forex mein nakami ki wajoohaat????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

    Well forex ma nakami ki main waja apka kam experience or kam knowledge ha logon k pas forum sa related information nahi hoti or us k bad jab wo trade karty jan tu unha loss hota ha or dosra ya ha k forex pa log mehnat nahi krty or best result mangtu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

      Dear friends forex MN har members kee apni riya hoo sakte haa joo mare nazar mn nakami kee doo wojhat han sab saa pahla teared lagna mn jald bazi karna joo market koo achi tarha read kia baghair lagia gia teared saa app koo losses kaa samna karna parhta haa arr dasra sabar kaa nhn hona
      • #18 Collapse

        Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

        Assalamualaikum ji all member forex business bahut achcha business man nakami ki wajohat humko dhote Hain agar Ham mis mein Dil lagakar Kam nahin karenge ismein jyada time spend nahin karenge To Ham kabhi kamyab nahin honge
        • #19 Collapse

          Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

          G haan dear naakaami Ki sabse bari wajah or bahut zyada jaldbazi hai agar Ham jaldbazi Karenge to Ham nakam honge Hamen jald bazi Se Kam Nahin Lena chahiye aur lalach Nahin Karni chahiye kamyabi ke liye sabar ki zarurat hoti hai lekin jaldbazi aur lalach se Hamara nuksan Hota Hai Ki sabse bari wajah jaldbazi Hai Hamesha sabar ke sath kam karna chahiye Kyunki Jab Ham Sabar ke sath kam Karte Hain to Hamen milti hai kabhi bhi lalach nahin Karni chahiye Kyunki lalach karne wala trader kabhi bhi fayda nahin Leta Hun Hamesha nakam hota hai Forex Mein Dala karne se loss hota hai kamyabi ke liye zyada Se zyada mehnat Karne ki zarurat Hoti Hai Jab Ham mehnat Karte Hain to is Hamara fayda hota hai nakami ki wajah jald bazi or lalach mein aur susti nahin karni chaiye aur lalach hai isliye Hamen lalach Nahin Karni chahiye Kyunki lalchi aadami ka bahut zyada nuksan hoga humesha zaida se zaida mehnat karni ki koshish se kamyabi milti hai
          • #20 Collapse

            Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

            Forex mi nakami ki Bahut Si Badi wajuhaat hain Aksar Ham mehnat Nahin Karte To Hamen Forex Mein Na Kami Ho Jaati Hai Aksar Ham bahut galtiyan kar Jaate Hain Forex mein kar Aksar Ham rules ko follow Nahin karte Jiski vajah se Hamara account band ho jata hai aur Hamen na Kami Ho Jaati Hai
            • #21 Collapse

              Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

              Forex trading mein hamen lalach karenge to last khaenge money management ka kyahal Karen jitni aapke pass equity usi hisab say trade na Karen Las ho sakta hai traind ke against trade bkarenge to tab loss hai .
              • #22 Collapse

                Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

                Assalamu Alaikum friends ji han friends Forex Main Na Kami ki vajah se to bahut sari vajud Hath hai jo log Forex farm business ko pura proper time nahin dete number 1 vah Kabhi kamyabi Hasil Nahin Karte number do Jo log for export business Mein Timepass karte hain vah bhi kabhi Kamyab Nahin Hote number 3 Jo log forex for Business mein acchi quality ki post vagaira share Nahin Karte aur Aise Faisal baten share Karte rahte hain to vah bhi kabhi Kamyab Nahin Hote chautha vo jo apni forex for Business mein limit Puri nahin karta aur knowledge or experience and se nahin karta vah Bhi Na Kami Hustle karta hai
                • #23 Collapse

                  Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

                  dear frinds g han ap ny bilkul thk kaha hy keh forex me nakami ki sab sy bari wajoohat over confidence bhe ho skta hy ur jldbazi bhe ho skta hy , agr ham jld bazi kry gy tu ham kamyab nhe ho sky gy jld bazi insan ko doub kr ly jati hy , jb ham forex par kam kry tu over confidence nhe hona chahiye jis sy hamri post sahi nhe hoti hy ur hamye nuksan ka samna krna pharta hy...
                  • #24 Collapse

                    Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

                    Assalamu alaikum dosto Forex trading mein Na Kami ki vajah dilchaspi Ka Na hona Forex trading mein kamyab hone ke liye jaruri hai aapko ismein dilchaspi honi chahie kyunki dilchaspi aur sakht mehnat se har rukavat aur mushkil ke bavjud insan kamyab ho jata hai dilchaspi ke sath sath mehnt b zrori ha aapko Apne kam ke sath lagao Hona chahie koi bhi karo paar ho insan vahi karobaar Karen jismein usko dilchaspi ho kyunki dilchaspi karobar ke liye ek positive sign hai karobaar mein aane wali rukawat mushkil is dilchaspi ke aage zada pareshani ka sabab Nahin Banti
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: forex mein nakami ki wajoohaat????

                      dears forex pe nakami ki wajohat yeah hain k jab kaam ko interest se na kis jay to motivation level nhn hota hay aur jab motivation level na ho to kaam bhi sahi nhn hota na hi ham khud seekh sakyn gy aur na hi dosrun ko profit aur faida day sakyn gy aur dosri nakami yeah hay k jab mehnat se kaam nhn karyn gy to ham lalch ka sochyn gy aur lalch nuqsan deta hay....

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X