Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

    Ji han bhai jaan aap bilkul sahi kah Rahe Hain Ki Businessman lalach nahin karna chahie Jiski vajah se Hamen loss Ho lalach Kyunki bahut Buri Bala hai isliye Hamen koshish karne chahie ki is Bela se bache Rahen aur Har kam Sabar o tahamul se Karen....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

      Dear yahan par aik faraq hay agar aap lalach iss ko kah rahay ho kay aik user nay aik din may 500 usd kama liya hay laykin wo or paysa bi kamana chahraha hay to phir ya to lalach nahi hay quen kay user ko aaj ki market kay baray may pata hay to hi wo aaj hi paysa kama raha hay laykin agar user ko market kay baray may koi andaza hi nahi hay or luck ki waja say us ki entries sahi ho jaay to phir wo agar mazeed kaam karna chahta hay to us ko loss ho jata hay phir bi wo kaam kar raha hay to phir ya lalach howa.
      • #18 Collapse

        Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

        G han dear bilkul ap ne thek kaha hy forex business aksar member ko loss bhe lalach kerne ke waja se hota hy forex business mein jitna jaldbazi or lalach se dur rehn ge utna hamain achi success zror milty han es liye knowledge ko gain kerte reh ge to kamyab bhe hon ge
        • #19 Collapse

          Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

          dear frinds g han ap ny thk kaha hy keh lalach kr ky ham aksar loss kr bethty hy is ki wja yeh hy keh forex par trade krty hy tu hamye profit melta hy ur agr ham lalach sy trade kry gy tu hamra profit loss hota chala jae ga ur hamry hath me kuch nhe aye ga jo ap ko melta hy ap us ko accept kr ly ,ur na lalach me a kr us profit ka agy trade kr jo ap ko nuksan dy ga ..
          • #20 Collapse

            Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

            G haan bhai jan ap na bahut achi bat ke hai ka jab ham lalch krta han tu ham ko lose bhe tab hota hai kiun ka trading main jo bnda lalchi hota hai wo kabhe bhe kamyab nea ho sakta hai us lya ham ko chaya ka ham lalch sa dor ho kr trading kran tab he ham acha profit kama sakta han
            • #21 Collapse

              Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

              yes dear ap ki bat thek hai main bhi app ki bat pay agree houn forex main ja bhi trader lalch say kam karty hain tu wo loss ka samne karty hain lalch say bachny ky lea forex main plan tayar kia jata hai aur uss plan ky theat hamain trading karni parti hai phir he ham lalch say bach sakty hain kyon ky plan main complete target rakh kar kam karty hain jiss ki wajah say ham ko lalch pas bhi nahi ata es lea plan karny sy ap lalch main any say bach sakty hain.
              • #22 Collapse

                Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                G han dear ap ki bat bilkul theek hy lalach karne se hamesha loss hi aata hai isliye hamen chahie ki ham lalach se koi kam na Karen jab ham koi kam karte Hain to ham Kabhi successful Nahin hote isliye hamen chahie ki ham lalach se dur rahakar kam Karen jab ham lalach se dur rahakar kam karenge to hamen acchi kamyabi hasil hogi agar ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen chahie ki ham Forex mein jyada se jyada main se Kam Karen hamen acchi kamyabi hasil ho sake
                • #23 Collapse

                  Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                  Bikul baat such hai.forex m age hum lalach kren gay tu kamabi hassal nah kren gay.humesha loss use ko ata hai ju forexfrum m lalach ki such sy kaam karta hai.Lalch bandy ko Tabha Kar deti hai.ju log lalach karty hain humisha loss onto logu ko ata hai.humen chahy zyda sy zydamehnat kreen taka hum forexPakistan m kamyabi hsal kren woh beghair lalach k.
                  • #24 Collapse

                    Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                    ham jab bhi lalach karain ge ham aksar loss hi karte haina kyon ke emotions meinham risk to reward ko bhool jate hain aur phirjab loss hota hai to hmain buhat bara loss hota hai is liy hmain bus mehnat karni hai aur acha kaam karna hai agar ham acha kaam karain ge to hi ham kameyab ho saken ge is liye jitna bhi ho sake acha earn karain aur achi mehnat se kaam karain
                    • #25 Collapse

                      Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                      Ji haan lalach karne ke bad Hamara nuksan Hota Hai Hamen kabhi bhi Apne karobar Mein lalach Nahin Karni chahiye Lalach se bahut zyada loss hota hai trading Mein lalach Karne Se nakami milti Hai Hamen lalach bilkul bhi nahin Karni chahiye balke himmat ke sath kam karna chahiye kyunki Jo trader himmat Aur Sabar ke sath kam Karta Hai wohi trading Forex Mein Kamyab Hota Hai Har jagah zyada Se zyada mehnat karega to wohh zarur Kamyab Hoga training Mein Hamesha mehnat karne se hi kamyabi milti hai lekin lalach karne se Hamara loss hota hai Forex trading mein zyada Se zyada hard working Karne Wale trader Kamyab hote hain agar Ham ismein Dil lagakar mehnat Karte Hain to Ham Kamyab hote hain reading Mein Hamesha mehnat karne se hi kamyabi milti hai agar Ham zyada hardworking Karenge to isase Hamara fayda Hoga Forex Mein hardworking Karne Se Hi kamyabi milti Hai Har trader ko Forex working Karni chahiye kyunki Jab trader Forex Mein mehnat karega to is trader ka bahut zyada fayda hota hai trading Mein mehnat karne se hi kamyabi milti hai zyada mehnat Karne Se kamyabi Milegi agar Ham zyada mehnat Karenge to Kamyab honge Hamen mehnat Karte rahna chahiye mehnat karne wala trader hi Kamyab hota hai lekin yahan per lalach Karne Wale trader ka bahut zyada nuksan Hota Hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                        lalach bilkul hi borii baala hai ham ko bilkul hi lalach sey kam nahi karna chahi hai ham lalach profit main bahot ziada nuqsan kar bethty hain hamesha sabr k sath ham ko kam lina chahi hai or emtion ko control karna chahi hai traiding mainagar ham emtion k sath traiding kajrty hain to ham kbhe ik acvha profit nahi kama skty hain
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • #27 Collapse

                          Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                          Loss hamaya is kam sy kbhi bhi naia krna chiya hamaya chiyak ham is my aoan ham liss na kry ha shi aoanai ham mbabt k stah hi ham aoana kam kry to hi kuch mik sgy ga ham sahi shai ham kam krygy ti tohamykuch hasilho sgy ga mhant hi sab sy zeada zarorie hoti hy
                          • #28 Collapse

                            Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                            Forex trading ak ASA business ha jis main emotions ki koi jagha Ni ha or khas Kar k lalach ki tu bilkul jagha Ni ha AP jitna lalach kren ga utna loss krty Jain ga is Lea hmesha lalach SA door rahen or mehnat SA Kam kren bs
                            • #29 Collapse

                              Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                              Lalch aksar insan ko dibo deta hy is trha business men bhi lalch krny sy lose hota hy ziada profit hasel krny ki lalch men business man bhot ziada lose kr bethty Hain is liay soch samjh k business krna bhot zarori hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lalach karkai hum aksar loss kartay hain

                                G dost thek kaha ap ne ham log lalach kar ke apna loss karte ha lalach hame sirf aur sirf nuksaan de sakty ha lalach se hame kabhi fayida nahi hua lalach bury bala ha aur hame is ko apne andar se dur kar lena chahiye kamiyab hone ke liye zaroori ha ke ham apne andar se lalach ko nikal de

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X