Loss kasy recover Karen ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss kasy recover Karen ??

    Dear brother g han los ko hm caver kr sakty hn forex me hm achi mahnat k sath kam kren ge to business me bonus point ka azafa ho ga forex ko sabar k sath kren or forex me sub se ziada achy posting kre sub se achi post ko like thanks achy melty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss kasy recover Karen ??

      Hamesha zyada Se zyada mehnat karke Ham Apna loss recover kar sakte hain Hamen loss recover karne ke liye pahle planning Karni hogi Kyunki agar Ham planning karte hain aur planning ke sath hi Apna loss recover karne ki koshish Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai aur ismein planning ki bahut zyada important se agar planning ke sath Apna Loss recover karne ki koshish karega to is se trader ka bahut zyada fayda hota hai Forex main Hamesha zyada Se zyada mehnat Karne ke sath sath Hamen kamyabi milti hai proper way ke sath planning karna hamare liye bahut important hai Kyunki kamyabi ke liye proper way ke sath planning karna hi zaruri hai trader Hamesha zyada Se zyada mehnat karne ke bad hi kamyabi Hasil karne ka Forex main Hamesha mehnat Karne Wale trader ko hi kamyabi milti hai aur Hamen planning karne se pahle ek target banana chahiye aur uske target ko achieve karna chahiye aur uske sath loss ko target per divide karke Ham ahista ahista karke Apna loss bhi recover kar sakte hain ek dam ek sath loss recover koi bhi nahin kar sakta aaram aaram Se Hi loss ko recover Kiya ja sakta hai jaldbazi mein aur loss ko recover Kiya jaega to sirf aur sirf Aur bhi Zyada loss Hoga isliye jaldbazi bilkul bhi Na Karen Sabar ke sath apni loss ko recover karne ki koshish karen kyun ke is se hi Apka faida Hota Hai
      • #18 Collapse

        Re: Loss kasy recover Karen ??

        loss recover krnay k leyw kabhi bhi jald baazi ka muzahira nahi krna chahye aur na he jazbati hona chahye.pehlay to ye dekhna chahye k loss q hoowa.loss honay ki kia reasons hain.sb se pehlay jin mistakes ki wajah se loss pesha aaya hai on mistakes ko dekha jaye aur next rime k leyw os se avoid krna chahye.aur agar loss learning ki kammi ki wajah se howa ho to apni learning ko improve krna chahye
        • #19 Collapse

          Re: Loss kasy recover Karen ??

          G bilkul loss ko cover krna bht zaroori Hy agr loss cover kiay baghair hm profit gain krny ka souchain gy to hn kbi kamyaab nhi Hun gy pehly loss cover krain or fr profit ka souchain
          • #20 Collapse

            Re: Loss kasy recover Karen ??

            dear lose ka ho jana koi barri baat nai hay q k yeh aisa hona har aik business ka sab say important hissa hota hay laikin asal baat yeh hay k jub hamko lose hota hay to ham aik bahut barri tentions main hotay hain aur jub ham is tentions main hotay hain to ham koi sahi faisla nai kar patay hain jis say hamko mazed lose k chances barrh jatay hain,is liye mairay khayal say better yahi hay k lose k bad hamko usay recovery karnay main koi big lots ka use nai karna chaye aur na kabhi koi jaldi karni chaye agar ham aisi soch say kaam kartay hain to lose ko recover karna koi barri baat nai hay.
            • #21 Collapse

              Re: Loss kasy recover Karen ??

              Loss ko recover krny k liy dubara soch smajh kr treading krni hogi. Ager treading achi trah hon gi to hum apna recover kr ln gy.
              • #22 Collapse

                Re: Loss kasy recover Karen ??

                dear forex main jab bhi ap ko loss hota hai tu pehly number apy ap ko jaldi bazi nahi karni chahea aur ap ko pehly kcuh time rest karni chahea aur apne emotions say bhir nikal kar kuch din demo account main practice karni chahea aur uss ky bd apni galti ko thek karna chahea jiss ki waja say ap ko forex main loss hoa hai aur phir ap ko rules ky mutabik apne old loss ko bhol kar trade karni chahea es tarah say ap ka loss cover ho jay ga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Loss kasy recover Karen ??

                  Assalam.o.Alikum dear bro loss se ap is tarha bach skte ho ke agr apko kisi chez me loss hota hai to ap ainda wo glti dubara krke loss na kren r gtli se sikhen r koshish kren ke dubara me ye glti nh dhoraonga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X