Trader never follow Forex diseases.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    My dear friends i am accede with you forex trading business capital ziada tar log apni lalach ki waja se atay hain kuch log hain jo yahan acha business kartay hain ager hum ko yahan kamiyaab hona hai to acquisitiveness affect aur beneath backbone se apni barter ko duor rakhna hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      dear friend forex ma ap ko chahy ka ap kbi be ap greedy or apna emotion ko follow na karay.kue ka greedy or emotion hona ke waja sa ap ko boht loss ho sakta hai.greedy or emotion hona sa ap apna account loss kar sakta hai.
      • #288 Collapse

        hellow my dear friend. jee han dear. apny belkool theek bath kahey. forex trading forum mai bhoot kisam ki diseases hain. lyk emotions. jiss pai control kerna bhot mushkil hai. lyk Greed. lallach burri balla hai yai tn sbhe jantay hai. phir practise na kerna. in sab cheexon sai humain loss hota hai. soo keep learning dear
        • #289 Collapse

          market ka trend batati hai iss main mukhtaliff qisam kay indicators istemal kiye jate hai aur inn kay periods diye jate hain aur yeh market kay trend ko show karty hain kay ap ny buy ki trade lagani hai ya sell kikartay hoey is pay kam kar kay kamyab ho saktay hain .kion kay koi bhi business start karnay say pahlay zarori hai kay us ko achi tarah samajh kay aik perfect planning ki jaey aur planning kay bad mehnat say us plan ko follow kar
          • #290 Collapse

            my dear friendds forex trading marketing ki ek esi trading website he jo kafi achi he r ye such he apnai in cheezon ko bilkul sahi name diya, disease, and waki yeh trader kai capital kai liyai disease hai. Greed trader ko ghalat orders lagwa deti hai jis se us ko kafi nuqsan ho jata he.
            • #291 Collapse

              mery bhai men ap ki bat samajh gya hoon ap ka sawal ye hy ky trader kabhi bhi forex diseases ko follow na kary to mery bhai aap bilkul theek keh rahy hen men ap ki is bat sy mukammal tor par agree karta hn agr ap forex trading business men kamyab hona chahty hen to forex diseases yani greed or emotional trading sy door rahen agr ap meri bat follow nahi karen gy to kabhi kamyabi hasil nahi ho ga
              • #292 Collapse

                g han dear mera b yahi khiyal hay k aik tarder forex k khatron ko nahi janta or wo soch smjh kar trade b nahi karta iss liay wop iss ki bimari ka shikar hop jata hay or loss kar bethta hay iss k liay apko hard work ki zruraty hay.
                • #293 Collapse

                  yes i agree with you friends acha trader wohi he hai jo is main kissi lalch ke waja se nai ata balky us ka aim hota hy k wo apna business kary ,,,than us k liye wo mehnat karta hai and hamain is main lalch,mental disturbance and baki bemariyo se bacha chaye ta k hum profit earn kar saky...
                  • #294 Collapse

                    Forex main kamyab wo hay jo zada se zada demo per kam karne ke bad hi is main kam ko shuro kare tu is main us ko kamyabi mile ge warna app ko loss ho ga aur app ko loss app ki waja se hi ho ga aur app ko is main zada se experience aur app ko jo bhi mile ga app ki practice se mile ga .
                    • #295 Collapse

                      jee han ap ne theek kaha hi ke forex tarding main bohat se bemarain hain jin ka elaj kerna zaroori hi jese ke greed emotions fear and lack of knowledge agar ap inn cheezon ka elaj nahi kero gye to ap trading main kamyab nahi ho sakte abhi is forum me new ho abhi mehnat kr rh ho phr easily big invest kro ga ye bht hi best business hai is se acha koi business nhi hai onnline internet market me
                      • #296 Collapse

                        g brother you are absolutely right sab traders ye bat jante hain ke greed,emotions aur less patience unhe kabhi kamyab nai hone dega phir bhi wo iske victims ban jate hain..hme chahye ke hum in chzn ko avoid karen.
                        • #297 Collapse

                          G han mere bhai mai aap ki baat se agree karta hun humain greed nahi karni chahain aur na hi shorcuts use karne chahain apne emotions ko control karna chahain phir hi hum ek ache trader bun sakte hai aur forex se achi earning kar sakte hai is business mein kamyab hone k liye in things se bachna ho ga.
                          • #298 Collapse

                            ji ye sach hai sach hai k jo traders hain wo apne mind aur strategy se hi chalte hian wo kisi ko follow nahi karte aur na kisi khas chez ko mind main late hain un ka trade karne ka apna hi 1 khas tareeqa hota hai.
                            • #299 Collapse

                              98% people loss their money because lacking of knowledge. If you have no proper knowledge about this business then you always fall in loss. Actually this business need highly knowledge and experience.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                very good sharing dude.trust me ye buhat hi informative topic hai is per sbko apne apne reviews denna chayeh aur seekhna chayeh ke akhir hamhe loss kyu hota hai yehi kuch choti moti cheezo se.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X