Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai
    kuchh logon ke khyal mein agar hamara balance jyada hota hai to Ham big lot ke sath trading kar sakte hain lekin yah baat bilkul galat hai main unko batata chalun ke jab hamara balance jyada hota hai to fir hamen tension bhi jyada hoti hai isliye hamen chahie ki Ham apne jyada balance ko dekh kar kabhi bhi overtrading Na Karen aur always hi management ke sath trading Karen jaab hamara balance jyada hota hai to tab hamen jyada management karne ki jarurat hoti hai kyunki kam balance ke loose hone se hamen Koi Fark nahin padta hai lekin jab Ham jyada balance ko loose karte Hain to fir hamen kafi pain hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

    G han forex trading men trade lagatay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur phir lot size select karen tu sahee money management hoti hey aur forex trading men jitna ziyada balance hota hey utni achi trading hoti hey aur utha acha profit hasil kar saktay hen lekin money management bahut zaroori hey safe trading k liay
    • #3 Collapse

      Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

      ji hun ager hum money manegment ka khyala nhi kerty tu is se hum apni sari invest ko khtum ker bathty han jis se humian bht bara loss ho sakta ha marary khayal main tu humain jitn akum ho saky invest kerni chahiay us per hum risky trdae bhi ker sakty han apnyn experience k liay.
      • #4 Collapse

        Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

        Bilkul big capital Kay sath traidng bht zada difficult ho jati Hy jis Sy AP ko hamesha yahi sochna chye Kay AP ko is me acha Kam krna Hy aur AP ko is me acha Kam krny Kay elay mehant Sy sy Kam, krna hoga lekin forex me Kam itna asan nhi hota Hy AP ko is me apny account Kay Leah risk managment ko Lazmi mad e nazar rakhan must Hy
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

          Yes balance kam ho ya ziyada trading hamesha proper money management k sath hi karen ager ziyada balance hony per ham over confident ho jaen gy r bog lot use ker len gy to hamari trade k loss main jany k chance bhi utna hi berh jaen gy is liye hamesha soch samjh ker money management k sath hi trade open karen lot size ka khayal rakhty huy jo trade open ki jay us main hamy loss ka dar kafi had tak kam hota hai r ager ham lot size ka khayal rakhty huy trade karen gy to eik trade loss main hony se dosri trade ka acha entry point milny per ham us main trade le sakty hain r profit bhi gain ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

            Hamary pas balanace jitna zeada hoga ham utna hinasani sy is my kam kr sgy gy ham agr is my chaty hy k ham is my aoni mhant sahinzeada sy zeada ham kry to tb hi ham agy barh sgy gy hamari mhant jo hoti hy who hi hamy kamyab bnati hy ham agy ja k ham kamyab ho sgty hy
            • #7 Collapse

              Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

              G han thek kaha apny k jitna zidaa bonus hota hai usya utna xiada manage bhi karna parta hai isliye koshish karne k is main jitna balance hai usay manage kar k is main kaam.Karen or achi earning or profit kamaen taa k aap is main eaisly kamyab ho saken.
              • #8 Collapse

                Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

                g han js ka balance zayida hota hai us ka lot size zayida hota gai humin tradeng karne kailye experence hona lazmi hai forex mein hum tradeng kar sakhtye hain humin apne balance par nazar rkhne zarori hai humin es ka lot size sai rakhna cahyee takhe humra acount loess naho thori se mestakhe se humra acountt loess ho sakhtye hai humin es ke rules ke mubtak kam karna cahyee
                • #9 Collapse

                  Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

                  Chahay hamaray pas balance ziada ho ya kam management bohat he zarori juz hy hamaray business ka, us mein time management bhi bohat zrori hy aur trading k basic rules ko samjhna bhi bohat zrori hy, jab hum har baat pe nazar rakhein gay aur apni jhamiyaon ki manage krein gay to kamyaab traders ban sktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

                    Dear yeh zrori nahin hay keh zeyda balnce k liye hi membrs ko manage ker k trade krna hoti hay yeh bhi boht zeyda zrori hay keh jab balnce less ho to us ko bhi achi terha say manag ker k hi trading ki jaey kyun keh kamm balnce k sath ager manag na kren to acount bhi wash ho janay ka chance hota hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

                      Agar aapke pass balance bahut achcha hai to aapko chai hi acchi management Karen lot size ko achcha sa use Karen aur jab upload size ko achcha sa use karenge to aap Ka belenc extand Hoga aapko accha munafa milegaKhoob Yahan per achcha Sa aap time invest Karen achcha sa kam karen to hi hamare liye yah possible hai ki Hamen acha sa munafa Hamen yahan se Hasil hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

                        Asslam o alikom ji han dost is forex kay bousniess ma ager humara balince jitna bhi ziyada ho ga to humain management bhi utni hi zarori hay ager hum apnay balance ko manegement kar kay tread karain gay to humain is bhut ziyada faida hasil ho ga aur acha profit bhi earn kar pain gay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

                          Assalamu Alaikum my dear friend ummid karta hun ke aap sab theek thaak Honge ji han friend aapki baat bilkul sahi hai Jitna hamare pass balance Hoga utani hi Ham tried kar Sakenge use hisab se Hamen management karni pharti hain Hamare Paas Jitna Bhi balance Hota Hai use hi hisab se Hamen form par kam karna chahie use hi hisab Se management karna bahut zaroori hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

                            yes dear forex main jitna big capital hota hai ap ko usi lehaz say uss ko mangement karna bhi boht zrori hota hai es lea forex main ham sab ko he apne capital ko mange karna bhi ana chaheay ager kam capital bhi hai tu ap ko phir bhi uss ko mangement karna chahea es say ap ky rules apply hon gay aur forex main kamyabi jaldi hasil karain gay aur jaldi earning karain gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Balance jitna jyada hota hai management utani hi jaruri hoti hai

                              Han g bilkul asa hi ha apka jitna zyda balance higa utna hi apko soch smjh k trade karna pryga tu is k liye humy chaiya j hum forex pa trade akryn or apny account ki managamnet k khas khyal rkhyn agar ao mangament sa kam nahi karogy tu loss hoga

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              Working...
                              X