Market k analysis ko kesy learn kia ja skta hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    market ka analysis karna chahen or us ko learn beh karna chaheyen to ap ko chaheye kah ap demo account may trading karna start karen or phir apna tme frame H1 rakh kay kisi bhe currency pair may app candle stick ka chart ko read karen to ap ager us pay ana focus kar lain gay to ap ko market ka trend pata chal jaye ga or ap learn beh kar jain gay.
    East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      han g zaroor kiya ja sakta hey aur jo koi bhi maket ke analysis ko achi trha se learn karne ke bad is main work akrta hey woh kabhi bhi forex main fail nahin hota hey.
       
      • #138 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan Zaheer پيغام ديکھيے
        Hm daily demo use krty hen, or Forex ko learn krty hen, lakin market or pair k analysis ko kesy smj skty hen.
        agar ap demo use kartay ho to achi baat hay, usi par try karo, agar market ko analysis karna hay to 2 may say ksi aik ko choose kar lo, ya to technical analysis karo ya phir fundamental.
        • #139 Collapse

          Theak kaha ap ne kay analysis karna ya analysis ko samagna kafi mushkil he, ap analysis os waqt kar sakty hein jab ap kay pass boht knowledge hoga, or analysis ko bhi osi waqt samag sakty hein ap instaforex kay analyst ka analysis bhi read kar saktay hein.
             
          • #140 Collapse

            i think study ko analysis kar skty hain and i think currency trading is often a quickly strategy to earn money but it is usually a tough company, And also every single speculator will make real money by geting more know-how in addition to expertise.
             
            • #141 Collapse

              market ko analysis kerny k liye kafi tools aur indicators aur signal available hoty hn...ab trader ko chahye ko wo in signals, tools aur indicators k bary ma achi thera se information hasi kry k ye indicators aur tools kesy kam kerty hn...then wo uss k bad real trading ma un tools aur indicators ko apni trade ma use krye...
              • #142 Collapse

                dear agar ap ne market ko analyse karna hai to to apko H1 time fream rakh kar market ko check karna chahy ke market ka trend kis traf hai aor agar long turm strategi apnani hai to H4 timeframe se market ko dekh len ke market trend kis side per hai
                • #143 Collapse

                  i do not know and i think we can create actual cash coming from forex trading, since Forex is not a action identify, although it's a real task you can generate as a result the specific good results, I think that the Forex as a possible conduct is way better
                     
                  • #144 Collapse

                    ap ko analysis karna ata hun or indicater ko use karna ata hun or ap bht ache treader or earn kar sako ga agr ap ko ye chezn nhi ati to ap pahle demo account per ye sb cheezn ko seeko wahan per bht sari preatice karn or phr really account ko jion karn
                    • #145 Collapse

                      forex markit ko analysis karne k lea app ko sab se phle forex markit ko sekhna hoga take app samjhn k forex markit ko analysis kase karte hain
                      • #146 Collapse

                        Forex trading main market kay bary main daily analysis bhi bohat eham hay enki waja say hum pata chala sakty hay keh market kis side ko move kar sakti hay aur ye analysis hum mukhtalif wesites say lay sakty hay.
                         
                        • #147 Collapse

                          analysis ko learn iss tarha kia ja sakta hai kay different sites par jayay aur trading say mutalik mukamal maloomat hasil kar saktay hai.
                           
                          • #148 Collapse

                            Agar ap market k analysis ko learn karna chahty hai to ap un ko indicators k zariye bhi learn kar sakty ho ya phir ap market ki candles ko dekh kar bhi market ki fluctuation ko analysis kar sakty ho is tarha ap market ka trend hasil kar sakty ho.
                            • #149 Collapse

                              dear forex trading me market kayk analysis ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani se market kay analysis ko rozana ki trading se judge kar sakte hain aur es ko judge kar kay hum bohat hiasani se profit earn kar sakte hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                market ko ananlysis kerna hai to ap ko news ko prhe r market ka garaf ko achi terha chek kre k phely markit kha thi r ab kha hai is terha ap market ko analysis ker skty hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X