ak time per trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ak time per trade

    mera q hai ak time per hum kitni trades laga saktay hai ak sath.ak hi curency mai nahi diffrent curencies mai .ak hi curancy ki sell or bye per ladga di trade to wo to hedging ho g .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ek time phar sirf aik hi tarade kholni chahiye na k ap over trade karney lagain jis sey ap ko nuksan hoga aur aap loss karne lago.aur phir iss may saab say ziada behtar trading website forex hain.
    • #3 Collapse

      Assalamu alekum dear... :) ik time pai ap bohat sari trades laga sktay hain per yeh apk balance and lot size pai depend krta hai... ji hai ik he pair ko buy and sell pai ik sath lagana hedging hota hai..
      • #4 Collapse

        asalam o alaikum dear members ap aik time mein jitni marzi tradaes lagai kou masla nahi hai lekin apka balancd is bt ki ijazat dena chahy
        • #5 Collapse

          ek time mai ap jitni parzi trade lagy par alag computer main ek main do trades bhot mushkil lagi gi or ap ho sakta ha k zada trade main loss hi kary
          • #6 Collapse

            ap kese be time trade kar saktey hay aur kese be jaga par kar saktey hay bas ap ko inter net ke saholat mawjood ho to kar saktey hay thanks.....
            • #7 Collapse

              aak time jitnaa aap kay pass balnc hay itni hee aap trad laaga skhtay han yaa tooo blnc paa depend karta hay kay aap kay pass kitna hay or us say kitn trad klaag sakti hay.
              • #8 Collapse

                forextrading main aap apnay balance ke hisaab se jitni marzi trades ek time main laga saktay hain. kiun keh ek hi time main ek market agar sell main ho to doosri market buy main ho sakti hai. aap jitni marzi trades lagaen lekin kabhi bhi account ko khatray main na dalen. utni hi trades keren jiss main account safe rahay.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: nad پيغام ديکھيے
                  forextrading main aap apnay balance ke hisaab se jitni marzi trades ek time main laga saktay hain. kiun keh ek hi time main ek market agar sell main ho to doosri market buy main ho sakti hai. aap jitni marzi trades lagaen lekin kabhi bhi account ko khatray main na dalen. utni hi trades keren jiss main account safe rahay.
                  ge han bhai hmein apne forex trading mein account balance ke hisab se apne trading mein order lagana hota he aur hm apne forex trading mein aik time mein aik se ziada order na lagaen aur apne forex trading mein low risk se apne trading krein phr hmein apne forex trading mein acha faida hota he aur hmein apne forex trading mein loss bhe nhe hota he
                  • #10 Collapse

                    trade krny k liye ap k pass 5 din hain or rmakret 24 hr open rehti hai to ap ksi b time trade lga sakty ho Q k market main mostly ap ki skills se he ap ki pehchan hoti hai.or ap ksi b time market main a kr earning kr sakty ho.makret main hard time to sb pe he ata hai mgr learning bht must hai.
                    • #11 Collapse

                      Bhai yebto ap k pass jo balance hai us pai depend krta ahi agar ap k pass zuada balance ha ti ap ziada trade lga skty hain or agar ap k pass ziaa balance nahi hai to apko 1 he cuureency pai trade krni chaye
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        ji bhai forex main blance py depend krta hay aor trader ko trading main 1 he currency pai trade krni chaye zeayda risky trading aor zyeda currencies main trading krna loss dta hy is liay trader ko is trah se trade na krny hay aor 1 time pai aik hi trade krni hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Dekhin Bhai ak time pay ak trade handle krna asan nai hota kafi sochna prta hai and active rehna parta hai to i think 2nd trade nai lagni chye is tra ap handle nai kar pao gay apko loss hony k chances bar jain gain and ap cnfiuse b ho skty ho is tara

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X