Loss zarori he kuwon?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss zarori he kuwon?
    Forex trading ko hum kehte hin k es min loss aur profit dono hi hote hin buhat se log to ye kehte hin ye highest level ka profit deine wala karobar he aur ye business highest level ka risky online buisness bhi he forex trading min loss zarori he main ap sab se pochta hon eisa kuown he?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA gbilkul forax ma loss b hona cheaya es sa hm ko or zyda hard working ki adat hote ha or loss hony sa hmara experions zyda hota ha or next ham loss sa bchny ki koshsh karty han
    • #3 Collapse

      Bilkul mere khayaal se loss zaroori hy kun k is trah aap mazeed mehnat se kaam krte hen agr aapko sirf profit e ho to ap dull hjate hen or iske elawa apko koi khas experience bhi nhi hasil hota.
      • #4 Collapse

        asslamo alaikum bhai jan ap ki thread buhat achi hay mairay hayal say yai aik karobar hay jo profit to dayta he hay par bhai iss may loss bhi hota hay q k yai real exchange markeat hay jo k sab coutries ki econmy k hisab say oper neachay jati hay
        • #5 Collapse

          mere motabib jahan tak loss ki baat hai to wo kio b dunia ka bisnes dekh lain loss to wo besk 10 us daler ka kam hai ya 1000 us daler ka kam hai loss zarori hai jis say apko experiuns hasil hota hai jo k mustakbil main apko saida mand hai
          • #6 Collapse

            wo business he nai jis main loss na ho. is lie loss bohat zaruri hy q k humara islam kehta hy main nai keh raha hy. is lie loss hota hy aur profit humar maqasd hy.
            • #7 Collapse

              Jee haan, Forex trading mein loss zaroori hey kiyon k agar hum ko loss nai hoga to hum earn bhi nahi kar sakein gy or hum apni mistakes se learn bhi nai kar sakein gy, is waja se Forex trading mein loss zaroori hy.
              • #8 Collapse

                my dear, brother, forex aik risky business hai. is ma loss aur profit dono exist kertay hain. but loss aap ko jab hota hai jab aap jaldi jaldi tukay say trades open kertay hain. agar aap soch smajh kay trades laga o gay to aap ko profit ho ga.
                • #9 Collapse

                  loss is lia zaroore hai k jab tak app ko loss nai ho ga pp ko forex k baree main samj hee nan ai gee janab and loss jo ha app ko foorex k bar main laern karnee main bohat zayda help karee ga
                  • #10 Collapse

                    kiu k humay loss k saat he profit b hota hai aisa nhe hai yaha per humay kiu k demo acount per humay idia hojta hai is waja sy humay demo acout ko use karna lazmi hota ha
                    • #11 Collapse

                      my dear forex ek best business hai magar is mein naffa or nuqsaan dono hai agar ap lalach nahi kro or forex ko proper learn kr k trading kro gey to ap ko loss k chances buht km hoon gey or profit k ziada
                      • #12 Collapse

                        is business main loss zahrori nahi hay aur agr hum is forum main bina prextice k kam kary gay to humain is business main loss he hona hay is liay humain is business main sabr say kam karna chaiy ta k humain is business main loss na ho aur humain is forum main loss kaiy bagir hum acha earn kar saky aur loss say bach saky..
                        • #13 Collapse

                          Yes bro, mere khayaal se loss zaroori hy kun k is trah aap mazeed mehnat se kaam krte hen agr aapko sirf profit e ho to ap dull hjate hen or iske elawa apko koi khas experience bhi nhi hasil hota.
                          • #14 Collapse

                            ab asa b nahe ha k ap ka loss nahe hova hay or chtay ha k ma is ma apna loss karo to ya galat ha.ya ap ka techer par dipand karta hay k ap ko os na kisay sikhay hay.or kod os ko is ka baray ma kitna pata hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee agar dekha jaye to is sy best online trading business or koi nahi hai lekin jitna yeh acha hai utna hi is mein loss honay ka khatra bhi hota hai lekin loss hi humein sahi knowledge deta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X