Trader never follow Forex diseases.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    agar deka jay toh buhat se traders yahe diseases follow krty hy esly toh unko loss ziada and profit kam hoti hy. lakin ek expert and good trader k pas yeh ehsas hota hy esly wo buhat care krta hy oor en cheezon ko overcome krny ke try krta hy..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g haan sahi kaha aap ne brother forex mein jab koi aik long time period guzaar chuka hota hai to usko forex k baare mein bohat knowledge haasil ho jata hi jis se phir wo relax aur easy ho kar trade kar sakta hai
      • #33 Collapse

        dear jaab tak ap Forex ka safety rule sko follow nai karo ga tab tak ap aik acha trader ban hi nai sakta hon . during trading ap ko apna emotion paar control rakhna chahiya jab ap apna emotion par control kaar lo ga to ap aik acha trader ban sako ga dosri baat ap ko grreedy khatam karna ho gi forex main greedy Forex ki dushman ha jis sa logon ko lose hi huwa ha hamesha sa
        • #34 Collapse

          sir jo experianced traders hain un ko ye cheezen matter nahi karty q k seniour members ne bohat struggle kar k tajurba hasil kiya hota hai aur jahan tak deseass ki baat hai to sab se barhi bemari greed hai jo ere khayal se seniour traders us se door he rehtay hain
          • #35 Collapse

            bilkul janab yeh bat kafi had tak sahi hey aur bohot sarey trader jab yahan par forex ke profit ko dkhtey hain to woh apne emotions ko control nahin kar patey hain aur is main fail hi ho jatey hain.
             
            • #36 Collapse

              ap ki bat sai ha bhai asa aksar hta ha k hm bht kosis krta han but phr b hm in disease ka victim ban jata ha mana kud bht bar apna ap ko greed sa roka bht dfa asa b hua k greed sa muja faida hua but zayada daafa asa he hua k mana loss kia or yahe bat k sab sa khatarnak diseases ak to greed ha or ya jalbazi ha or ya bht dangerous han
              *** ThUnDer ***
              • #37 Collapse

                forex trading main emotions hamary profit kay enemy hotay hain. jis nay apnay emotions ko control kar lia os nay profit earn kar lia. hum emotions ko khtam nahi kr sakty albata control kar sakty hain because yeh naturally hoty hain. isk ilawa small capital say trade karna bhi nuqsan de hota hay or loss karwa daita hay.
                • #38 Collapse

                  trader follow krty h diesease but wo Apni emotion and feeling ko chupa bi nh saktay kayn k uno ny jab aik aesi chiz par apni kamai income lagi ho ar as ki market boht down ho jay tu loss aik emotion hi ban jata hai.
                  • #39 Collapse

                    yes agree to you kio is Forex trade may trader ko ye batain zeb nhi deti kio ye cheezain trader ko nuqsan k sbab bnti hain or wo iski waja say nuqsan uthata ha is liay tahmul or baetmad traiqay say trade krna chahaye.
                    • #40 Collapse

                      Jee forex main diseases to nahi hote lekin jo complications hoti hain us se apki safety waqai main apki strategy or money management skills kiti hain. Money management apko capital ka sahi istemal batata hai or strategy apko profitable banati hai.
                      • #41 Collapse

                        jee aap bilkull theek keh rahry hain. main samjhti hoon keh forex trading main greed or emotions trader ky sub sy bary dushman hain eyk trader ko forex main success hasil karty kyliy apny aap ko in dushmoon sy bchaty howy survive karna chahiy.
                        • #42 Collapse

                          dear forex trading is very good and it is a professional business so in this way we can say that in this business we must have need for good time table and management so in this way trading is very tough...
                          • #43 Collapse

                            main aap ke swal ko achi tarn nahi samj saka lakin bus itna janta hon jab tak aap ko forex ka ilam na ho aur demo account per achi taran practice na ki ho tab tak aap ko live account main trading nahi karni chahye
                            • #44 Collapse

                              Well yes these emotions in forex trading are like diseases to us we should try to get rid of them and not be their pray any time, we should try not to let these emotions interfere with our trading as it could be dangerous and would increase risk in our trading leading us to loss.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex trader ko boohat kush seekhna parta hai or ik expert trader apny greed or emotions ko bhi control kar sakta hai or apny knowledge or experience ko bhi theek say use karta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X