lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?
    ASSALAM O ALIKUM
    guys lot size 3 types k hoty hain ....
    mini..
    micro ...
    or standard...
    magar best konsa hota hai jis par hamen trading karni cheye ...?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?

    lot size three types k han humain jitna humara balance ho humain usi hisab se trdaing main lot size bhi select kerna chahiay ager hum apny acount balance se ziada ki lot se trdaing karein tu is se humain bht bara loss ho sakta ha jo k humain nakami ki taraf bhi lay ja sakta ha.
    • #3 Collapse

      Re: lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?

      Dear ais market mai ap ne jab lot lagani hoti hai to aus time ap ko ais market mai apny account k hisab se lot size select karni hoti hai agar ap ais market mai trade karty hai to ap ko ais market mai kabi bhi standrad lot use nai karni chyae kun k aus par ap ko profit bhi zayda hota hai aor aus par loss bhi zayda hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?

        Lot size sab hi ko apny mind say use kerni hoti hay koi bhi trade open kerny pehly waqt k lehaz say jo bhi acha lagay us waqt wohi lot size use ker leni chahiye lekin is k use k liye membrs ko kafi zeyda care kerna hoti hay jin membrs ka bonus zyda nhin hota hay un ko small lot size use krni chaye
        • #5 Collapse

          Re: lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?

          lot size car used karna aap per depend hota hai jo aap koi bhi lot size ka use kar sakte hain lekin aapko hamesha achcha landlords use karna chahie aur apne account ke according lot size ka use karna chahie aur saman lot size use karna chahie aur kam se kam lot size ka use karke hi trading karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?

            lot size hmesha small rakhna chahiay
            tbhi faida hoga
            lot size ko manage krain gy to achi earning hogi
            loss ko km krain
            tbhi ap kamyab hn gy
            r gain hoga
            • #7 Collapse

              Re: lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?

              Walikum assalam Dear ham apni trade main lot size ko iski types k hisab se nahi set kerty balky ham isy apny account balance k hisab se set kerty hain jitna hamary account main balance hota hai usi hisab se lot use ki jati hai r lot size kam hi rakhna chahye ager hamara balance kam hai to mini to isi hisab se balance k according lot set kerty jaen standard lot ham jab use kerty hain jab hamary pas boht strong balance hota hai
              • #8 Collapse

                Re: lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?

                hum lot laga kar acha munfa kma sakty hain hamy ache leanring gain kar y kam karna ho ag pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din ai be kamkar sakty hain hamy mayre kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex ak wasee business hain hum is mai apny boss ap he hot yhain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: lot size 3 tarhan k hoty hain magar best konsa hota hai ?

                  hum lot laga kar acha munda km sakty hain hamy ache learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga hamy lot ko kabe be ignore nah karna chahey hamy learning gain kar ky forex mi kam karna h oag pher he hum agy bar saky gy forex aik wase busienss hain is mai usa or china or new yok jasy baary bary mumalik sahmil hain yai business pkaistan mai legal ban cuka hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X