kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?
    ASSALAM O ALIKUM guys kia hum profit gain karny mainbhe jaldbazi kar sakty hain ya mazeed profit hony ka intazar karna cheye ....mery khayal sa jub hamen munsaib profit nazar ata hai to hamen tarde ko close kar dena cheye or munasib profit le lena cheye ...zeada k chakar main insan mazeed lalach karta hai ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

    Bohat acha swal hai forex mein profit gain karna mein jald bazi main kaam nahi karna chaiy aap sabar say kaam Kary gay tu aap asani say apna profit gain Kar saktay hai agar aap jald bazi mein kray gay tu aap ko nakaami hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

      Dear jald bazi is me Kam me bht zada dangrous sabit ho skti Hy kyun Kay kisi bhi Kam me AP ko patience kau sath Kam krna hota Hy isi trha ap jab is me Kam krne to apna mind clear rakehn profit leny Kay leay ap ko hamesha sabr sy Kam lena hota Hy
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

        G nhi forex ma Jo bi Kam krna ha sabr sa krna ha jald bazi billkul bi nhi krni chahia keon ka forex ma wohi log kamyab hota Han Jo sabar sa Kam krta Han is Lia sb members ko chahia forex ma mehnat sa pr sabar sa Kam kran
        • #5 Collapse

          Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

          Forex market main trade kerty huey ham jab bhi acha profit hasil kerny ky liay jaldbazi sy kam lety hain tou hamain phir kabhi bhi bara profit hasil tou nehi hota lekin jab bhi ham jaldbazi ki koshish kerty hain tou hamara account main bara ho jata hai jo hamary kisi na kisi mistske ki waja sy hota hai so jaldbazi ky bajaey hamain soch samajh ker trade continue kerni chahiay
          • #6 Collapse

            Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

            agar aap accha profit hasil karna chahte hain to aapko kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie balki aapko hamesha Sabra ke sath working karni chahie kyunki jab aap jaldbaazi karte hain to aap kabhi bhi achcha profit hasil nahin kar paate Hain isliye aapko chahie ki aap hamesha kabhi bhi lalach mat Kiya Karo bolke hamesha Sabra ke sath working karte Raha karo
            • #7 Collapse

              Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

              Jald bazi aur samjhdari do alag alag cheezein hen, aik trade mein hamein profit ho raha hy aur hum ne market trend ko bhi achi trah se understand kia hy aur hamein yaqeen hy keh market upar jaye gi aur hamein profit day gi to tab hamein sabar krna chahiye aur jalbazi se kam nhi lena chahiye, sirf itna zehn mein rakhein keh market analysis ata ho apko
              • #8 Collapse

                Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

                Dear friend g nhi profit gain kar ny ky liye jald bazi nhi ki ja sakti forex trading main kamiyab ho na hain or achi earning kar ni hain to forex main suber ky sath trading karin market ki movemant ko samjhe ky or market ko analiyses kar ky soch samjhe ky suber ky sath trading karin gy to ap acha profit earn kar saky gy agr ap jald bazi sy trading karin gy to ap ko loss ho ga or ap ka acount wash ho sakta hain is liy forex main suber sy kam karin
                • #9 Collapse

                  Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

                  g han ap nee tho kaha hai the hamen trade open krne se pehle apne work yaeni profit ke bare men planning kr leni chhye r us ke mutabiq he lot size lga kr r take profit ke entry lga deni chhye qk kbhi kbhi aisa bhi hota hai keh hum ko bht din to trade men loss hota hai to jb profit ke Bari ati hai to km profit men close kr dete hain to profit acha earn krna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

                    Walikum assalam mera khayal hai k jab hamy apny balance k hisab se munasib profit lagy to usy accept kerty huy trade ko close kerd dena hi behter hai r khas jer iab hamari trade kagi time se loss main ho to trade profit main any l bad ziyada ka laluch na kiya jay r us trade ko close ker k apna profit gain kiya jay kiun k sometime aesa hota hai k laluch main aker ham apna thora profit bhi laluch ki nazer ker dety hain to laluch kabhi na karen
                    • #11 Collapse

                      Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

                      kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie balki hamesha shabd ke sath working karni chahie kyunki jab Ham jaldbaji karte Hain to hamen Los hi hota hai aur kabhi hamen kuchh profit hasil nahin hota hai agar aap achcha profit hasil karna chahte hain yah aap kamyabi hasil karna chahte hain to aapko hamesha Sabra ke sath aur mehnat ke sath working karni
                      • #12 Collapse

                        Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

                        ji nehi meary kheal se humen kisi bhi kaam mein jaldbazi nehi karni chahey kunke jaldbazi mein hamesha hi nuqsan hota hai isley nato humen forex mein trade karne mein jaldbazi karni chahey or phir nahi profite hasil karne mein jaldbazi karni chahey kunke isse loss ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

                          Asalam o Aalakum g bikul jab hamy apny balance k hisab se munasib profit lagy to usy accept kerty huy trade ko close kerd dena hi behter hai or profit ke entry lga deni chhye qk kbhi kbhi aisa bhi hota hai keh hum ko bht din to trade men loss hota hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: kia profit gain karny main bhe jaldbazi ki ja sakti hai ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                            ASSALAM O ALIKUM guys kia hum profit gain karny mainbhe jaldbazi kar sakty hain ya mazeed profit hony ka intazar karna cheye ....mery khayal sa jub hamen munsaib profit nazar ata hai to hamen tarde ko close kar dena cheye or munasib profit le lena cheye ...zeada k chakar main insan mazeed lalach karta hai ...
                            Ham Logon Ko profit Hasil karne mein jaldbaji nahin Karni chahie balki long term trading Karni chahie tab jakar Ham Logon Ko Achcha profit Bhi Hoga aur ham log slow slow kam Karenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X