gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

    gold pay abhi trade karna bohat he risk hai kyon ky gold main crona virus ki wajah say bohut he kharab movement ho rahi hai jiss ki waja say es ko na he buy karna thek hai aur na he isko sell karna thek hai gold main ham ko tab he trade karni chaheay jab yeh apne kisi trend main bethy aur es main koi tecnical movement nazer ayy gold ko kabhi bhi news pay trade nahi karna chaheay kyon ky yeh aik boht he risky pair hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

      G han dear ap ki bat bilkul theek hy gold Kisi bhi waqt upar ja sakta hai iski movement down hone se treatise dhokha kha jaate Hain isliye gold mein yad loss hota hai gold ki movement samajhne ke liye time lagta hai gold mein Tu expert bhi loss ho jata hai filhal gold ki side way movement ho rahi hai aapko careful rahana hoga isliye hamen chahie achcha experience Karen hamen achcha Nahin hoga ham trade mein successful Nahin ho sakti Forex main kamyabi hasil karna chahte hain to aapko chahie kya aap zyada se zyada Mehnat se Kam Karen aur acchi quality ka kam Karen taki kamyabi hasil ho sake
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: gold k neechay aanay par dhoka na kaaye.

        bahot sey lago ney jald bazi ki thi jab gold 1600 par puncha to logo ney dekha k ab nechy ayai ga jaldbzi or lalach ka muzhira karty hoy un logo ney barra lot siz use kiya k wo ik bara profit hasil kary geyai but hua yoo k gold oper 1685 par punch geya jis ki wajah sey un ka account wash ho geya in sey sbq yeah milta hai k lot size kam rkhy or sabr sey kam ley
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge

        اب آن لائن

        Working...
        X