar hum stop loss use kartay hain tu hum baray loss say zaroor bach saktay hain.
                    • #55 Collapse

                      nhi ji stop loss se profit nhi hota hai bas aap ki zada loss me jati hui trade jo hai woh bach jati hai or aap ka account wash hone se bach jata hai is lye stop loss ka yeh aik faida hai ke is se aap ki trading secure rehti hai or loss bhi kam hota hai .
                      • #56 Collapse

                        well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, jesa kay hum sub he jantay hain kay Forex trading ka business profitable honay kay saath iss mein humein kafi losses bhi face karna partay hain ager hum properly apni trade ko analyse kia baghair execute kartay hain aur proper level pey take profit aur stop loss use nahi kartay hain tou...
                        • #57 Collapse

                          stop loss say aap sirf ziada loss say bach saktay hain iss stop loss ko aap fix kar daytay hain keh aap ko oss had say ziada loss nah ho jay jo aap nay fix kea hoata hay
                          • #58 Collapse

                            nhi stop loss se profit nhi hota hai aap ko stop loss ke use se aap ko trading me low losses hote hain aap loss kam karte hain bas yahi faida hai stop loss ka forex ke business me wese aap ko stop loss lazmi use karna chahiye apni har trade me .
                            • #59 Collapse

                              stop loss se ap ko boht ziada loss hone se bach jata he dear is se ap ko profit nhi hota. han agr market up chali jay to ap ko profit ho skta he stop loss se ap ko ye faida he k ak limit tk ap ko loss ho ga phr trade khud close ho jay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                nahi bhai stop loss se profit nahi hota stop loss to ham trade laga kar lgate hain ta k agr hamari trade zyda loss main chali jaye to wo stop loss ko hit kar k to khud hi close ho jaye is tara se ham zyda loss hone se bach jate hain,,,,........
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X