Gold ka analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ka analysis
    Agar aaj ke din Gold per trading karni hai to aapko chahie ki short term trading Karen Kyunki gold Jitna down jata hai utna hi vah app jata hai aur FIR Uske bad Wapas vah Apne start wale point Per a jata hai agar Ham ISI Tarah trading Karen short term training Din To Ham bahut Achcha profit Iske andar Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ka analysis

    Ge dear jasa ka in dano market bohat neachy a gai hai or oil , silver kafi down ho gai hai or dollar be kafi neachy a gia is Surat main gold kafi upper jay ga .abi time hai gold par trading Karny ka .is sc ap ko bohat faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Gold ka analysis

      Gold ziada tr side way move kr rha hai lekin traders trap mein phans sakty hein kionkeh abhi tu ye down ho rha hai lekin asal mein iska bullish trend hai jo kisi waqt bhi gold up ja sakta hau experts k analysis k according gold 1700 tk ja sakta hai so be careful.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ka analysis

        Gold ka analyses new members k liy karna bht zada mushkil hta ha par gold treading karny my hmysha expert trader hi skill rakty hy kuk un k ps experience zada hta ha r vo gold tread kar k controll kar sakty hy gold k liy hm ko bht zada struggle kar k experience hasal karna ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Gold ka analysis

          hamy soch samj kar gold mai kam karna ho ga pher he hum munfa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai paart time be kamk ar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar skay gy forex aik best busienss hain is ma hamara koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Gold ka analysis

            gold abhi correction mein hai aur ye abhi aese hi move kare ga hmain agar is pe kaam karna hai to hmain acha kaam karne ke liye planning ke karni chahiye aur abhi wait karna chahiye aur agar market koi level break karti hai to hi ham acha kaam kar sakte haina uris pe koi position le sakte hain is liye achi position ka ait karain agar ap acha kaam karain ge to ap ko acha bonus aye ga
            • #7 Collapse

              Re: Gold ka analysis

              hamy ahteyat sy gold mai kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik amm business e nisbat acha bsuienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai 24 gnty mai sy kese be wakt ka time tbale bana ar kam kair sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Gold ka analysis

                G han dear apny bikul sahi baat ke hy aj kal market main bahoot he haat khrab haib keun k viru ke waja sy market main bahoot zyada unexpected movement hue hy aur taqreebn sari currency down jaa rahe hain agr dekha jaye too ab gold ko up jana chjaye aur yee up jayye ga any waly wakt main.
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ka analysis

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Hareem fatima پيغام ديکھيے
                  Agar aaj ke din Gold per trading karni hai to aapko chahie ki short term trading Karen Kyunki gold Jitna down jata hai utna hi vah app jata hai aur FIR Uske bad Wapas vah Apne start wale point Per a jata hai agar Ham ISI Tarah trading Karen short term training Din To Ham bahut Achcha profit Iske andar Hasil kar sakte hain
                  gold bahut hi dangerous ho chuka hai aur aap gold mein ragging position hai aur gold ki market side bhi market chal rahi hai isliye hamen chahie ki Ham gold mein trade bilkul bhi open na Karen kyunki jab tak gold ek trend mein mood nahin karta hai tab tak hamen wait karna chahie aur jab gold trend mein move karna shuru kar deta bhi hamen Koi trade open karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ka analysis

                    hamy gold ko achy sy watch kar ky is maom analysisi ko use kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha pasia hasil kar kly apni life sy guirbat ko akathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy nager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam jobki nisbat bohat hi acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ka analysis

                      Dear jahan tak gold ka taluq hay to ya bohat hi risky hay iss may aap agar aik din may 1000 pips kama laytay ho to aap kabi kabar total loss bi kar jatay ho iss liya iss ka fayda koi nahi hay kay aap nay aik acha bonus kama kar aik hi din may loss karwa diya.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ka analysis

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hareem fatima پيغام ديکھيے
                        Agar aaj ke din Gold per trading karni hai to aapko chahie ki short term trading Karen Kyunki gold Jitna down jata hai utna hi vah app jata hai aur FIR Uske bad Wapas vah Apne start wale point Per a jata hai agar Ham ISI Tarah trading Karen short term training Din To Ham bahut Achcha profit Iske andar Hasil kar sakte hain
                        Gold market ka sabse Jyada risky element Hai Iske Upar trade open karna matlab Ham Logon Ko sometimes Bada loss deta hai use sometimes Hamen Achcha profit bhi mil jata hai bahut Itihaas ke sath kam Karni chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X