Market k analysis ko kesy learn kia ja skta hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    market ko analyse karna bohat easy hay dear ap jab aik pair ko open karte hain to us k trend ko dekhen or usay 4 hgours ya 1 day chartt main dekhen k market ne kitna movekiya hay or kis traf ziyada ja rahi hay usi hisab se tarde karen to apko kamyabi milegi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      market analysis ko learn karne k liye ap internet pe differen forex ki site se learn kar sakte hain .bohat sari ssite daily market ki situation k mutabik analysis deti hain jis se ap ko kafi help mil jati ha trade krne k liye...investing.com...************.com etc...
      • #918 Collapse

        markets ko analysis karna sab say mushkil kaam hota hai is mai hum jab markets trends open karte hai to humay us mai kuch resistance and support level ko dhond kar draw karna hota hai us say markets ki next direction humay milti jati hai usay hum price action b kehte hai us mai 80% humay profit he hota hai
        • #919 Collapse

          Practice is the key to success . Isi tarha forex jo k ek buisness ha is ma bhi ap ko practice ki hi har jaga zarorat hoti ha aur isi practice say ap agar 1 ya 2 currencies ki bhi strategy achay say analyze kar lo to bohat profitable ho ga .
          • #920 Collapse

            market k analyse ko learn karnay k laiy aap ko is main diffierent indicator ko use krna parta hai is say aap ko market ki direction ka patta chalta hai or aap is main theek say earning kar saktay hain
            • #921 Collapse

              maket kay analysis ko hum internet kay through forex ki sites kay help read kar skty hain.market kay analysis kay liye news be boht help karti han or is kay bary main hum ye jan sakty hain kay market kis tra move kar rhi hay.
              • #922 Collapse

                gee bhai app ne bilkul theek kha hai ager hum market ko analysis kerna chate hain to iss k leya hume demo account ko use kerne ki zaroorat hoti hai iss leya mera yah he khyal hai k hume trading main sab se phle trading demo account per kerni chahiya :)
                • #923 Collapse

                  analysis ko learn karne k liye ap internet pe differen forex ki site se learn kar sakte hain .bohat sari ssite daily market ki situation k mutabik analysis deti hain khud b analysis kar sakaty hain k market kis tarf jay gi ya phr ap candlelite ko daikh k b analysis kar skty hain k market kiss tarf jay gi
                   
                  • #924 Collapse

                    dear forex market ko analysis karny k ley agar indicators ka estemal kia jaye to mery khayal me hamy trading karny me asani ho jati hay
                    • #925 Collapse

                      is ka best way hai k aap analysis kro differnt blogs parho r is se aap ko faida yeah ho ga k aap trade krna sikho gy aaur aap ko pta chly ga k kase earn krty hein yeah sab ik demo account se kr k e pta chlta hai r kuch nhi
                      • #926 Collapse

                        Aap demo ko use Kareen apny analysis ko os pe check Kareen or es ko samjany ke leye you tube se video see Kareen
                        • #927 Collapse

                          ager ap market ko analize kerna chahty hien to ap ko chahye k ap es mien news ko suna kery or market ki movement ko dakha kery or deeply jiaza lya kery pher ap behter tor per market ko analize ker sako gy
                          • #928 Collapse

                            Dear, forex trading aik acha buisness hy so hum boht sy indicators jesy k scalpping wgera k through learn ker skty aur is k ilawa ye boht he ehmiyat rkhty hn
                            • #929 Collapse

                              forex is very imporant business in the world , so you real account is most very income side for any business . so that forex is risk and emotion business in online trading market . so you real account is most imporant 6the trdaing market .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                bhai is business me market ke analysis se he aap ko faida milta hai jitna achi tarha se market ko aap analyze kar lete hain utna he zada yeh business aap ko faida deta hai is lye market ko hamesha theek se samajh kar he trade lagani chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X