jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?
    dear maira yahan pak forum main sab say yeh swal hay k jub hamko lose hota hay to ham aisa q sochnay lagtay hain k yeh kaam theek nai hay hamko isay jaldi say jald chorr daina chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

    Loss ho to sabr karo sab thek ho jae ga or thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken. sabr se kamkeya karen.
    • #3 Collapse

      Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

      G han dear ye bat tu hai kay aksar aisa hota hai kay humain es mai lose hota hai tu hum es mai kafi oarshan ho jatye hain kiyu kat lose mai hum dukhi hotye hain aur sochtye hain kay ye kam bhi chor dain oer pta hai na ap ko kiyu kay es mai lose bhi zaroori hai na profit kay sath sath
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

        ham market ko is liye choarne ka faisla karte hai kyon ke ham samajhte hain ke ham as mein kameyab nahi ho sakte hain aur hmain buht hi loss ho ag is liye bsu acha kaam karna hai aur acha kaam karne ke liye hmain mehnat karni hai aur agar ham mehnat karte hain to hi ham kameyab ho akte hain aur is ke liye hmain mehnat ki zaroorat hai greed ko control karne ki zaroorat hai
        • #5 Collapse

          Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

          Desr forex member jub lost hota he to kabi be mayuse nahi hona chaya aur koshish karna chaya ke hum acha knowledge aur analysis hasil karne ke bad treading kare is se account t wash ho a bacta he
          • #6 Collapse

            Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

            Jo log forex trading men loss ki waja se trading chor detey hen woh buzdil log hotay hen aur woh kisi field men kamyab nhi ho saktay aur loss tu business ka hissa hota hey iss liay loss se seekhnay ki koshish karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor loss ko kam kar k profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

              Dear jb bhe humain loss hota haii to hum sochaty gain ky abhii liss huvaa haii to aagy bhee usii trhaa humain loss hogaa aur hum apnaa kaam ko sahi sy nh kr pien gyy aur humarii mhinat bhee iss trha sy zayaa ho jiee lakin aisii koi bhee baat nh haii humara bonus nh hogaa zayaa humain apny liss ko recover jrnaa hogaa phr jaaky humain profit hadill hoo sky gaa humain apny kaam main ghabraana hargiz nh chahiyee
              • #8 Collapse

                Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

                dear friend loss hony par ap ko tantion nahi leni chahye bal k ap ko saber say kam karna chahye ur loss hony ki waga say ap ko a smain sekhna chahye k hamary kis galty say hamen loss howa hy tab hi hum as say bahteren erning kar skty hain autr hum as ka knowlldge sekh sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

                  Dear friends forex business mn hama jab losses kaa samna hota haa too bhot sara members dil bardasta hoo jata han arr forex MN kam chorna kee koshas karta han arr market mn teared karna saa parhaz karta han
                  • #10 Collapse

                    Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

                    dear friend aisi koi baat nahin hai agar jobs hoti hai tab bhi Pakistan forex mein second time kam karke bahut achcha profit aur bolo sar sar kar sakte hain isliye jobs ke hote hue bhi Pakistan forex mein mehnat Karen jisse aapko second time ka profit bhi milega jis per family ko support karne aur Life ko enjoy karne mein bahut aasani ho sakti hai....
                    • #11 Collapse

                      Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

                      Aksar log jab iss buisniss mai loss kartay hai to wo dilbardashta ho jataya de motivate ho jatay hain aur iss buisniss ko chor daitay hain hamai chaye ke aisay sorat mai ham demotivate na ho balkai cheezo ko seekai aur seek kar trade karai
                      • #12 Collapse

                        Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

                        Jb loss hta h to hm ko market churny ka galt faisla nahi karna chahiy blky hm ko mayos b ni hna chahiy hmy sabr r himat k st kam karna chahiy hamare jtni zada himat strong ho gi hm apni loss sy hny vali mistake ko improve kar pay gy hmy strong ray k again try karni chahiy
                        • #13 Collapse

                          Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

                          bhai yh faisla buzdil members hi kerty hn ager hum bhir aik do month main achi taha mehnat ker lain to hmara loss recover ho jay ga bhai hmain chahiay kh hum apni misyake sy sabuk hasil karin q kh is sy hi hmain kamyabi mily g bhai hmain market ko chorny ka faisla nh kerna chahiay q kh hmary loss ki waja broker nh bulkh hum khud hn is liay hmain mehnat ker ka apna loss recover kerna chahiay
                          • #14 Collapse

                            Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

                            Loss aur profit yah parts of business Hote Hain Pakistan Forex Mein loss bhi aata hai aur fayda bhi Hota hai isliye Agar Hamen achcha fayda Mile To Hamen chahie Hamen emotional na hun Ham relax ho kar again to again Ham trying Karen aur Agar unfortunately Hamen lost Ho jaaye To Hamen chahie usko recover Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jub lose hota hay to ham markeet ko chornay ka faisla q kartay hain?

                              Dear firend ager humain is forex ma loss hota hay to woh humari apni galti ki waja say humain loss hota ager hum, apnay km ko achay knowlege aur achay experince kay acha kam kartay rahan agy to humain loss anay par markeet ko chornay ka faisla nahi karna chahitya humain apni galtyo sudharna vchahiya.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X