Market k analysis ko kesy learn kia ja skta hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Market trend or market news understand and then after we make the analysis where market would like to go and move on and we selected the volume and then do the trading according to seeing the margin level and for this experience matter
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Asallam o Alekum , dear brother market ko analysis karney jk liye bohat sari web sites hain internet peh , mein jo use karta hoon vo hai ,investing.com , fxstreet.com aur 3rd sorry yaad nahi aa rahi
      • #378 Collapse

        meray dost boht saari sites han jo forex k baarey me analyses ore technical data daiti han jin me investing.com boht important ha us ko aap rozana study ker k market trend daikh sektay han
        • #379 Collapse

          Bro ap ki baat bil kul sahi he Q ke achhi learning ke bager hum kabhi market analysis ko nhi samajh sakte, aur jab tak hum market analysis ko achhi tarah se nhi samjhen ge to hamara trading karna risky he, may be possible ke hamen loss ho jae.
          • #380 Collapse

            dear market ko dekhne ke teen analysis hote hain aur un mein technical,fundamental aur sentimental analysis shamil hain,aur ap in teeno ko dekh kar hi koi trade lagate hain aur wo bhi proper stop loss aur take profit ke sath.
            • #381 Collapse

              just check the market moves like ups and dawns there so many ways if you use them then you can understand the currency pairs on internet you can get currency pairs analysis do demo trade and then you are able to get more and more experience so demo is also a good way to learn about trading currency pairs
              • #382 Collapse

                market ko analysis karny k different tareekay han app previous chart deak kar or indicators ki madad sa pata laga saktay han k next price kaisay move kar sakti ha is k elawa experts k analysis or apny analysis compare kar k bhi app pata laga saktay han.
                 
                • #383 Collapse

                  Sorry bhai me abi new hun aur mujhy iss sawal k baary me koi khas ilam ni hai balky aap kisi senior trader se poch skty hain k mery account me invest ni hai tab bi kia istraa se kr skta hun but aap ko sirf usi se hi ye information mil skti hai.
                     
                  • #384 Collapse

                    well dear achi bat pouchi ap nay main forex market ko analyzr krny k liye forex factory site ko use krta hun wahan say easily main achy signal pickkrleta hun or successfully trade krta hun ap bhi try kro dear ap bhi inshaALLLAH profit earn krogy.
                     
                    • #385 Collapse

                      Bohat se forex brokers ya iss trade business se related log aap ko suhane khawab dikha ker or zyada profit ka lalach de ker aap se dhoke se raqam wasool kerte hain lekin meri rai main be careful or inki baton main aane ki bajaye aap pehle isko confirm ker lain k wo legitimate hain ya nahi.
                       
                      • #386 Collapse

                        ji nahin bhai mujhe is cheez kay baare main ilm nahin hai kay sale karne se bonus ko kia hota hai kyun kay iski waja yeh hai kay main yahan par abhi seekh raha hun aur manie achi trading start nahin ki hai
                        • #387 Collapse

                          forex

                          the skills are the most important think in the forex ,the maximum skills can give you the maximum profit in the forex that is why get the maximum skills in this way you will earn the maximum profit the skills matter to the large extent
                          • #388 Collapse

                            forex trading students ke liye tu bht hi achi hai aur lkn bht se student ke lye bht hi risky bhi hai kyu ke jab student paise kamane lag jaye tu bht se student phr apni eduction chor dyte hain seriously nahi lete kya khyal hai ap ka
                            • #389 Collapse

                              dosto mera experience yeh kehta hai kai aap ko metals per yani commodities per trading karnay kai liye at least 500$ ki equity chahiyeh kyu kai aap ko iss per choti trading karna hoti hai aur sath sath aap ko is main dhihan sa working karna hoti hai jis main aap aik sa zyada order open karte hein different metals per to uss main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                dosto mera experience yeh kehta hai kai aap ko metals per yani commodities per trading karnay kai liye at least 500$ ki equity chahiyeh kyu kai aap ko iss per choti trading karna hoti hai aur sath sath aap ko is main dhihan sa working karna hoti hai jis main aap aik sa zyada order open karte hein different metals per to uss main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X