Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai
    Asslam.o.alaikum
    How are you dear .pochana yeah tha k agar hamry pass ziada knowledge or experence na ho traiding ka to kiya ham indicater ki madad sey ik acha profit hasil kar skty hain ya nahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

    Indicator pa yakeen ksi had tak kiya hi ja sakta ha q k trade ma indicators past or mustakbil ka graph ko janny ma achy sabit hoty hyn or is ma hamy in sa madad leni chiea faida hota ha galti krnay sa bach jata ha
    Thanks den kr sawab.e.dorain hasil kren....
    • #3 Collapse

      Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

      dear members hamen trading krte hoe yeh bat mind men rakhna chahye keh market konlearn krna r pairs ko smjhna bht he difficult hai qk market men different pairs hote hain r market pe dunya men hone wale halat bht asar rakhte hain to hum indicator pe Puri trah yaqeen ni kr skte link agr demo pe isko test kya jae to best hoga
      • #4 Collapse

        Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

        Bhai indecator sy hamin bhot faida hasil hota hy hm jo new log hy hm nai ja ty es ky bary main to hmin aghai farhm hoti hy agr hm aony kam ko kry to hm bhot kuch sekh paty hy aur ya kam hmin bhot kuch dy pata hy jsj sy hm apny kam ko bhtr bana skty hy yai hy i decator ko acha bana kr hm faida othay...
        • #5 Collapse

          Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

          Dear hum ko indekater per iss time yaqen karna chya jab humarya analysis bhi ya hi kah rahya ho gkya yahi ho ga jo indecaters bat rahya hya pher yaqen karya warna hum ko iss may yaqen nahi karna chy zada tar galat bhi hotya hya
          • #6 Collapse

            Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

            Dear forex members mary khyal main indicator pay boht zyda trust nai krna chahiy kiun indicator koi final nai hota ky is follow krny say hr sorat profit hoga is liy apny experience pay focus krain or khud seakhny ki koshish krain
            • #7 Collapse

              Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

              Indicator tu market ki direction dhow krty hein inki apni value hoti hai kionkeh market ki movement ki waja se ye chalty hein aur inko dekh k order place krny mein asani hoti hai lekin kabhi bhi indicators pe depend nhi krna chahiye kionkeh aik hi direction mein indicators run kr sakty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

                Indicator ka use kisi had tk Kia ja sakta ha ham apni imeed sa zada bi indicator ki use nhi KR sakta is Lia soch smuj kr ak hisaab sa infecator ka use krna chahia keon ka infecator pr kisi had tk yakeen Kia ja sakta ha
                • #9 Collapse

                  Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammad ashraf khan پيغام ديکھيے
                  Asslam.o.alaikum
                  How are you dear .pochana yeah tha k agar hamry pass ziada knowledge or experence na ho traiding ka to kiya ham indicater ki madad sey ik acha profit hasil kar skty hain ya nahi
                  Salam dear brother dekhen forex men koi bhi strategy ho ya indicator 100% koi bhi nai hotay han albata agar market poray day men kafi ziada sell ya buy ho chuki ho yani wo apnay support ya resistance level ko touch kar chuki ho to agar wahan sy wo indicator apko sell ya buy ka signal day raha ho to ap thora bhot profit earn kar sakty hen magar jab market ny bhot ziada move kia ho tab warna ap wait karen jalbazi na karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

                    indicators pa yaqeen karyn lkn itna yaqen na karyn k ap ka ka kharb hojy qky indicators bilkul satch nahi bataty kch chezyn theak baty han or ht kch galat b to totaly unoa depend nahi hona chaiya tu apko chaiya k apny ap kam karyn ksi or pa depend na karyn balky soch smjh k forex pa trade karyn taky best resuly gain karskyn or ak best trading b gain karskyn or acha kam akry
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

                      indicators par kabhi trust nahin karna chahie aapko hamesha apni learning per trust karna chahie isliye aapko jyada se jyada acchi tarah se learning karna chahie aur aap indicators ka use to kar sakte hain lekin uske liye aapko indicators ka bhi acchi tarah se knowledge or experience hasil karna bahut jaruri hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

                        Asalam o Aalakum Indicator pa yakeen ksi had tak kiya hi ja sakta ha q k trade ma indicators past or mustakbil ka graph ko janny ma achy sabit hoty ha hamy 85% indicator py depand karna chahey forex aik ach busienss hain agy bar saky gy yai business paksitan mai legal ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

                          yes indicator pa yaken kia ja sakta ha mager kabhe kabhe ye galt bhe ho sakta better ye ha ka apki apnis search boht zayada ho ka apko indicator se zayada jald idea ho jae market ka trend ka esa tareka se apko loss ka chances kam ho ge or profit zayada ho ga so indicator bhe thek ha mager kabhe kabhe wo bhe opposite bata sakta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

                            hm totally indicators py believe nai kr sakty ha hm indicators ki hlp se profit vali trade kr sakty hein lkn us k lye hmara self marketing analysis ka strong hona bhi bhut matter krta hai k hm fake r real indicator mn differentiate kr k trade kr skein,..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicater par kitna yaqqeen kiya ja skta hai

                              Dear Forex member agar humne indicator ko acchi Tarah uska knowledge or experience Hasil kar diya hai uska Achcha Sara Kuchh Sikh Liya Hai To Ham indicator per Achcha believe kar sakte hain aur iske sath aur Hamen koshish Karni chahie kya indicator ke signal per trade open karne se pahle Apne knowledge or experience ke according market Ko Ek Tarfa analyse kar Leta ke Hamen yakin ho jaega kya hua signal Hamen sahi de raha hai ya FIR Hamen usse loss ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X