Greed is a curse
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed is a curse
    Lalach ak bhhot hee burii bala haii hamain is see dorr ehna chaiyaii agarr hum ak achai tradr bnna chhtaii haiin bcozz is see kee wjh se hum logg kamaiyaa howaa profitt ko bhe loss mein chngee kr detaii haiin isliye hmaii jitne bhe profit milaii uss k py shukaar krna chaiyaii aor ziadaa ka lalch nhe krna chaiyaii na he lalach mein risk laina chaiyaii accnt washh ho sktaa haiii
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed is a curse

    G dear apne thk kaha h lalach hmesha apko nakaami dikhaye GI islye lalach c door rhen r hmesha apne oper depend ho or apne talent ki base pe kmybi gain kren.
    Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
    • #3 Collapse

      Re: Greed is a curse

      Gee haan bilkul theek kaha forex mein hum ko gready ho Kar kaam nahi krna chaiy hum ko mehnat say kaam karna chaiy mehnat kray gay tu acha kaam Kar ka acha bonas Mila ga agar gread say kray gay tu hum ko business mein nakeemi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Greed is a curse

        Ofcorse greed is a curse ik din ma ammer hony sa bhtear ha k ahista ahista kam kiya jaye kr work ko improve kr k os ma sa profit liya jaye lalach. Hari parti ha.
        Thanks den kr sawab.e.dorain hasil kren....
        • #5 Collapse

          Re: Greed is a curse

          G han yeh aik hakeekat hey k lalach aik buri bala hey aur forex trading men jo bhi ziyada profit ka lalach kartay hen ziyada loss unn ko hi hota hey aur forex trading men lalachi logon ka account jaldi wash ho jata hey kiun k ziyada profit k lalach men bari lot laga detey hen aur trend change honay pe bara loss ho jata hey aur account wash ho jata hey iss liay lalach se perhez karen
          • #6 Collapse

            Re: Greed is a curse

            agar ham kaam karna chahte hain to hmain emotional discipline ko follow karna hai agar ham aesa nahi karainge to am kabhi bi earning knahi kar sakte hain aur ham bilkul bhi kameyab nahi ho sakte hain is liye agar ham chahte hain ke ham acha kaam karain to hmain emotions ko control karna hai ur risk to reward pe kaam karna hai agar hama esa nahi karaine to ham loss karain ge
            • #7 Collapse

              Re: Greed is a curse

              Sahee kaha aap nay forex may aap jis time be lalich karthwy hay tho aap ko ziada loss ho jatha hqy is liay hamay chahiay k is may kabhi be ziada lalich na karay kionka jo log lalaich karthqy hwy wo hamesha apnay bonus ko zaaya kar dathay hqy our hamay apna bonus zaaya nahee karna chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: Greed is a curse

                dear ap ne thk kaha hai keh lalch ek buri bala hai r lalch se bachna chahye qk lalch krne se low quality ka work hota hai r lalchi admi ksi bhi field men kamyab ni ho skta hai r agr posts ko quality ka krna chahye r trading krne ke lye hamen lalch se bachna chahye r lalch se hum galat lot size lga lete hain js se account wash ho skta
                • #9 Collapse

                  Re: Greed is a curse

                  Aslam o alikoum dear aap nay achi bat ke hai joo greed hai wo bhi loss ka aik source hai jo trader loss aur trader ko achi trading ko achi trading kay laiy achi trading kay laiy aur achi trading main acha kam hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed is a curse

                    Traders ko lalach se dor rehna hoga lalach apko tabah kr sakti hai ye wahid business hai jis mein lalach krny se loss hota hai traders jaan bojh k risk lety hein woh ziada profit k lalach mein pr haty hein jb 1st account wash hota hai tu thori samjh aa jati hai phr jb 2nd dafa account wash hota hai tu aur careful ho jaty hein trading mein lalach jb tk contnhi hogi account wash hoty rehengy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed is a curse

                      lalach hamara sab y bara dumina hain hamy i ko avoid kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarroto ko pora kar sakty hain ham is main apni armzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed is a curse

                        g han greed bilkul achi cheez nahi hoti kyun ke greed ka end humesha loss hota ha jo log greed kerte hen wo apni sari life ma nakaam rehte hen foirex ma ap ko honest ho ker kaam kerna chahye kabi bi greed na keren kyun ke greed insan ko nakaam ki teref le ker jati ha greed se bechen taake ap kamyab ho saken or kloss se bech saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed is a curse

                          Lalach ak asi Chez ha Jo insan ko kahni k Ni chorta or hmesha nuqsan e deta ha us Lea hmesha lalach SA door rahen or mehnat krty rahen jab v AP lalach krty Han apko nuqsan hota ha fr chy wo koi v Kam q na ho hmesha lalach SA door rahen
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed is a curse

                            Agr hama is kam.sy ham lakacahry gy to ham nakam.ho jaye gy jb taj ham aoanai mhanat han kry gy ham agy ja sgy gy hamy chiya k ham aoani mhant bhot zeada ham kinkry ham apanai mhant sahi sahi hany krna chiya agy jana chiya our achy sy ham kam kr sgy gy is my
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed is a curse

                              ji han bilkul sahi kaha apne lalach bahut zyada buri cheez hai agar Ham lalach ho kar kam karti Hain to is se Hamara nuksan Hota Hai Forex main lalchi hokar Kam Karne Se kabhi fayda Nahin Hota lalach bahut zyada buri cheez se Hamesha dour rahne Mein hi fayda hota hai trading mein zyada Se zyada mehnat karna zaruri hota hai ki Jab Ham itne zyada Se zyada mehnat Karte Hain to is se Hamen bahut zyada kamyabi milati hai trading Hamesha hardworking karna hi kamyabi hai Ham hardworking karne ke bad hi forex mein kamyabi Hasil kar sakte hain lekin forex main lalcha karne se Hamen kabhi kamyabi Nahin milati Hamen Dil lagakar mehnat Karni chahie Kyunki Jab Ham Dil lagakar mehnat Karenge to is se Hamara bahut zyada fayda Hota Hai kamyabi ke liye yahan per zyada Se zyada mehnat Karne Wale hi Kamyab Hote Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X