Trading karty hua dishurt ho Jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karty hua dishurt ho Jana
    Forex trading main MN bhut sa logon ko dekha ha Jo trading krty waqt jab kafi loss hota ha tu dishurt ho jaty Han or is ko chorna k fasila Kar lety Han tu MN un Taman members ko kehna chata hn k kabi v dishurt mat hon hmesha mehnat kren qk mehnat main azmat ha or us business ko kabi left na kren qk ya ak buut ACha business ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

    Trading karty hoy disheart nai hona chay balky ye part of game hai is main kabi loss hota his to kabi profit hota hai is lay nay Azam ac Kam karna hai or posative mind ka sath Kam karna hai or dosoro ke help karni hai . trading main jitna sabar sc Kam Kary gay othana AP ko faida ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

      Jb forex business ko join krein tu ye malom hona chahiye k is mein loss bhi jota hai kionkeh aksar traders loss ko accept nhi krty woh chahty hein profir mily lekin jb loss increase hota hai tu woh disheart ho jaty hein unko samjh ati hai k ye un k bus ka kaam mhi lekin trading mein tu experience chahiye hota hsi jisko hasil krny ki koshish krni chahiye loss ki waja se trading chor dena theek nhi hota.
      • #4 Collapse

        Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

        Hello everyone je ap ne aik acha mozu discuss kiya to friends hamain trading krty hoe disheart bilkul nhe hona chahye kyunke hm gir kr hi sambhlna sikhty hain aur phir mayusi to gunaha hoti hy to hamain mayus hone ke bjaey apni mistakes ko sahi krna chahye achi learning krni chahye aur koshish krni chahye ke hamari jin mistake ki waja s3 loss howa wo fobara na hon
        • #5 Collapse

          Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

          Dear banda jab hi dishart hota hay jab kay us ko aik din may kaafi sara loss ho jata hay ya us ka account wash ho jata hay aysi sorat may aap ko pahlay apna kaam check karna hota hay kay aap say kahan kahan par galti hoi thi iss kay baad aap ya check karo kay aap kay paas backup kitna tha tab hi aap ko sahi raasta mil jaata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

            G han pak forex trading business men Jab bhe trade lagayen Tu ap Mentally Confused ho ka Trade na lagayen aap Jab mentally ap set ho jaayen Tu hi Trading karein Tu Hi good Success Zror Hasil ho jay gi pak forex trading business bhot acha business hy achi Trad Say Hi good profit asaani sy hi acha trah Say Hi Hasil ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

              Dear apny bilkul sahi baat ke hy agr forex main apny kaam karna hby too is main humain mehnat karni hoge aur kaam karna higa tab he apko is main faida hota hy keun k forex main mehnat karny main he kamyaabhi hasil hoti hyy agr aap kaam karty hain too forex apko kabhi bhe dishurt nahi karta hy.
              • #8 Collapse

                Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

                forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hamy mahnet karne ho ge pher eh hum agy bar saky gy hum is ami agar lalach iban ky kamk ary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum i smai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

                  Dear frinds hm ko chay jab hm trading ky darmyan mainkoi tnshn nai lni chay jab hm kam kry to sakon sy kr skty hy jis sy hm ko acha earning hasil ho sakti hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

                    bahut Sare log jo hai vah trading karte Hain ham to jab unko nuksan hota hai to is baat ko Apne dil per le lete hain aur FIR bahut hi jyada takleef mein hote hain aur apna nuksan ko vah sahi tarah samajh Nahin pa rahe hote Hain ki asal mein yah ek kamyabi ka hi rasta hota hai agar aap property karte rahoge to aapko asal mein nuksan ki jo is waqt hai jo uski kadar hai aapka usko pata hi nahin chalega to aisa Karke agar aapko nuksan hoga to fir aap use chij ko pakadkar aage Sahi karenge to aap jyada profit kam aaenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

                      Profit or Loss trading ka hissa hai agar hum trading karain gay to profit bhi ho sakta hai or loss bhi ho sakta hai lekin acha trader wohi hota hai jo apnay loss ki poori planning kar k rakhta hai us ko pata hota hai k daily us ne kitna profit karna hai or maximum kitna loss karna hai forex main loss ko manage kiye bagher profit kamana mumkin nahin hai agar hum risk reward ration ka khayal rakhain to loss hamain profit denay k liye hi aata hai or hamain sabar se profit ka wait karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: bilu پيغام ديکھيے
                        Forex trading main MN bhut sa logon ko dekha ha Jo trading krty waqt jab kafi loss hota ha tu dishurt ho jaty Han or is ko chorna k fasila Kar lety Han tu MN un Taman members ko kehna chata hn k kabi v dishurt mat hon hmesha mehnat kren qk mehnat main azmat ha or us business ko kabi left na kren qk ya ak buut ACha business ha


                        Asslam o alaikum dear forex member ji bilkul karte hue bahut loss ho jata hai aur log decide Ho Jaate hain lekin Agar Ham ismein sabse kam Karen aur confidence ke sath Kaun Kare To Ham ismein kam mein bhi Hasil kar lenge Kyunki trade Mein confidence Hona bahut zaruri Hota Hai jab tak confidence aur sabr se kaam nhi kiyaa jayegaa tb tk kaamyabi b naa mumkin hayy ....
                        Visit My Profile
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

                          ji han sometime aisa hota hai ke banta jab trade kar raha hota hai usko loss ho jata hai to vah thoda sa desh hath bhi ho jata hai koshish karni chahie ke loss Ho jaaye to usko recover karne ki koshish karen aur next time proper market ka analysis karne ke bad hi trade Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

                            ji han dear trading karte humen disheart Nahin Hona chahie Kyunki Jab Ham trading Mein disheart hote hain to is se Hamara nuksan Hota Hai Hamen zyada Se zyada mehnat Karne Ki koshish Karni chahie Kyunki Jab Ham mehnat Karenge to Ham kabhi pareshan Nahin honge upset Nahin honge kaamyabi ke liye hardworking karna hi hamare liye important hai Kyunki kamyabi hardworking karne ke bad hi milti hai trader agar forex mein zyada Se zyada mehnat karta hai to use ko bahut zyada aur bahut jaldi kamyabi milti hai aur forex mein disheart hone se koi fayda nahin Hota Kyunki disheart hone se sirf aur sirf nuksaan hi hota hai aur kamyabi Hasil karna chahta hai to wah Apne kam mein zyada interest ke sath kam lete lekin disheart hone se trader ka bahut zyada nuksan hoga Hamen upset Nahin Hona chahiye Kyunki upset hone se bhi Hamara bahut zyada nuksan hota hai trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karty hua dishurt ho Jana

                              trading karte hue aapko hamesha confidence ke sath working karni chahie aur kabhi bhi jald baat hi nahin karni chahie aur kabhi bhi dar nahin rakhna chahie kyunki dar ke sath aap kabhi bhi acche trading nahin kar sakte ho so agar aapane achi trading karni hai to aapko hamesha confidence ke sath trading karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X