Sell karni chahye ya buy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear forex trading me kamyabi hasil karne ke ley apko is ki bohat ziada knowledge or practice zarrori hai tab hi ap buy or sell behtar faisila kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      apne experience k hisab se jo humhe acha lage humhe wo chose karna chaiye market ka koi pata nahi ajj yaha to kal pata nahi kahan.isliye experince ko dakhna chiye another way hum jo b buy ya sell lagay humhe take profit use karna chaiye.
      • #33 Collapse

        pp sab teek hno gaye bhi app sab easy tara e nichay a gae hai tu buy karley aur 1 month mein sab se up a gae hai tu sell kardae par sa forex ko join kar saktye hai app insat.......
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pakpost22 پيغام ديکھيے
          Forex trading aik buhat hia cha karobar he es min buaht se log es umeed pe ate hin k wo buaht hi ziyada earning karin. Waqat change hota rehta he aur waqat ki tarha forex trading market bhi change hoti rehti he to Main ap sab doston k samne sawal rakhna chahta hon k hum kab buy aur kab sell karin kowi bhi currency??
          trade open kernay kleye hamesha market ki analysis karein aur trend follow karein iss trha koi nhi keh sakta k buy best hay ya sell yay tu right time p decision making krni hoty hay aur sahi say knowledge and analyze kerk trend daikh k aap kisy bhi particular pair ko sell ya buy kertay hain iskleye news zaror check kertay rahein from time to time.
          • #35 Collapse

            well my dear friend, jesa kay hum sub he jantay hain kay forex trading ki market kabhi aik direction mein nahi chalti hai, iss mein bohat taizi say fluctuation hoti rehti hai kabhi market uper jati hai tou kabhi down, koi bhi currency ko buy aur sell karnay kay leay humein market say update rehna hota hai, news ko follow karna hota hai, analysis karna partay hain phir ja kay hum koi buy ya sell ki trade kartay hain aesay koi bhi nahi keh sakta kay ab buy hoga aur ab sell hoga...
            • #36 Collapse

              app market ko nazar main rakhain or indicators ko use karain or market ka trend ko dakh kar app sell ya buy karain kisi b pair ko
               
              • #37 Collapse

                bhai jaan mere khyal; se aap us time sell kren jab currency apne peek pe ho or usi time buy hi kren or profit zayada hasil kren kio k center men trading krne se aksar loss bhi ho jata he...................
                • #38 Collapse

                  dear yeh to market par he depend kata hai so agar ap is main marke ko sai se analyse kar k us ko judge kar laty ho to ap ko khud pata chal jaye ga k ab sell karni hai ya buy...
                  • #39 Collapse

                    Saari currency per hum at a time trade nai karni chaheay. Bal k hamay koe aik currency choose karni chacheay aur us ko deeply attention k sath karni chaheay. Keu k agar hamara concept jb aik currency k baray may perfect hu jay to hum big lot use kar k bhi us say profit lain saktay ha.
                    • #40 Collapse

                      brother bat ye hai k ap ka sawal acha hai lekin me ap ko ye hi kaho ga k bat trend ki hoti hai jo analysis karne se hi pta chalta hai k market ka trend up jaye ga ya down phir us k mutabiq hi hum order lagate hai
                      • #41 Collapse

                        forex trading mein buy aoor sell dono zarori hein kyun k yahi tu bussiness hai . jab market achi ja raha hoo tu sell kar doo jan low ja rahi hoo tu buy kar loo dono best hein
                        • #42 Collapse

                          first of all jabb prices kaam hn tu buy krna chahyie or jaab prices upward move karein to sell krna chahyie everything is possible through knowledge or marketing stratagies or job with a patience skills....
                          • #43 Collapse

                            g han bhai jan ap ne bilkul thk kaha me ap ki bat se agree hun forex business 1 bht he acha business h or ye buy ya sell karna market ki current situation par depend karta h hamen market ko daikhty hue chalna chaiye.
                            • #44 Collapse

                              yes u are right forex main ye pata krna hi bht mushkil hota hai k humain buy ki trade lgani chahiy ya phir sell ki is main ye tay kr pana mushkil hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                sell karay byea buy is ka 100%accurate ans rtou koi successfull trader b nahi da sakta hai kabi .ye tou market k ups downs btatay hai k trade buy ki honi chahiy yea cell .ye hio tou trade learn kernay ki bat hai .or kaya seekhna hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X