agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay
    dear friends forex trading mnntrade lganay sa pehlay market ka analysis krna chayay aur agr market ki movement ki smjh na a rhi ho to betuki trade lganay sa behtr ha k achhi position milnay ka wait kia jay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

    G han dear apny bilkul sahi baat ke hy forex main market ko sam,jh kar he trading karni chaye keun k humain us main faida bhe tab he hota hy agr hum market ko samjh lar trading Karin gy too us makin humain loss hony k bahot he kam chances hoty hain forx main.
    • #3 Collapse

      Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

      hun ager market ki samjh na a rahi ho tu humain juldbaze main koi bhi decesion nhi lain achahiay ager hum juldbaze main koi trtdae open kerty ya close kerty han tu is se humain nuqsan ho sakta ha humain saber se kam laina ho ga is se humain acha faida ho sakta ha.
      • #4 Collapse

        Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

        han bhai lakin aj kal kisi pair ki bhi samjh nh rahi ap ko chahiay kh ap kam sy kam lot size sy trading karin q kh kam lot si z sy hmain kuch nh ho ga chahy wh risky pair hi q na ho bhai hmain market ko achy sy analyse ker ka trade kerni chahiay
        • #5 Collapse

          Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

          Gee haan bilkul theek kaha forex mein aaj market ki samaj nahi a rhi tu wait karna chaiy agar wait nahi kray gay socha samja baghair trading kray gay tu aap ko nakaami hoti hai agar aap soch samaj Kar trade lagay gay tu aap ko acha profit ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

            G ha ager market hmarya analysis kay motabik move na kar rahi ho or iss ki achay say samaj na a rahi ho to hum ko iss mya wait karna chya iss kay bad hi hum iss mya kuch kar saktya hya
            • #7 Collapse

              Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

              Ge dear ap sai Kay ray hain trading karna asan nai hai ye ak online business hai or is main profit or loss dono shamal hain .agr to ko market ke value ke samaj nai arahi to AP trade laganay ka wait Kary jasy he market ke qeamat up ho to AP buy lay sakaty hain.is lay AP ko wait karna ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

                Trade open kerny may kabhi bhi jaldi nahin kerni chaye is ko soch smaj ker hi kerna chaye isi terha say trade ko kmyab bana liya ja sakta hay jesa keh ager markete ko kafi ghor say dekh lenay k baad bhi us ki smaj nahin aa rahi hay to us k liye wait ker lena chaye or jaldi may koi bhi trade open nahin ker leni chaye
                • #9 Collapse

                  Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

                  Agar market disturb hai aur aapko market ki situation samajhne mein bahut problem ho rahi hai to aapko market Mein Kam Nahin Karna chahie aap just wait karo aur watch karo ki market kab aur kaise move karti hai Jab aapko koi acchi position milegi achchi opportunity milegi To fir. Aapko market Mein enter Hona chahie otherwise aapko bilkul bhi market Mein Nahin involve Hona Is Tarah aap emotions Mein Kaam karoge aur aapko loss ho jaega.
                  • #10 Collapse

                    Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

                    Assalam walekum Hamen kar market ki samajh mein a rahi ho is Forex Mein ya aur kisi Jagah Mein Hui To Hamen Kisi Se sport leni chahie Kisi Se mantralay Lena chahie lekin Is Tarah baithane Se Kam Nahin Banta
                    • #11 Collapse

                      Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

                      Dear jab bi aap forex pear par nazar daaltay ho to us may teen tarha say market basic chal rahi hoti hay ya up may ya down may ya darmiyan may ab iss may aap kis cheez ka intizar karo gay jo aap ko samajh na aaraha ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

                        agar aapko market ke samajh Nahin a rahi to iska matlab yah hota hai ki market abhi range mein Hoti hai to iske liye aapko bahut hi jyada intezar karna padta hai aur jab intezar khatm hone laga Jani ke market apni nursing mein chal rahi thi usko todkar ek side ki taraf chale per to aapane Uske side per ho jana hai aur sath mein jidhar trend jaaye usko follow karna hai na kar turant ke khilaf current ke khilaf agar aap jaenge to bahut hi jyada nuksan kar payenge apna.
                        • #13 Collapse

                          Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                          dear friends forex trading mnntrade lganay sa pehlay market ka analysis krna chayay aur agr market ki movement ki smjh na a rhi ho to betuki trade lganay sa behtr ha k achhi position milnay ka wait kia jay
                          aapane bahut hi acchi information share kiye hai agar Ham market ko nahin samajh Pa Rahe hote hain aur hamen market ka trend acchi tarah se naraj nahin hota hai to hamen chahie ke Ham vate Karen aur jab tak Ham market ke completely analyses nahin kar lete hain tab tak hamen Koi trade open nahin karni chahie jab hamen market ke acchi tarah se analysis ho jaen to tab hi hamen Koi trade open karni chahie agar ham harkat ko samjh nhi trade open karenge to vah hundred percent loss mein jaega
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: agr market ki smjh na a rhi ho to wait krna chayay

                            yes dear yeh baat theek hay jub ham apnay aapko is kabil na samjhain k ab markeet main enter hona theek nai hay to hamko is k pass tak nai jana chaye aur agar ham aisa nai kar saktay hain to mumkin hay k ham bahut jald lose ka samna ho sakta hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X