Forex seekhne k asool

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    han dear ye aik rel buines hqi is ko bahut ys loog kr rahyhain ye aik real buiness hai is ko kahein bhi kia ja skta hai ye aik good buiness hai is ko mehnt s7 kiajta hai ye ik online karobaar hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      mere khayal main forex saikhen ka sb se baar asool ye ahh k ap direct real trading account pai kam krne se pehel demo pai kam karain us pai practice karain aur apne skills develop karain aur pehle ap short yani thre thre investment se start karain ise karna
       
      • #153 Collapse

        g hun jnab hum ko forex biznes sekhne ke lie hum.ko sab se pahle hum.kp forex boznees ke asul sekhne cahte tabhi hum.forex boznees min kamyab hyn
        • #154 Collapse

          forex trading ko sekhne k bhot se asool hoty han or hum un asool yani k rules ko follow kar k forex me trading karna sekh skhty han or bhot sari websites hoti hai jin se hum forex me trading karna sekh lety han but meri nazar me demo account ek best learning point hai jis me trader ko ache guide milti hai or bhot jald sekh jata hai
          • #155 Collapse

            Naveed bhai forex sekhna boht zaruri hay jis tarha har bussines k kuch ruls hotay hain isi tarha forex trading k bhi kuch ruls hain wo sab sekhnay partay hain tab ja kar aap seccessfull trader ban sakte ho acha aap kisi expirt say forex ka basic or advance cours kar lain.
            • #156 Collapse

              i think you must a very good sincere friend and guide who should help you at every step of the trading process and in this way you will be able to trade properly and earn profit in the form of money.
               
              • #157 Collapse

                i think you should work hard and try to learn more and more and in this way you will be able to trade properly and in this way you will earn profit at your home and you will be a good trader.
                   
                • #158 Collapse

                  sub sey pehlay aap ney market ki update lehi hy aur phir us key bad trades lagani hain. Jab aap ko market favourable lagey aur aap ko market ka trend samjh main aa raha ho to aap trades lagayen aur jab aap ko market unfavourable lagey aur aap ko market key trend ki samjh na aa rahi ho to trading na karain aur wait krain.
                   
                  • #159 Collapse

                    Pehley to aap ney forex ko internet pr search krna hy aur is ko properly learn krna hy aur is kye bad demo account open kr key ziada sey zaida practice krni hy, is kye bad aap khud ko forex trading key leye tayar keh saktey hain. Jab market aap key favour main ho to aap trades lagayen, otherwise wait krain aur trading na karain.
                     
                    • #160 Collapse

                      Brother forex trading kay liay sab say pehli baat keh ap issay demo account par seekhen aur sath sath iss kay different types kay analysis bhi karen, 6 months seekhnay kay baad ap trading karen, phir ap gain karen gay
                      • #161 Collapse

                        forex trading ko seekhne ka sab se acha tareeqa real trading se pehle demo account per achi tarah practice karna hae kiunk my dear friend demo se ziada acha koi nahi sikhata hae......
                        • #162 Collapse

                          trading ap jb chahin kr skte hain is ko saikhne k liye koi proper adara nai hah jaise koi colleg,university ya school nai hah is ko ap online saikh skte ho ya phr ap kisi achy trader se is k bare main information lai kste ho ya phr internet pai is k tutorials availble hain un ko sun k ap is k bare main jan skte ho is ko saikh skte ho
                           
                          • #163 Collapse

                            Forex trading seekhnay ka sub se pehla aur bunyadi asool ye hai k aap main sabar ho, patience k beghair forex trading main kuch bhi nahen hai agar aap es bunyaadi asool ko follow kar lo to kafi kuch mil jata hai forex main.
                             
                            • #164 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: naveed22 پيغام ديکھيے
                              Forex trading sekhne k kia sahi asool hen or kis waqat tarding karni chahiy...
                              Forex trading sekhnay ka behtreena sool hay kay pahlay app bonus points say start lo, us kay badh demo account per practice kero, jaisay jaisay apki practice perfect hoti jay gi waysay waysay apkay bonus account mai diposit zyadah hota jay ga phir app trading kerna start karain. lakin aik baat yaad rakhain greed yah lalach nahi balkay hoslay kay sath kam kerain. time to time. pahlay practice then kam aur haan account bhi just aik hi banain eis k eilawah mat banwain warna accounts block ho jain gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                forex seekhne ka asuul yeh hai k sab se pehle to aap kisi ache forex trainer ya teacher se forex course karein phir jab seekh jaein achi tarah phir demo par practice karein or khub practice karein yani k kam se kam 3 months khub practice phir aap ko achi tarah forex samjhaajaega.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X