Analysis kare gold up jaye ga ya down?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kare gold up jaye ga ya down?
    Me yaha gold ke bare me bat kar raha ho sub apna apna analysis share kare Monday ko gold up jaye ga ya phr down hi jaye ga agr me apni bat karo tu muje tu gold down side hi jata nazar aa raha hai q ke candle ne closing b bohat nichy di hai ap sub kya kahte hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

    Dear friend jahan tak mera experience hey aik dafa phir gold next week men 1600 ko cross karay ga lekin ab ziyada up nhi hay ga aur ziyada movement 1600 k around hi rahay gi iss liay gold bahut ziyada risky pair ban gaya hey Corona viras ki waja se gold men unexpected movement huwi hey
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

      dear friend last week mn gold na unexpected move kia ha ziada tr logon ka khial tha k gold 1650 tk jay ga lekin gold na 1688 tk move kia lekin meray khial mn yeh movement sirf crrona virus ki waja sa hoe ha aur ab gold mzeed up naen jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

        assalamu alaikum ji all member forex business bahut achcha business hai ya to market ke hisab se pata chalega ke gol aap ho gayaa down isliye hamesha mein lagatar kam karte rahana chahie aur market ke hisab se samajh Jana chahie ke Gold aap ho gayaa down. Ismein jitna ho sake lagatar kam karte rahana chahie
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

          hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busness hain hum is mai night mai be kam kar sakty hian hum is ami dya mai bhekam kari sakt yhain hamy marrket ke movement ko samjna ho g ahamy mahnet sy kam karna ho ga pher e hum agy bar saky gy is mai hamara koi be boss nah han
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

            hamy analysis ko achy use kar ky gold ky up or down ko dekh kar is main mehanst sy kam karna chahey pher hi successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat boha hi acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

              abhi Kuchh Bhi kahana bahut Mushkil hai, isliye abhi hamen vate karna chahie aur dekhna chahie to market kya karti hai Ya next week pata chalega Jab opening hogi ki market kis Tarah kabhi help kar diya aur ham kaisa kam kar sakte hain. Isliye abhi is waqt kahana ki market upar jayegi niche jayegi ye kehna kafi difficult hai. Achcha kam karne ke liye vate Karen Kyunki market hai yahan per kabhi bhi Kuchh Bhi Ho Sakta Hai To acchi jagah ke liye wait karna chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

                jab hum analysis ko use kar ky kam kary gy to hamy kamaybe hasal gho jt ge forex aik world wide business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kair sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss h ga forx aik best business hain hum is mai market ke movement ko samj kar kam kary gy to he hum agy bar saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

                  Ager Ap Ney Trade lagana chahhye Tu ap ko chahye Tu Anylsis Zror karein Tu hi Gold per Hi trad lagayen Tap Ko achi Si Success Zror asaani SY Hi Hasil ho jay Gi pak forex trading business bhot acha business hy acha kaam Hi good Trader ki aik achi Si Nishani hy pak forex trading business all world mein bahut jyada famous Issi Waja Say Ho gaaya hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

                    Jesa k AP sub janty Han k forex trading main gold ak asa matraial ha jis ki market but jaldi jaldi move karti ha qk ya bhuy zyda buy r sale kea jata ha is Lea is main up down k kabi pata Ni chalta is Lea hmesha dehan SA is main trading kren qk gold ki market ko aynliss krna ak bhut mushkil Kam ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

                      Dear may gold par kaam hi nahi karta hoon ab mayray jaysay kitna log hongay to barahe mehrabani aap aysa thread start karo jo kay kuch wakat ka na ho or sab kay liya ho kay us say sab ko kuch na kuch elam ho jay market kay baray may.
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

                        Dear, Actually main Gold mi trading nahin karta sirf currencies ki trading hi karta hoon lekin mera khayal hai k hum chahay gold main trading karain ya kisi pair waghera main trade karain hamain apni her trade main stop loss lagana chahiye phir chahay Gold ooper jae ya neechay hamara account safe rehta hai kyun k hum ne stop loss laga kar apnay loss ko fix kiya hota hai jo log stop loss laga kar rakhtay hain to price k ooper ya neeche jaanay se un ka account safe rehta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis kare gold up jaye ga ya down?

                          is baat ka aapko Monday ko sahi se pata chal jaega kyun ke Monday Jab market open hogi to ek gap ayega aur is gap ke bad Hamen idea nahin hai ki market ki kya condition hogi isliye Hamen Sabar karna chahiye aur analyses karna chahie aur Gold ke upar trading karne ke liye pahle Gold ke upar experience and knowledge Hasil karna hoga Kyunki Jab aapke pass gold ka experience or Knowledge hoga to isase aapka bahut zyada fayda hota hai trading mein agar aap zyada Se zyada mehnat karte hain to is se aapko bahut zyada kamyabi milti hai Forex trading Mein Hamesha hardworking karne wala trader hi Kamyab hota hai agar Ham hardworking Karte Rahe to Hamen kamyabi Milegi aur gold ek acha Metal Hai Is per zyada Se zyada mehnat Karne Se Hamen kamyabi milati Hai pahle Hamen trading karne se pahle analysis kar lena chahie Kyunki gold ki trend ka andaza Nahin Hota ki woh kis Mein jaati hai isliye aap pahle analyses karna jaan Le uske bad uske upar trade lagaen isase loss bhi ho sakta hai aur usse profit bhi ho sakta hai isliye aap Hamesha experience ki base pet lagaenge to aapka bahut zyada fayda Hoga experience aapke liye bahut zyada zaruri hota hai aur gold ka experience bhi bahut zyada zaruri hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X