Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

    han g bilkul asa hi ha agar humy lss hota ha tu humy ghabra na nahi chaiya humy chaiya k hum forex ma soch msjh k trade karyn loss ko dehans a dakhyn uspa apni mistakes ko find out karyn or mistake ko dakh k kosisgh kryn k ainda wo mistake na ho bs soch smjh k trade karyn or best trade abn jayn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

      loss business kam aik hisa hain hamy loss hony apr tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is ,main mehnasy sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain yai online ki dunya main ai king business hain
      • #18 Collapse

        Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

        Bilkul thek kaha ap ne hame loss se ghabrana nahi chahiye loss buisness ka part ha aur forex aik business ha bohat se log loss ki wajah se mehnat aur kushish karna chor dete he jis ki wajah se wo kamiyab nahi ho sakte agar apko loss ho jaye to apko loss se sekhna chahiye aur loss ko dil par nahi lena chahiye loss ka samna himat ke sath kare
        • #19 Collapse

          Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

          J bilkul friend ap ne baat so hundred percent correct ki hai k hum Logon Ko La se Kapda Banane chahie Bal Ke Kitne last ko cover karna chahie Hamen dekhna chahie ki Humne last mein kaun si galtiyan Ki Hai jinki vajah se Ham Logon Ko nuksan Uthana pada hai....
          • #20 Collapse

            Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

            Agar hamen Las Ho jaaye Forex trading mein to hamen apni galti se sabak Lena chahie tha ki aap dobara aisi galti na Karen forex aap jitni mehnat karenge uska result achcha aaega trade karte hue Stop loss use Kiya Karen Taki aapka capital save Rahe Ho money management ka khas khyal Karen.
            • #21 Collapse

              Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

              Haan ji theek kaha Hai k agr hamein kbhi bhi forum per loss ho jaey to hamein ghabrana Nahin chaheye balky himat sy Kaam lyna chaheye or sabar krna Chaheye...
              • #22 Collapse

                Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

                G Han bilkul dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab business hai agar aapko ismein loss ho jata ha to ghabra Ni Chaya Bal k himmat sa Kam lyna chaya or pehly sy zyada mehnat karni chahiya ta k kamyab ho or loss ko recover karen
                • #23 Collapse

                  Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

                  Forex ke upar kam karte hue Kai bar Ham Logon Ko loss ho jata hai Ham Logon Ko is Lo se ghabrana nahin chahie balki isko face karna chahie aur usko bad Mein recover kar lena chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

                    loss ho jay tu hamein soch mein ghabhranaaaaA nahin chahiye hamein chahiye kay hum is mein himay kay saaaAth dil lagaaaaA kar is mein kaaaaAm karain ta kay hamein is mein kamyaaAaBi mil jay aur hamein is mein achhay say mehnat kar kay kaaaaAm karnaaaA chahiye ta kay hamein is mein say earning haaaAsil ho
                    • #25 Collapse

                      Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

                      Business mein to agr hum ghabra gaye to phir to hamesha business down he hoga, hamein apne ap ko evaluation krna hogi keh hum se ghalti kahan hui hy, alne saray steps ko dobara dekhna hoga aur loss honay ki bunyadi waja tk pohanch kr usko theek krna hoga, dobara ziada se ziada mehnat krni hogi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Hume loss ho jye to hume ghbrana nhe chye

                        Hello everyone kaisy hain sab je ap ne bilkul sahi kaha ka hamain loss se ghabrana nhe chahye yr profit aur loss zindgi ka hissa hain jb tk i san girta nhe usy sambhlna nhe ata same as forex main hy ke jb tk hamain liss nhe hota hm nhe jan sakty ke profit jaisy hoga hamri hr mistake hamain kuch na kuch sikhati hy yo hamain mayus hone ke bjaey ye daikhna chahye ke hm kahan galat thy aur next time wo mistake nhe krne chahye aur trding main loss ho jaey to himat se kam laina chahye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X