Forex main mehnat yaa knowledge??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main mehnat yaa knowledge??
    Salam too all dear forum members main umeed kata hun aap ub khairiyat sy hion gy. Dear forum members main yee baat kehna chat hun k forex main humain kamyabhin usi wakt he milti hy jab hmary pass trading k bary main knowledge hoga aur hmary pass time hoga foex ko deny k liay keun k forex main mehnat aur knowledge dono aik sath zaori hoty hjain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

    Forex mein mehnat ya knowledge boaht acha swal hai forex mein kamyab hona hai tu mehnat bi karni chaiy or acha knowledge bi hona bohat zurori hai agar hum mehnat kray gay knowledge nahi ho ga tu hum acha kaam nahi kray gay tu hum ko business mein nakeemi hoti hai agar knowledge hai mehnat nahi krtay tu hum ko business mein nakeemi hoti hai iss Lia mehnat or knowledge hona bohat zurori hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

      forex main kamiybai k liay mehant aur knowledgfe donon zarore han mehant se jub hum forex ki learning kerty han tu is se humain bht ziada faida ho sakta ha is liay humain serious ho k forex main kam kerna chahiay is se humain achi earning ho sakti ah aur hum aik successful trdaer ban sakty han.
      • #4 Collapse

        Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

        dear ser umeed hai ap sab thek hun gaye akr hum es mein menhat se kam karye gaye to kamyab hun gaye . humin forex mein kam karne kailye konwalge ka hona zarori hai hum es mein menhat aur dil laga kar kam kar sakhtye hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

          Dear marya kayl may mahnat ager hum mahnat karya gay to hi knowledge or experience gain kar sakya gay bager mahnat kay kuch bhi hasel nahi ho sakta iss liya hum ko mahnat har hal may karni hoti hya
          • #6 Collapse

            Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

            Forex forum aur treading dono per mehnat aur knowledge ke zrrorat hi. Ager knowledge hasil krny men mehnat krin gy to kamiyab ho Jain gy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

              G theak kha ap ny jab knowledge ho ga to mehnt kr k hum agy brh skty han hamin chahy k hum is min jitna hi sky knowledge hasil krn aur mehnt kr k aik kamyab trader bun skin aur forex min donon mehnt aur knowledge dinon ka hona bhut zriori hy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

                Yeh dono hi kafi zeyda eham hain or yeh dono aik sath linked bhi hain woh aisy keh knowldge gain kerny k liye hi mehnat bhi kerna hoti hay or is k bgher knowledge bhi gain nahin hota hay is liye aik achi learning k liye apny seniors ko bhi follow kerna hota hay zyda hard work bhi kerni hoti hay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

                  Jab aap mehnat karte ho to aapko knowledge Milta hai, aur knowledge or experience aap ke liye sabse badi achievement hoti Hai Jab aapke pass knowledge hota hai to aap bahut Achcha kam kar sakte ho Aapko nahin karna chahie ki aap market Mein trend ko kaise follow kar sakte ho Jab aap market Mein trend ko follow karte ho to aapko profit hota hai to hi aapko earning ke liye bahut acchi opportunities milati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

                    Is Forex Mein Main kitni der wait Nahin Hoti Main Kitna use Nahin Hota Lekin knowledge ke bahut jyada hai use hota hai is Forex mein knowledge ka Jyada Se Jyada Hona jaruri hai release Hoga tabhi Ham is Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur bonus bhi Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                      Salam too all dear forum members main umeed kata hun aap ub khairiyat sy hion gy. Dear forum members main yee baat kehna chat hun k forex main humain kamyabhin usi wakt he milti hy jab hmary pass trading k bary main knowledge hoga aur hmary pass time hoga foex ko deny k liay keun k forex main mehnat aur knowledge dono aik sath zaori hoty hjain.
                      Forex trading ke liye hard work aur knowledge donon hi jaruri hai jab tak Ham hard work nahin karenge to tab tak hamare paas Na Lage kaise a sakta hai agar Ham chahte Hain ki Ham trading ke liye ek achcha knowledge Le sake to hamen hard work karna bahut hi jaruri hota hai aur jab tak hamara trading mein hard work nahin hoga to tab tak hamare pass achcha knowledge nahin a sakta hai isliye hamen hardwork ke sath kam karna jaruri hota hai aur Bar Bar hamen senior ki taraf se hard work Karne ka kaha jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

                        Assalam.o alaikum.a dears members ,
                        G haan dosto Forex Mein Hamen knowledge ki jarurat hoti hai aur Usi ke bina per Hamara work hota hai jitni Hum Mein knowledge Hoga utani hi Ham Apne mission Mein Kamyab Honge Hamen chahie Forex Mein Apna zayada se zayada knowledge istamal Karen aur apni kamyabi Ko yakini banae aur Jitna ho sake Apna Kam Maiyar aur quality mein karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

                          dear members ap na bhuat achi baat share ki hai pak forex forum main mehnat or knowledage dono bhuat zaoori hai ager hum mehnat se kam karen aur humery pass knowledage nahi hoti to humen business main nakami hoti hai ager humery pass knowledage hoti hai to hum mehnat nahi kartay hai tib bhi humen business main nakami hoti hai is liye mehnat or knowledage dono zaoori hai aur forex main humen ziyada se ziyada mehnat karni chaya aur achi knowledage hasil karni chaya jis se humen acha profit ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

                            dear Forex me knowledge bhi utni zaroori Jitna Zyada Forex se mehnat karna Kyunki Jab Ham for mehnat Karte Hain to Hamen kamyabi milati hai main pariksha Mein mehnat karne ki koshish Karni chahiye Kyunki yahan per mehnat karne wala hi Kamyab hota hai agar Ham zyada Se zyada mehnat Karte Hain to Hamen kamyabi milati Hai Forex trading mein zyada Se zyada hardworking karne se Hamen kamyabi milegi market ke sath sath knowledge Hasil karna bhi bahut zyada zaruri hai Kyunki agar hamare pass talent Hota Hai to is se Hamara bahut zyada fayda hota hai Forex Mein inki bhi utni hi value Hai jitni zyada ismein mehnat Karne Ki yahan par ilm Hasil karne ke liye bhi Ham mehnat Karte Hain Har trader ko forex mein zyada Se zyada mehnat Karni chahie Kyunki Jab trader Aur ismein Dil lagakar hardworking Karta Hai to is wajah se trader ka bahut zyada fayda hota hai Hamesha mehnat karne se hi kamyabi milati hai agar Ham zyada Se zyada mehnat Karenge aur knowledge Hasil Karenge to Ham Kamyab honge Forex trading Mein mehnat Karne Se kamyabi milati Hai mehnat Karte rahana chahie Kyunki yahan per mehnat Se Hi kamyabi naseeb Hoti Hai zyada Se zyada knowledge Hasil karna hamare liye bahut zaruri hota hai ki Jitna knowledge Hoga utni hi kamyabi milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main mehnat yaa knowledge??

                              Forex my ahma amahant kry gy toham knolige ham.ahsil kry gy agr ham apni mhant nai kry gy to ham apna knolige ham hasil nai kr sgy gy hamari mhnat hogi to ham apna knolige ham hasil kr k ham agy jaye gyjb tak hamari mhant hogi ham agy barh k acha ham kam kr sgy gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X