Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha
    Asslam o alaikum dear friends AP sb ko ya bolna chahta hon ka forex trading ma sab sa Bari loss ki wajah over trading ha keon ka jb AP forex trading ma overtrading krta Han tu loss ho jata ha or kamyab bi nhi hota is Lia overtrading na Kia Kran
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

    G ape thk kaha h kbhi b overconfidence na hua krn r zyada c zyada mehnat kren.
    Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
    • #3 Collapse

      Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

      Bilkul theek kaha forex mein Jo log over confidence ka sath kaam krtay hai un ko loss hota hai forex mein loss say bachna chaiy or over confidence say kaam nahi kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai
      • #4 Collapse

        Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

        Dear hum jab market mai trade lagany lagty hai ya trade bana rahy hoty hai to aus time hum ko apny account k hisab se lot select karni chaye agar hum ais market mai lot bari lagaty hai to aus par hum ko ho sakta hai loss zayda ho jaye ais liay jo trading plan ho aus k hisab se hi kaam kary ta k ap ko ais market mai loss zayda na ho.
        • #5 Collapse

          Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

          G ha bhai jo log over ho kar kam krty hy wo loss ki tarf chlay jaty hy hmin chay kh aoni limait main rhy kar kam kry jsu sy hm kamayb ho gy...
          • #6 Collapse

            Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

            Ji Haan bilkul theek kaha kaha Hai k hamein overconfident ho kr trading Nahin krni Chaheye..
            Balky fresh mind k sath relaxe ho kr trading kreyin...
            • #7 Collapse

              Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

              hum agar forex mai over ho kar kaam kary gy to hamy loss ho ga forex aik unique buisness hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik best business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain is jasaa koi or business nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

                Assalamu Alaikum overconfidence Kam Karne Wale Hamesha loss mein rahte hain abhi overconfidence ki nahin balki confidence ki jarurat Hoti Hai Apna Kam confidence ke sath Karen aur over confidence se bache aur hardworking ke sath kam Karen Shukriya!
                • #9 Collapse

                  Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

                  agr ham jakld ameer hiny ky lalch main over confidence ho kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai ahamry brokers kamkoi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi mistake ki waja sy hota hain hamy apni milstak ko avoid kar ky kam karna chahey pher hi ham loss sy bach saktry hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

                    Diya aapki baat theek hai overconfident Hamen Hamesha nuksan hi deta hai isliye Hamen chahie ki agar Ham Apne kam Mein acchi kamyabi Chahte Hain To confident hokar Apne kam per focus Karen Kabhi Bhi Apne kam Mein overconfident Na Ho Jab Ham overconfidence ki taraf Jaate Hain To Hamen Hamara overconfidence kabhi bhi acchi kamyabi Nahin deta isliye Hamen overconfidence ko ignore karte hue confidence ko develop karna chahie aur uske according apni trade ko open karke achha profit Hasil karne ki koshish Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

                      Overconfidence ki vajah se Ham acchi profitable trading nahin kar sakte Jab Ham overconfident Hote Hain To Ham nuksan karte hain Hamen chahie ki Ham planning ke sath kam karne ki koshish karen planning acchi Hogi to Achcha kam kar Sakenge Forex trading business Ek Achcha business hai Hamen mehnat Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

                        Sahi baat hai new trader jab demo account per thora sa bhi profit bana leta hai to wo over confident ho jaata hai us ka mazeed seekhnay ka amal bhi khatam ho jaata hai or wo bagher training k real account per kaam karna shuru kar deta hai or is over confidence ki waja se wo apna real account wash karwa bethta hai waja sirf yehi hai k us ne demo account per sahi tor per practice nahin ki hoti waqti tor per profit hota hua dekh kar wo ghalat fehmi ka shikaar ho jaata hai or real trading karna shuru kar deta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

                          ji han overconfidence se Humko loss hota hai isiliye Hamen chahie ki Ham pure confidence ke sath kam Karen Apne self-control Mein rakhkar kam Karen Agar Ham overconfidence hokar kam Karenge To Hamen zarur loss hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

                            Kai bar aisa hota hai ki ham log Forex ke upar overconfident hokar kam karna start kar dete Hain jisse Ham logon ko bahut jyada start ho jata hai kabhi bhi Aisa nahin karna chahie Hamesha limit Mera CarTrade Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Overconfidence loss ki sab sa Bari wajah ha

                              Dear over confident banda hota hi quen hay agar wo sahi say trading kar raha hay to us ko over confident nahi hona chahiya hamaysa agar pear 1000 down hota hay to us may say kam say kam 200 wapis hota hay yahi agar samajh may aajay to phir aap ko loss hi na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X