choti choti galtian improve karna zarori hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

    chhoti chhoti mistakes bhi bahut badi Ban jaati Hai Jab aap loss karte hain. Kyunki loss aapko Bada Ho Jata Hai yah aapko nuksan bahut jyada deti hai. Isliye agar aap chahte Hain Kya acha Kam karen to aapko mehnat karni hai. Aapko kam ko sikhana hai. Aur agar aapane koi system banaya Hai To fir. Aap Achcha kam kar sakte hain. Aur usko strictly follow kar sakte hain. Agar aap usko strictly follow karenge to hi aapko acchi earning hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

      Hn g ap ny tk kaha h ya chuti chuti mistakes hti hy jinhy hm improve kar k hi kuch sikh pty hy achi earning kar paty hy mistake hamare apni vja sy hti hy hmy chahiy k hmy zada itni mhynat karni chahiy k treading my apny experience ko is kabil bnay k mistake sy loss na ho
      • #18 Collapse

        Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

        Friend aapane bilkul sahi kaha hai ki Chhoti Chhoti galtiyan improve karna bahut jaruri hai Inhi chhoti chhoti ghaltion ke Piche Ham bahut bada nuksan kar Baithe Hain Agar Ham ine Chhoti ghaltion ko theek kar sake To Ham Kamyab Ho Sakenge
        • #19 Collapse

          Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

          Dekho koi bhi insan aisa ni jou k beghair experience k kuch seekh sakay. Forex bhi isse tarah hy k ap apny ghaltiyo sy seekho aur jou ap ny pehly kee hy unn kou dobara na apnao. Laiken iss k liyay zarori hy k ap sb sy pehly zyada sy zyada demo trading kiya karein aur acha knowledge hasil krein. Jou log signals provider follow krty hy unn kou risk management ka idea hou.
          • #20 Collapse

            Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

            g bilkul hamen hamesha he choti choti galtiyun ko improve karna cheye or improve kar k he agy jana cheye ..agar hum apni galtiyun ko improve nahi karen gy to hum kbhi bhe kamiyab nahi hongy na he achi earning gaain karen gy ...
            • #21 Collapse

              Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

              Ji bilkul Choti Choti mistakes ko improve karna bahut zaruri hai Jitna ham apni mistakes se sikhte hain aur improve karne ki try karte hain utna hi Hamen success Hoti Hai Kyunki is Karobar Mein mistakes ki space Nahin Hai humy chahie ki Ham mistakes ko khatm karne ke liye unpr focus Karen or remove karen
              • #22 Collapse

                Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                Jo log yahn kaam krty howy or kafi zyda ghaltiya krty hain un k liye yeh zrori hay keh woh in ko bar bar repeat na kiya kren kyun keh yeh kam k myar ko down krti hain or aisy kam k is forum pay kuch bhi nhin milta hay achi lerning say hi aisi ghaltiya improve ki ja skti hain
                • #23 Collapse

                  Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                  han bhai hmari ghaltion ki waja sy hi hmain nuqsan hota hy bhai hmain apni ghaltion ko improve kerna chahiay bhai hmain chahiay kh hum in choti choti ghaltion ko ignor na karin bulkh hum is main khob mehnat karin or is ko improve kerny ki koshish karin
                  • #24 Collapse

                    Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                    Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k Forex market mai best preform krna hai tou ap ko es market mai mistake ko control krna hai aur ap ney apni mistake ko control kr key market mai best streategy key sath trade krna hai. Tou ap market mai best preform kr sakty ho.
                    • #25 Collapse

                      Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                      Jb bhe hum tradingg krtaii haiin uss waqtt humain nuqsan hotaa haii too hmain apne ghltiaan nazar ate haiin jb aisa moqaa ayaii to us nee sekhnaa chaiyaii agarr aisa nhe krain gyy to profitt nhe mil paii gaa agaar in ko theek krain gy too achaa profitt bnaa sktaii haiin aurr uss se apnee zroriat ko bhe poraa kr sktaii haiin aur apna future bhtaar bnaa sktai haii mehnat krnai wala kabhii bhe peechai nhee rehta wo zror kmyab hota haii
                      • #26 Collapse

                        Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                        yes dear agar hum apne mistakes ko improve karty hain to he hum kmayab ho sakte hy ess liye humy chahiye ky hum sy jab bhhi koi mistakes ho chahiye b wo chote mistakes ho ya bary mistakes ho humy usy improve karna chahiye tab he humy acha knowledge bhi gain hoga aur hum kmayab bhi hon saken gy mistakes karna bary baat nahi hy mistakes to sab sy ho jaty hain magar humy apne mistakes sy sabaq seekhna chahiye aur unhy improve karna chahiye
                        • #27 Collapse

                          Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                          ji han bilkul Ham Hain apni choti choti mistake Koi ignore karna chahiye trading Mein choti choti galti se humara zyada zyada nuksan hota hai trading Mein Hamesha kabhi bhi galti na Karen kyunki yah choti choti galti yehi account wash karwa deti Hain Hamesha zyada Se zyada mehnat Karni chahiye Jab trader mehnat karega to is se trader ka bahut zyada fayda hota hai trading Mein hardworking karne wala trader hi Kamyab hota hai jo dil lagakar mehnat kar dete Hain unhen bahut zyada success milti Hai successful hone ke liye hardworkingg karne se Milegi trader ko hard working Karni chahiye kyunki hardworking karne wala trader Forex Mein Kamyab Hota han hai lekin jo mistake mistake Karta Hai uska bahut zyada kahan hota hai apni mistake se Hamen sikhana chahiye kyunki Jab Ham apni mistake se sikhate Hain to is se hamari mistake repeat Nahin Hoti Hamen zyada Se zyada mehnat Karni chahiye kyunki yahan per mehnat karne wala hi kamyabi Hasil kar deta hai Forex Mein mistake karne ka matlab apna hi nuksan karna isliye Hamen yahan per bilkul bhi mistake Nahin Karni chahiye kyunki yahan per mistake ka matlab nuksan hota hai Hamesha mehnat Karte rahna chahiye unki mehnat karne se kamyabi Milegi mistake karne se hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                            Thek kaha ap ne hame apny choti choti ghaltiyon se bhi learn karna chahiye aur khud ko improve karna chahiye trading me hame choti se ghalty se bhi loss ho sakta ha aur agar ap is ghalty se learn nahi karo ge to apko baar baar loss bhi hota rahe ga is liye khud ko improve kare
                            • #29 Collapse

                              Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                              Bahut Sare members Aise Hain Jo apni Chhoti Chhoti galtiyo ko ignore karna chahte hain avoid kar Jaate Hain vah samajhte Hain ki koi ahmiyat nahin hai jabki aisa Nahin Hota Jab Ham Chhoti Chhoti Galti Man Ka meet Nahin Denge To Ham unhen galtiyo Ko na sirf repeat Karenge balki UN galtiyon ko big mistakes ke andar change kar lenge jisse Hamen big loss ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: choti choti galtian improve karna zarori hain

                                G bhai ap ne bilkul she kha he hame apne choti choti galtion ko imorove krne ki bht zrorat haen q k yhe chote chote bateen ya to hame kamyab bnate haen ya phir hame nakami ka had darje tk phncha dete haen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X