Our own strategy is best choice for success.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    ma to yaha new ai hoo mughy forex trading ka bary ma itna nahi maloom ma is bary ma nahi janti zada is bary ma or ya stargity ka bary ma manahi janti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      yes you said right. if we want to make progress in Forex trading then we have to believe and implement our own strategy and planning. this will help us for making success in future and present.
      • #933 Collapse

        Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barktihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all bhai ne boht achi post ki main to is se agree hon aur is haqeeat se inkar bhi nahi kia ja skta kay hum agr apnay tarikay se bid lga kr earning krain to hamin kafi had tak kamyabi hasil ho jati hai aur hum kafi had tak achay trader ban sktay hain....................
        • #934 Collapse

          han ji hamari apni he koi aik strategy honi chahiye forex me kiun ke forex me jab tak ham apni aik alag strategy nahi bana lete hain ham is business me kamyabi hasil nahi kar sakte hain is lye apni aik alag he ham ko strategy bana leni chahie .
          • #935 Collapse

            g bahi bilkl theek kaha apne ke ye hi best hai ke hm apni khud ki strategy banayen na ke doosron ki strategies pe amal karen,kiunke is mein practice hi apko sikhati hai aur agar ap ek acha trader banna chahte hain to apko apni own startegy zaroor banani hogi taake ap is mein kamiyab hosaken.
            • #936 Collapse

              dear hamain chaye k hum is main kissi ke bhe signal ya strategy ko use na karain balky hamain chaye k hum is main learning karain and apni khud ke koi strategy ban ak us ko follow karain...
              • #937 Collapse

                I think when you are trading in Forex market than you want to get successful trading which can help you to increase the balance . I think the better policy in my point of view is that.you trade with low volume and can not get high volume entry.you can get another entry after some distance.
                • #938 Collapse

                  hame js tarah zindagi me taget set karte hain aur un ko achive karnr k leye koi planning ya strategies bnate hain isi tarha trading me me strategies ko bnane i bht zarorat hoti ha q k is k banane se he hamara target meet karta ha aur hum is se ache trader ban sakte hain..
                  • #939 Collapse

                    yes our own stretegy is best but ager hum ne sikha howa ho to experience and knowledge ho to warna apki stretgy bekar hai apko chahye learning or practice kare then ap forex me earning kare, forex risky business hai jabhi is me ehtiyat ki zarort hai
                    • #940 Collapse

                      forex ke business me hamari apni strategy he hamare lye faida mand hoti hai jitni achi hamari strategy ho gi utne he acha ham is me kama saken ge is lye ham ko is me achi strategy bana kar chalne ki zarurat hai tabhi faida mil sake ga .
                      • #941 Collapse

                        zrori ye hai keh agr ap apni strategy phy work karty ho ay dosri ki startegy phy..agr ap kasi aur kis taretgy phy work akr rhy hain tu us strategy ko folloe karny k lye be apko apni startegy bnani praigi mtlb us strategy ko apni startegy ya apni plan k mutabiq banan praiga tb eski smjh ayegi aur long term use kar skianagy
                        • #942 Collapse

                          yes you are right. har trader ko apni strategy khud hi banani chahia. kayun ka apni strategy ko wohi bahtar toor par samajh sakta ha aur profit hasil kar sakta ha . agar us ma koi ghalti ho jai to wo khud hi samajh kar islah kar sakta ha jab ka ksi aur ki strategy par discus to kar sakta ha magar us ma ghalti ko samajh nahi saka ga.
                          • #943 Collapse

                            I think all traders in forex market if they want to make money here, they must learn in demo account first. Demo account is the proper way to learn about Forex business . In demo account any one can test his strategy and practice and make experience without real lost.
                            • #944 Collapse

                              forex main hamain aik khud ki strategy banani party hai.agar ham koi bhi strategy banain tu phelay us ko demo k account main check kar lia karin.phir real main try karin
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                hello g Ache forex traders apni khud strategy banate hein aur woh unka secret hota hai, buhat se famous forex traders aur brokers ne books bhi likhi hui hein is bare mein, Forex mein basics tu same hoti hain lekin strategy sab ki mukhtalif hoti hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X