Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aksar dost forex ko chor q jatay hen?
    Dosto men ny aksar doston ko dekha hay jo bhut khushi se Forex pe atay to hen magar jatay bhut bura impression lay k.
    asa q hota hay is liye q k wo dost apna knowledge istamal ni krtay , balkay wo dosron ko copy krtay hen , asa krnay wala kabi kamyab ni ho skta .
    dosto apni mehnat aor lagan ko jari rakhen inshaAllah kamyabi mumkin hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

    Gee haan aap ki baat bilkul theek hai forex ko bohat say log chor jatay hai wo iss Lia chorty hai jab wo mehnat nahi krtay tu un ko nakaami hoti hai iss Lia wo chor datay hai forex ko mehnat say kaam kray gay tu kamyabi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

      Qk wo theek tareqe se es business mo samjhe bagheer Kam krne lg jate Hain ya unko koe theek tareqe se guide nahen krta es lye aksar log es business ko choor jate Hain agr hum es business ko theek tareqe se sekhen gy to hum es business se acha profit hasil KR paen gy or es me Kam krna bhe nahen choren gy
      • #4 Collapse

        Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

        ager kisi bhi trdaer ko forex se loss hota ha tu usy apni mistake se hota ha ager wo is main safe kam karty tu is se unhin nuqsan nhi uthna parta is risky business main sirf wo trdaers achi earning kerty han jo k is main safe kam kerty han is main thori se lalach se humara acount wash ho sakta ha is liay humain jitna mumkin ho saky is main safe kam kerna chahiay.
        • #5 Collapse

          Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

          Dear iss may jab ya kam kartya tha to in ko iss mya los ho ho ga suber say kam nahi kiya ho ga jiss ki waja say iss ko itna zada loss ho hya ager suber say kam kartya to zaror kamyab ho saktya thya
          • #6 Collapse

            Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

            Yes forex ko aksar log es lae chor jaty hai k yaha loss ki percentage bhot zayada hai or profit ki bhot kam hai, es lae mayoos ho jaty hai, unko sochna chahe k loss ma unko nuksan to kio ni howa, kiu k unki pocket sy to kuch ni giya phr loss kesa,
            • #7 Collapse

              Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

              Forex market me knowledge aur experience hasil karny me agar nakami ho jaye ya per over trading aur apni ghaltiu ki waja se traders bahot zeyada loss face kar lety hey to es condition me 99% traders esy hoty hey jo Forex se alag ho jaty hey magar esa bilkul be nahi karna chaye aur last stage tak jab tak kamyabi na mily us time tak traders ko experience aur learning gain karny ki koshish karni chaye, traders ki kamyabi 100% us ki learning par aur us key mehnat karny par depend karti hay.
              • #8 Collapse

                Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

                Ge dear khuch log menahat nai Kar sakaty jis ke waja sc forex forum chor kar chaly jaty hain is lay hamy chay ka is forex main active ho Kar Kam Kary or apnay senior ko follow Kary or posative mind ka sath Kam Kary ta ka acha result mily
                • #9 Collapse

                  Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

                  Dear friends yah online business hai kuch log isliye chod jaate Hain kyun k unhen iske bare mein sense Nahin Hoti wo mehnat Nahin Karte unhen koi profit JB Nahin hota to isliye wo chod jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

                    Forex trading ko log is liye chor jaty hein kionkeh unko bar bar loss hota hai loss se tang aa kr woh ye decision lety hein mery khayal mein ye theek bhi hai jb trading krn6 ka tarika na ata ho bar bar loss krny se behtr hai trading chor kr koi aur kaam kia jaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

                      dear friend kuch log forex trading ko achhi earning ka asan zaria smjh kr join krtay hn aur mehnat naen krtay na he woh forex ka knowledge aur experience gain kr k trading krtay hn aur jb unhen loss hota ha to mayoos ho kr forex trading ko chhor detay hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

                        G bilkol aisa hi koch log bahut khushi sy forex ko join krte hen jab tak unhe profit hota rahta hai wo forex ki tarfun k pul bandh dete hn jaise hi koi bra loss ho jata hai forex ko chor kr forex ki boraiyan krna shuro ho jate hn es leye aise log kabhi bhi kisi field main kamyab nahi ho pate hume forex main mehnat krni chae kiun k forex ak bahut acha business hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

                          Kuch log forex per mehnat Ni karty aur jab fail ho jaty Hain. To forex trading ko chor dety hain. Liken jo mehnat karty Hain woh kamiyab ho jaty Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

                            Aksar log forex ko chor jaty hain wo himat har jaty hain wo log koshesh ni krty aur ak dafa lose hony ko nakami smjh lety hain kmyab hony k liay insan ko bar bar mahnat r lagn sy koshesh krna prti hy Jo k wo ni kr paty aur forex ko chor k chaly jaty Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aksar dost forex ko chor q jatay hen?

                              Baaz dfa jb market k fluctuations mn taizi ati h to kch log forex ko chor daty hn wo smjhty hn k is mn kaam ka koi fida ne h halak unki ye soch galt h q k jesy loss hta h wesy profit mn b markeet zaror ati h so chorny waly logon ka masla ye hta h k unk ander sabar ne hta is lea wo is ko chor daty hn laken kamyabi unko milti h Jo her hal mn trade kerty hn or yaken rakhty hn k markeet unk lea b favour able ho ge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X