loss recover krnay k methods?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss recover krnay k methods?

    Loss ko recover karne ke bahut sare tarike hote hain agar Ham loss ko recover karna chahte hain to pahle proper way Mein planning kar len Kyunki Jab aap proper Mein planning Karenge to aapka loss recover hone ke liye yah ho jaega taiyar ho jaega isliye aur aap zyada Se zyada mehnat Karni chahie aapko kyon Ki jab ap mehnat Karenge to aapko market ki knowledge jayegi market ki knowledge or experience Hasil karna hamare liye bahut zaruri hota hai agar experience Hoga market Ka to is se Hamen bahut zyada fayda hota hai trading Mein Hamesha zyada Se zyada mehnat Karne Wale trader hi Kamyab hote hain agar Ham Forex mein zyada Se zyada hardworking Karte Hain to is se Hamara bahut fayda hota hai Hamen zyada Se zyada mehnat Karni chahie aur Hamesha market ki knowledge or experience Hasil karna hamare liye bahut zaruri hota hai Kyunki market ki experience on knowledge ki wajah Se Hi Hamen Forex mein kamyabi milati hai aur Apna loss recover karne mein bhi ham Kamyab ho jate Hain is wajah se Hamen zyada Se zyada mehnat Karni chahie aur loss ko Sabar ke sath recover Karen thora thora karke ahista ahista karke loss recover hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss recover krnay k methods?

      Sir my ap ko ak bat bata do ky forex account my bhot moshakil hy ky ap lose ko recover karlo is leya ap ko methods use na karo ya bhot moskill hy fores my
      • #18 Collapse

        Re: loss recover krnay k methods?

        Loss ko recover karnay k liye zaroori hai k hum chotay chotay stop loss use karain or big take profits lagaen or trades khatam honay se pehlay new trades na lagaen or sabar se kaam lain to hamara loss recover honay k bohat chances hotay hain bus risk management ko madd e nazar rakh kar kaam karna hoga bohat se traders apni trading main stop loss nahin lagatay is tarha honay waala loss kabhi recover nahin ho sakta balkay account musalsal neeche jo jaata hai
        • #19 Collapse

          Re: loss recover krnay k methods?

          dear yoon to ham daikh saktay hain k ham bahut saray tarekonsay markeet main honewalay loses ko recover kar saktay hain laikin jub lose hota hay to hamaray mined pay bahut ziada pressures ban jatay hain jiski wajha say ham phir lose karnay pay majboor hotay han aisay faislay kartay hain jin say hamko markeet ki koi samjh nai lag paty hay aur haamra account saafe ho jatay hain ab ham ko lose k baad markeet main aisay kaam karna chaye k ham kam say kam risk say kam karain jis say ham slowly markeet main recovery bhi kar saktay hain aur isay mazeed samjh bhi sakty hain.
          • #20 Collapse

            Re: loss recover krnay k methods?

            Dear iss say pahlay bi may aik do method shear kar chuka hoon or iss say bahtar mayray paas to nahi hay iss ka aik hal to ya hay kay aap ko jiss taraf say loss ho raha ho aap us kay again aap nay entry layni hay laykin us say bari lot size ki jaysay agar wo 0.01 ki hay to ya wali 0.02 ki ho or spread ko control may rakhna hay aap nay or ya bi daykhna hay kay market ki movement kiya hay phir us taraf entry layni hay.
            • #21 Collapse

              Re: loss recover krnay k methods?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: seemab پيغام ديکھيے
              Slam friends. Kese ho ap. Aksr friends loss recover krnay k baray main apnay tips share krnay rehtay hn. Lekin koi khas method aj tk kisi ne share nhi kia. Agr hmari trade kafi loss main ja rhi ho to is baray is situation main kia krna chahiay. Loss ko kis trh recover krna chahiay is baray koi authentic method kia ho skta h. Kia hmain mzeed trade krni chahiay ya trade close krni chahiay.
              Sir ap nay bohat hi acha swal kiya hay, main nay seniors ki posts read ki aap ki thread pay bohat knowledge mila, es related. Sir mera jahan tak khayal hay k forex trading main jab bhi loss hota hay to hum usay recover nai kar paaty, kyun k hamen jab bhi loss hota hay hum pressure main aa jatay hain aur sabar ka daman hath say chor daitay hain. es say ham koi na koi aur ghalti kar daitay hain, jis say hamain mazeed loss ho jata hay,
              main nay real account say trading nai ki abi tak, es liay main forex k real account say honay waly loss k waqat ki feelings exact nai bata sakta but jo main nay jo forex demo account pay practice ki hay abi tak us say yahi knowledge nikala hay k jab bhi hamin big loss honay lagay to hum market ki movement pay ghor karen sabar o tahamal say aur jab margin milay to opposite main trade open karain aur koshish karen k bari lot size ki, market ka jhukao daikh k yah karna hay, i hope k es say ap ka loss kuch had tak recover ho jay ga, mukammal na bhi hoa, kuch had tak ho jay ga.

              yah 1 chota sa tariqa jo main practice k doraan azmaata raha hon demo account say loss ko recover karnay k liay, baqi forex forum k senior members k replies kafi achay hain, un ko read karain knowledge main izafa ho ga
              If you work hard no body can stop you from success
              • #22 Collapse

                Re: loss recover krnay k methods?

                loss recover krna wese to possible hai agr hmary pass capital ho to hm trades lga k recovery kr skty hain mgr loss recover ho ga to he hm profit withdraw kr skain gy.es liye jitna b loss hoa ho wo phle hm khtm kraian gy.learning krni parti h bht sari or khud ki skills ko dubara develop krna hota h Q k ab hm ne profit bnana hota h to bht mehnat lgti h.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: loss recover krnay k methods?

                  Dear forex members forex business ma loss recover krna ka methods ye hi han ka rules ko follow Karyn or is mein mehnat Karyn or forex business aik boohat acha or kamyaab business ha Jo puuri world ma famous ha is mein agar aap kamyaab Hona chahtay han to aap ko chahiya ka forex business ka rules ko follow Karyn or is mein mehnat Karyn is sa aap ko loss bhi nahi ho ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X