hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

    G bilkul friends Agar Ham Daily base per trading karenge to us se Hamen earning bhi zyada hogi Hamen profit zyada milega hamare experience bhi barh jaega aur ham is business Mein expert ho jaenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

      Han g bilkul asa hi ha humy chaiya k hum forex pa mehant karyn or soch smjh k trade kryn or daily ka kam dailg karyn taky aoka target pora hosky or fir ao monthly target pira kakrky best trading gain karskty to best trader bany or achi trading karyn
      • #18 Collapse

        Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

        ji han dear agar Ham daily trading Karenge to Hamen daily earning hogi lekin target Hamesha weekly rakhen Kyunki profit ka target Hamesha weekly hi acha Milta hai agar aap zyada mehnat karte hain to is se aapko bahut zyada fayda hota hai Forex Mein mehnat karne se hi kamyabi milti hai agar Ham zyada interest ke sath hardworking Karenge to is se Hamara bahut zyada fayda Hoga kamyabi ke liye Hamesha mehnat karna zaruri Hota Hai Jab Ham forex Mein kamyabi ke liye mehnat Karte Hain to is se Hamara bahut zyada fayda hota hai trading Mein Hamesha hardworking karne ke bad hi kamyabi milti hai Forex trading mein zyada Se zyada mehnat Karne Ki koshish Kiya Karen Kyunki Jab Ham mehnat Karenge to is se Hamara bahut zyada fayda hota hai Forex trading Mein Hamesha Dil lagakar mehnat karne se kamyabi milti hai aur acha profit Hasil karne ke liye trading Karni hogi Kyunki acha profit trading karne se hi Milta hai agar Ham trading Karenge to Hamen definitely acha profit milega Forex main weekly trading karke acha profit Hasil Kiya ja sakta hai Ham daily trading karke bhi acha profit Hasil kar sakte hain lekin target Hamesha weekly ka rakhen Kyunki daily market aapke favour Mein Nahin a sakti aap Hamesha mehnat Karen aur zyada learning karne ki koshish karen market ki Kyunki learning Se Hi Hamen market ki knowledge ayegi aur of lene ke liye aasani hogi
        • #19 Collapse

          Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

          G haan profit ho sakta hai laikin us ka lya ham ko analysis daily base pai krna ho ga aur news ko follow krta howa trade open krni ho gi jo bnda lalch nea krta hai wo daily trade sa bahut sara profit earn kr sakta haiforex trading ak bahut acha online business hai ham daily bahut sara profit earn kr sakta hai
          • #20 Collapse

            Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

            yes dear ap ny thek kaha hai forex main ham ager daily ka target rakh kar kam karain aur proper ap analysis kar ky kam krain tu ap ko es mai achi earning mil sakti hai es lea forex business main ap ko success hony ky lea pehly knowledge aur experience boht ziada zrori hota hai phir he ap es main kamyabi hasil kar sakty hain kyon ky knowledge he success hona ka pehla step hai.
            • #21 Collapse

              Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

              ap daily trading kar sakte hin lekin is ba ka pat ksii ko nahi hota hai ke ap daily earning karte hain ya nahi kyon ke ap ki kuch trades profit mein close hon gi kuch ap ki loss men hon gi to overall ap profit mein ho sakte hain is mein daily ka hisab nahhi ho sakta hai is liye bsu acha kaam katrne ki araf dehan dain aur acha kaam karan
              • #22 Collapse

                Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

                Dear daily aap trading to kar lo gay aap ko iss may koi masla bi nahi banta hay laykin masla banta tab hay jab aap daily kay daily loss karna start kar laytay ho or daily aap apna account wash kara laytay ho iss waja say daily trading sahi nahi rahti hay.
                • #23 Collapse

                  Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

                  G han bilkul ye ak aysa business Hy jis me hm daily basis PR Kam kr k daily profit earn kr sakty Hain or apna future secure kr sakty hai is Sy daily ki learning b krta hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: hum ager daily trading krein to hamin daily earniong ho sakti hy

                    sallam dear mary khayll may essa nhi hota hum trading karny kay leay markeet ko dykhna padta h kbi kbi markkeet bht slow ho jati h essy may ap ko loss b saktya h butt ma abi new hon zeada is kay bary may nhi kh sakta butt seniour khty hn kay essa nhi hota kbi loss b ho jata h kbi prifit b shi pta ak mah kay bad laga h hy ky kitna profit bacha h sara loss cover karny or prifit karnay kay bad

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X