Avoid from mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Avoid from mistakes
    Asslam o alaikum dear forex member aapse Mera Sawal yah hai ki aaj Aakhri Din hai isliye aapko chahie ki bahut hi careful hokar kam karo Kyunki Aap Ki Ek Chhoti Si Galti aapko bahut bada lost De sakta hai isliye careful hokar kam karo aur acche se kam karo Kyunki Iske bad aapka jo deta Hoga vah record ho jaega is manth ki mehnat ka isliye is month ki mehnat ko kar ummid banao aur kisi bhi kisi ki koi mistake Na Karo thanks...:1f63b::1f63b::1f63b:
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Avoid from mistakes

    Jab ham forex market main trade kerty hain tou mistakes tou hoti hai so hamain her trade secure ho ker open kerny aur continue kerny sy ham mistakes sy bhi aur bary loss sy bhi bach jaty hain jabky agar ham baghair kisi analysis ky trade open kerny main jaldi kerty hain tou aesy main mistake bhi ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Avoid from mistakes

      Gi ha ager hum iss mya apni mistake say sek sakya to hi hum iss may kamyab ho saktya hya iss liya hum ko iss mya zada say zada mahnat karni chya takay hum ko iss say acha sabak hasel ho sakya
      • #4 Collapse

        Re: Avoid from mistakes

        dear brother forex trading mn mistakes ko avoid krna chayay forex trading mn trade krnay sa pehlay market ka analysis kren aur uskay mutabik achhi trh soch smjh kr trading kren ta k mistakes na hon keun k apki chhoti c mistake bhi apko bahot ziada loss dy skti ha
        • #5 Collapse

          Re: Avoid from mistakes

          Assalam Alaikum my dear friend ummid karta hun ki aap sab theek thak Honge ji ab aapko apni mistake ko bhi Sahi karna hoga tabhi aap achha profit Kama sakte hain Ham sab ko Apni mistake avoid karna chahie isiliye Hamen bahut zyada mehnat karni chahie aur mistake bhi nahin Karni chahie Kyunki Ek Chhoti Se mistake Hamen bahut bara lass de sakti hai isliya apni mistake ko avoid Kar Kar Hi Kam karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Avoid from mistakes

            hamy msitakes ko avoid karna ho ga pher he hum pasai kama skay gy forex iak unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar am kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ag is mai usa or china r new yoj jasy bary bary mumalik sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Avoid from mistakes

              Forex trading mein hamen lalach nahin karni trade karte hua stop last use Karen jisse hamara capital save rahata hai money management ke hisab se trading Karen chhote volume se trade Karen jisse aapko last bhi kam hota hai aur profit bhi uatna.
              • #8 Collapse

                Re: Avoid from mistakes

                Traders ko jb aik mistake se loss hota hai tu unki koshish hoti hai k again usko repeat na krein lekin jb dosri koi new mistake se loss hota hai tu yeh starting mein hota hai learning mein mistakes hoti hein lekin phr bad mein traders apni mistakes ko control kr lety hein aur loss ki ratio pehly se kam ho jati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Avoid from mistakes

                  Asslam o alaikum dear members ji bilkul
                  Hmen galtiyon sa avoid kerna chaya km az km wo mistake jonkerny ki na hon gaflat bilkul b na kre or apny kaam.ko pori pori tawajo sa kren tb he ap kamyab trader bn sakty hn or acha pasa kma sakty hn so hmen chaya k hm ache tra kaam.ko sekhen is ko learn kren taky hm trade ker k achay or baray business man bn saken or pass kma saken or hmaen kamyabi mil saky q k mehnat mn he azmat hti h or kamyabi hasil hti h so hmen chaya k trade k pori tawajo sa port zehn k sath kren or pasa kmaen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Avoid from mistakes

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
                    Asslam o alaikum dear forex member aapse Mera Sawal yah hai ki aaj Aakhri Din hai isliye aapko chahie ki bahut hi careful hokar kam karo Kyunki Aap Ki Ek Chhoti Si Galti aapko bahut bada lost De sakta hai isliye careful hokar kam karo aur acche se kam karo Kyunki Iske bad aapka jo deta Hoga vah record ho jaega is manth ki mehnat ka isliye is month ki mehnat ko kar ummid banao aur kisi bhi kisi ki koi mistake Na Karo thanks...:1f63b::1f63b::1f63b:
                    bilkul form per mistake se divide karna chahie aur sabse big mistake yah hoti hai ki jab bhi Koi post ki jaati hai usmein spelling ki mistake hoti hai jisko read out karna mushkil ho jata hai aur 3rd main Koi aisa spelling hota hai jisse usko read out karna bhi mushkil ho jata hai koshish karen jab bhi Koi thread ya post ka reply karen usko readout jarur kar liya Karen jisse spelling mistake dur karke quality kobita kar sakte hain....
                    • #11 Collapse

                      Re: Avoid from mistakes

                      hamy apni chti or bari tmam mistake ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha prifit hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time priofessional be bana sakty hain yai aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Avoid from mistakes

                        Agar Ham loss karna chahte hain To hamen mistakes karte rahana chahie Kyunki Jab Ham koi bhi mistake karte Hain To hamen usko Los Ke samne bardasht karna padta hai isliye Agar Ham chahte Hain ki Ham Achcha kam Karen To hamen mistake Nahin Karni Achcha kam karne ke liye bahut Achcha mehnat karni padati hai. Aap kisko aapke practis aapko itna strong kar denge, kya aapane state Nahin karoge
                        • #13 Collapse

                          Re: Avoid from mistakes

                          Ji han Hamen mistakes ko avoid karna chahie Hamen apni mistakes ko Bar Bar Nahin Dobara na chahie Hamen apni mistake se sikhana chahie Forex mein agar Hamen loss Ho bhi Jaaye To Hamen Sabar aur Himmat ke sath Apne kam ko Jari Rakhna chahie aur apne Lash ko recover Karen Forex Mein Kafi Sare log kam kar rahe hain aur vah ismein Kamyab ho rahe hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Avoid from mistakes

                            Forex trading ak ASA business ha jis main AP jab Tak ak ak mistake krty rahen ga tab Tak AP ko nuqsan hota that ga qk is business main galti ki koi gunjaish Ni hoti is Lea hmesha zyda SA zyda kushish kren k galtion SA avoid kren or mehnat or dilchaspi SA Kam kren
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Avoid from mistakes

                              Hamen chahie Ham steak ko dur Karen Hamen chahie Ham Pakistan Forex mein main achcha sa kam Karen to hi Ek na Ek Din aapko acchi kamyabi Hasil ho jayegi isliye Khoob Yahan per achcha Sa time invest karen to Hi Ek Din aapko acchi kamyabi ke sath sath Achi Earning Bhe Ho Gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X