Market k analysis ko kesy learn kia ja skta hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dost meray khyal main forex main analisis ko samajnay kay liya app ko insta forex ki site pe mohjood analisis ko daily read karain aur saat hi forex factory ko bi study kartay rahain aur in sab ko bakhoor read karain phir chart pe in ki movement ko watch karain app ko kafi cheesain samaj ah jahain gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      market ka anylsis ka lya ap forex ke news chechk karen world economy aur currency ka trend dhky aur economic clendar check kren jis pa har currency sa related news diffrent times sa ate hen aur us sa curreny ka rate pa kafi effect hota hy jis sa ap ache trhan trade kar sakty hen
      • #63 Collapse

        iss ka mujay b nain pata hai g iss liye main to khud he iss ko watch kar k iss main trading karta hon jiss say mujay iss main faida ahsill hota hai
        • #64 Collapse

          market ko analysis karne ke lye 3 important point hote hai 1st technical analysis 2nd fundamental analysis 3rd trend analysis ye sab aap learning se hi sikh sakte ho kyon ke practice ke bagher forex easy nahin hai.
          • #65 Collapse

            salam dear me apke sawal se bht khsu hu or ap ko me ya advice dena chata hu ke ap ko agar trading me intrest hai to ap trar market mki web site pe ja kar trading ko learn kar sakte hai or or asani se trading kar sakte hai so dear is site se apko bht knowlage mile gi or ap achi tarha trading kar sake ge or market ko achi tarha samaj sake ge kis tim trading karni hai or kis tim nai ok my dear.
            • #66 Collapse

              aap ebooks download kar lain internet say.ebooks ko read karain ,forum main kaam karain or demo main kaam karty rhain .kush months main aap kay pass kaafi knowledge ho ga forex kay bary main.
              • #67 Collapse

                market a anlysis demo account se nahe hota . q k is k lai ap ko mukhtalaf plate form se awarness laina lazmi hai. muslan economic calander main agr ap dhaiko ga to sudden change dekh sakty ho.
                • #68 Collapse

                  gee mery bahi jaan forex aik best business hai or is mein kafe mehnat karni parti hai earning hasil karny kay leay or market kay anylsis kay leay indicater ko use kar kay kafe helpful hein or un say anylisis kafe samjh aa jaty hein
                  • #69 Collapse

                    jab hum forex ki achi trha se learning hasil karne main kamiyab ho jatey hain to phir market ki analysis ko samjhna koi mushkil nahin hota hey aur phir hum market ki analysis ko easily learn kar saktey hain.
                     
                    • #70 Collapse

                      dear i think that with the experience and passage of time you may learn each and every thing of forex trading busienss and i think that this si the ebst earning way for all of the traders and we all can become a successful forex trader and can earn money from forex trading business
                      • #71 Collapse

                        salam my dear friend ap ka sawal bohot acha hai our main dil sa ap ki bat se agree karta hn ager ap market ka analysis karna chahatey hain to ap www.************.com ki web site per visit karain our wahan se ap market ka analysis achi tara kar saktey hain our apney kam ko our mazeed bhetar bana saktey hai our profit ko bhi increse kaar saktey hain
                        • #72 Collapse

                          Market ka analysis ap iss tarha kar skty hain k ap daily basis per online news parhyn, professional sy meeting krayn, expert ki opinion layn aur economy news ko parhty rhayn, kuch din trading ko dekhty rhayn k kasi hoti hai trading, uss k baad ap feel karayng k ap kafi achi tarha market ko analyse krna sekh gaye hain.
                          • #73 Collapse

                            market anaytsis is important work for forex trader. without it you can not success in forex life. sometime market up and down withot any news. we will solve this problem about analysis
                            • #74 Collapse

                              jab hum forex ko achi trha se learn kar lete hain aur iski market ko achi trha se samjh jatey hain to phir market key analysis hamarey liye bohot hieasy ho jatey hain aur phir hum easily inko learn kar satkey hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                gee mery bahi jaan foex mein jab hmara experince acha ho jata hai to hum ko market kay anyliss bee kafe had tak samjh aa jaty hein lekan wo anylisis bee hum indacter ki badolat hee samjh saktein hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X