Overconfidence hona be loss ke alamat hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfidence hona be loss ke alamat hai
    Aziz dosto aksar mai nai daika hai ke kuch log jab aik y do trade win kartay hain to usske bad wo over confident hokay iss mai tukkai ke sath trade strat kartayhain jo intihaye risky aur ghalat kaam hai iss mai acha profit kamana keleye zarori hai ke ham iss mai har ussol ke mutabiq chalai aur sahe say iss mai kaam karao to ham iss mai acha profit kama sakingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

    hun jo bhi members trdaing kerty hoay overconfident ho jaty ahn tu unhin apni is mistake se bht bara loss ka samna kerna parta ha is liay humain confident ho k trdaing kerni chahiay mager over nhi hon chahaiy is se loss ho jat aha .
    • #3 Collapse

      Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
      Aziz dosto aksar mai nai daika hai ke kuch log jab aik y do trade win kartay hain to usske bad wo over confident hokay iss mai tukkai ke sath trade strat kartayhain jo intihaye risky aur ghalat kaam hai iss mai acha profit kamana keleye zarori hai ke ham iss mai har ussol ke mutabiq chalai aur sahe say iss mai kaam karao to ham iss mai acha profit kama sakingay.
      overconfidence ka matlab overtrading karna hai aur jab bhi Ham is market mein overtrading karenge aur apne balance ko maintain kiye bagair hi trading karenge to tab Ham loose Hi Ho jaenge isliye hamen chahie ki ham always ji apne balance ko maintain karke kam Kiya Karen tab hi Ham successful ho sakte hain aur agar Ham apne balance ko maintain nahin karenge to tab Ham kabhi bhi successful nahin ho sakte hain aur ham is business mein lose Ho jaate Hain hamen confidence ke sath kam karna best hai but overconfidence nahin hona chahie
      • #4 Collapse

        Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

        Asslam o alikom ji han dost ager hum is forex ma kam kar kamyab hona chahtay hain to humain acha aur miyari kam karna chahiya ager hum over confidence say kam karain gay to humain is forex ma loss ho jay ga kiu kah over confidence hona ak losss ki alamat hay to humain apnay kam ma bhut achay say aur miyar kay sath kam karna chahiya to hi hum kamyab ho saktay hain,
        • #5 Collapse

          Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

          Exactly true ap nay bilkol sahee kaha hy k trading men hamara over confidence ka hojana b hamaray loss ki alamat hy bal k bahot bari alamat hy koch log ak do dafa kamyabi hasil kar k khud ko bahot zada expert smjhnay lag jatay hyn or over confidence men ajatay hyn jiski waja say unko again and again loss hota hy or wo nakam hojatay hyn isliye over confidence say bachona chahey
          • #6 Collapse

            Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

            ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham Chahte Hain Hamen acchi kamyabi Mile To Hamen chahie overcontrol na hun Ham Jab Bhi trading Karen relax hokar Karen tuhi aasani se acchi Si kamyabi hamare liye possible hogi isliye time invest Karen Pakistan Forex Mein acchi kamyabi har sorat provide karega
            • #7 Collapse

              Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

              Aisy log keh jo kafi zyda learn ker lety hain or jin ka zyda time yahn kaam krty howy guzra hay wo kafi zyda confident ho jaty hain or easy ho ker apna kaam or trade ker paty hain or un ko nafa bhi aata hay lkin kuch aisy bhi hain keh jo is bhi over ho jaty hain or un ko loss hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

                g beljul iss market mai agar ham over confident hokay trade karaingay to iss say ham buhut he zyada loss karaingay hamai cahye ke iss market mai sahe say kaam karain aur sirf wahe karai jo hamai ata ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

                  Ji Bhai Sahi Baat Kiya aapane overconfidence bhi Hamen Maar Diya jata hai aur ham iski vajah se bahut jyada nuksan bhi kar Jaate Hain isliye Hamen chahie ki Sabar aur Thande dimag se kam karte hue aur confidence Ka Shikar na hun aur apni learning ko improve Karen aur FIR Uske bad hi Hamen acchi earning Hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

                    G han overconfidence hona bhi loss ki alamat ha is liye kabhi bhi overconfident ho kar kam na karen kyu kay is se apko loss ho sakta ha aur loss kabhi bhi apko kamyab nahi honay deta ye apki kamyabi may rukawat ban jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

                      confidence Hona bahut important hota hai lekin Agar ke over ho jaaye to kya aapko loss de deta hai. Kyunki yah market hai yahan per market se ko agar koi Is Tarah samjhe ki vah uske hath Mein Hai To aisa nahin Hota the market kisi ke control Mein nahin Hai To agar aap chahte Hain Kya Kamyab ho to aapko vah karna hai jo aapko market Mein najar a raha hai aapane emotional discipline follow karna hai aur money management aur risk to reward follow karte hue kam karte Jana Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

                        ham market ko achy sy samaj kar is main best confidense ky sath kam karna chaey pher hi ham kamyab ho sakty hain ior acha bonus hasil kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or paksitan main be aik leagl business ban cuka hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kr sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Overconfidence hona be loss ke alamat hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                          Aziz dosto aksar mai nai daika hai ke kuch log jab aik y do trade win kartay hain to usske bad wo over confident hokay iss mai tukkai ke sath trade strat kartayhain jo intihaye risky aur ghalat kaam hai iss mai acha profit kamana keleye zarori hai ke ham iss mai har ussol ke mutabiq chalai aur sahe say iss mai kaam karao to ham iss mai acha profit kama sakingay.
                          Dear friend aap bilkul theek kah rahe hain over react aur overconfidence karke tracking karna bhi loss ka sambandh hai lekin agar overconfidence ko khatm karke trading mein stop plastic profit se trade lagai jaaye aur koshish ki jaaye overconfidence ko control Kiya jayegi kyunki agar over counter fans ko control nahin kar sakte to trading Volume kam kar de jaise hi market aur jyada aapki favour mein hai trading volume FIR jyada kar de upar se acchi trade karne per hi achcha profit milega kabhi-kabhi overconfidence bahut jyada loss hota hai.....

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X