loss ho jay to keya jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ho jay to keya jay

    Loss hony pr aksar traders preshan ho jaty hein jis mein woh big mistakes krty hein aur big loss krwa dety hein loss pr sb se pehly tu mind ko cool krein us k bad market ki position dekhni chahiye lekin aik baat ka khayal rakhna hai loss k bad foran phr air trades open na krein balkeh kisi aur din loss ko recover krny ki koshish krein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ho jay to keya jay

      agar aapko loss Ho jaaye to aapko sabar karna chahie aur aapko kabhi bhi jaldbaji ke sath working nahin karni chahie kyunki jab aap jaldbaazi karte ho to aapko masjid blast hota hai aur is tarah se aap kabhi bhi acchi tarah se working nahin kar paate ho aur na hi aap kamyabi hasil kar paate ho
      • #18 Collapse

        Re: loss ho jay to keya jay

        Dear agar hmen loss hojae to sbar SE kamena chahie aur jis ghalte ke wjase hmenosd hua h us ko dobara na krne ke koshish Karen
        • #19 Collapse

          Re: loss ho jay to keya jay

          Loss hojanay k bad do kam karnay chahey ek to loss honay k bad stress say bachna chahey or patience say usko face karna chahey dosra yeh k loss hojany k bad hamen usko foran recover karnay ki koshish bilkol b ni karni chahey kion k agar hum esa karen gy to jaldbazi men hamen or b loss ho sakta hy is liye hamen is say bachna chahey
          • #20 Collapse

            Re: loss ho jay to keya jay

            Forex trading ek ESA business hy es me loss zeyada or profit km HOTA hy es me hum ko agr loss ajae to preshan bilkul bhe nahen Hona chahye q k loss se hum sabaq sekhte Hain or next ese Galti se Bach sakte Hain hum ko loss se preshan bilkul bhe nahen Hona chahye
            • #21 Collapse

              Re: loss ho jay to keya jay

              Dear loss ho jaey to humy bagair ghabrany k aur zeada mehnut krni chahiya ku k ib hum mehnut k sath koe kam krty hy to humy as ka reward bhi acha milta hy aur hum khud konkamyab bna laity hy as liya mehnut pr hi dhiyan daina chahiya
              • #22 Collapse

                Re: loss ho jay to keya jay

                Forex forum mn agar loss hojaye trading mn bilkul bhi tension nhi leni chahye or over emotional nhi hona chahye humko iss karobar mn buht zada master-mind k sath kam krna chahye keun k jab hum buht zada motivated hongy to kabhi bhi apna nuksan nhi karengy isi liye hmko chahye iss karobar focus k sath kam Karen!!!!!
                • #23 Collapse

                  Re: loss ho jay to keya jay

                  Assalamu Alaikum dear friend aapane bilkul sahi Baat kahi hai Pak Forex Ek bahut accha business hai Hamen ismein main se kam karna chahie Har kam main loss hota hai hi Ja yah Hamara bonus Achcha Hota Hai Hamen Dil Chhota nahin karna chahie aur mehnat se kam karna chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: loss ho jay to keya jay

                    agar Forex Mein loss Ho bhi jaaye to Hamen Sabar ke sath kam karna chahiye Kyunki Jab Ham Sabar ke sath kam Karte Hain to is se Hamara fayda hota hai Hamen zyada mehnat Karni chahiye loss ko recover karne ke liye proper way ke sath planning Karni chahiye Kyunki Jab trader loss ko recover karne ke liye proper way ke sath planning Karta Hai to is wajah se trader Ka fayda Hota Hai Aur forex mein Hamesha zyada Se zyada mehnat Karne per kamyabi Milegi agar Ham Sabar ke sath hardworking Karenge to is se Hamara bahut zyada fayda Hota Hai kamyabi ke liye Hamesha Sabar ki aur hardworking ki zarurat Hoti Hai trader agar Sabar karega to woh trader Forex Mein zarur Kamyab Hoga trading Mein Hamesha mehnat Karne Wale trader Ko kamyabi milti Hai Hamesha zyada Se zyada Sabar karne per hi Hamen kamyabi Milegi agar Ham Sabar zyada Karte Hain sabar aur tahamul ke sath kam Karte Hain to is se Hamara bahut zyada fayda hota hai trading Mein hardworking karne se Hamen bahut jaldi success milti Hai Hamesha mehnat Karte rahna chahiye Kyunki mehnat karne wala trader hi Kamyab hoga forex mein bas sabar se hi hum kamyab hoty hai
                    • #25 Collapse

                      Re: loss ho jay to keya jay

                      loss honey par ham ko saber sey kam karna chahi hai loss ko recvore karny main ham ko kabhe bhe jald bazi nahi karni chahi hai or ham ko first jis wajah sey loss hoa hai ham ko os ghlti ko jald sey jald thek kar lina chahi hai takky nest os ghalti ki wajah sey ham ko loss na ho or saber k sath ham ko loss recvore karna chahi hai
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #26 Collapse

                        Re: loss ho jay to keya jay

                        Dear friend agar apko forex me loss ho jaye to apko loss se learn karna chahiye aur loss ka samna himat ke sath karna chahiye loss se learn kare loss se ham bohat kuch learn kar sakte ha agar ap loss se learn karo ge aur mehnat karte raho ge to apko next time profit bhi hasil hoga
                        • #27 Collapse

                          Re: loss ho jay to keya jay

                          well agar apko loss hojy tu apko chaiya k ap us loss ko face kyn us lss k bary sochyn or soch smjh k trade kary agar loss hota hana tu humy chaiya k us loss ko saabr sa absrob karyn or sochyn k wo loss apka hwa q ha kis mistake ki waaja sa huwa ha us mistake ko sudhayn or fir best trading karyn taky acha result milsky
                          • #28 Collapse

                            Re: loss ho jay to keya jay

                            My dear brother Hamen chahie Jab Ham Logon Ko Business mein nuksan ho jaaye a ja Hamari friend loss Mein Ja Rahi Ho To Ham Logon Ko chahie ki first fal apni ghaletiyon ko Talash Karen aur FIR unko solve Karen Taki Ham Logon Ko perfect Ho.....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: loss ho jay to keya jay

                              Trading mein humy loss bhi ho sakta hy ur humy profit bhi hota hy magar jab humy loss hota hy to hum preshan ho jaty haIn magar aur jaab humy trading mein profit hota hy to to hum khush hoty hain magar humy loss ko bhi asy he accept karna chahiye jaisy hum profit ko karty hain , agar humy trading mein loss ho jaye to humy chahiye ky hum sabar karin aur loss ko recover karna chahiye tab he hum asal means mein kmayab ho sakty hain thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X