well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, humein apni trading ki planning, working aur strategies koi khud he banana chaheay aur khud he unn mein aanay wali mistakes ko identify kar kay sahi karna chahey, ager hum kisi aur ki strategy ko follow kartay hain tou hum kisi stage pey aa kay ager phans jatay hain tou hum uss say nahi nikal saktay hain kyun kay wo uss kay mind set kay hisaab say bani hoti hai aur usko pata hota hai kay uss nay kab aur kya step lena hai...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим