Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

    Forex trading mian bhut SA members Han Jo loss ko dekh k ya Kam chor dety Han ya ghabra jaty Han tu in Members ko MN kehna chata hn ka kabi v loss SA ghanty Ni or na choren qk loss forex trading k ahem hisa ha ya sub ko hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

      han bhai loss to is business ka hisa hy bhai hmain chahiay kh hum kam lot size use karin ta kh hmain is sy loss na ho bhai hmain chahiay kh hum mayoos na hon q kh mayoosi sy hum kuch nh ker sakty apna hi nuqsan kerty hn hmain chahiay kh hum loss sy khud ko improve karin
      • #18 Collapse

        Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

        Thek kaha ap ne hame loss se ghabrana nahi chahiye kiu ke forex aik business ha aur loss business ka part ha loss kisi ko bhi kisi bhi waqt ho sakta ha is liye hame is ko dil par nahi lena chahiye loss se learn kare aur is ka samna himat ke sath kare agar ap aisa karo ge to ap aik din zaroor kamiyab ho jao ge
        • #19 Collapse

          Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

          Jb hm forex mn trade ko start kerty hn to trade hmesha loss sa he start hti h to hmen is sa kbi b gabhrana ne chaya balky hmen himat or azam k sath loss ka mukabla kerna chaya tb ja k hm profit hasil kerna k kabil hty hn so kbi b hmen dil chota ne kerna chaya q k loss or profit business ka hissa h ager markeet mn aik trader ko loss hta h tb he dosry ko profit milta h.
          • #20 Collapse

            Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

            Dear jo bi new user hota hay us ko loss ziyada hota hay quen kay wo market ko samajhn nahi paata hay to iss waja say loss ka hona aik arzi baath hay laykin jab aap aik achay trader ban jaatay ho to bi aap ko loss ho ga laykin iss sorat may aap ko jo loss ho ga wo profitable ho ga.
            • #21 Collapse

              Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

              Ji bilkul jinhon ko loss hota ho unko ghabrana nahen chahye Bal k apne me wo galti dekhni chahye his ki wajah se loss hota ho ta k next wo es galti se Bach KR acha profit hasil kren or vese bhe loss or profit es business ka hissa hain
              • #22 Collapse

                Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

                Ji friend Hamen loss hone se ghabrana nahin chahie balki loss to Forex form ka hissa hai Forex form kya balki koi bhi business Ho usmein Hamen loss Jarur Hota Hai Ham bus Hamen loss ko recover karne ki koshish Karni chahie ke dwara loss Na Ho
                • #23 Collapse

                  Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                  Aslam o Alkum
                  Dear forex members forex trading main agar ap ko loss howa hai to ap ne kabhi bhi preshan nhi hona kyun ke loss hona forex business main aam c baat hai our agar ap ko forex business main loss ho jata hai preshan nhi hona sabar se kaam lena hai our ise recover karne ki koshish karni hai.
                  Forex ke business ke upar kam karte ho agar aap Logon Ko loss ho jata hai to aap ko is lost ine Nahin ghabrana chahie basically aap Logon Ko mehnat Karni chahie aap Logon Ko lost Darna Nahin chahie yah Ek hissa Hai profit and loss business Ka hissa Hota Hai Hamesha
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss se Na ghabrao Loss Forex Business ka Ihm Hisa Hai

                    dear agar ham is markeet main is niat say kaam kartay hain k hamko har aik trades main achi say achi earninig milty jaye aur hamko koi kisi kisam ka lose na ho to ham bahut barry mistakes ka shikaar hain jis say bachnay k liye hamko jub jub markeet main lose aye hamain usay araam say accept karna ham pay lazim hona chaye aur agar ham aisa nai kar saktay hain aur is niat say kaam kartay hain k hamko lose mukammal tour pay na milay to ham kabhi bhi is markeet main kaam nai kar saktay hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X