Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading main Nakami ke Barri Waja
    ASALAM.O.ALIKUM,, mERA aap sab say ye sawal hay keh..

    Forex Trading main humain jo demo account dya jata hay wo real ke terha he kaam kerta hay, Bs es main hamari investment nahi hoti aur hum Demo account main buht zyada profit hasil kerte hain. Jab ke jab hum real account main atay hain aur investment kerte hain to hamain loss ho jata hay aur hum fail honay lag jatay hain. es ke bundyadi waja hay kiya waisay.

    Please sab ke sath apna experience share kerain. THANKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

    Forex market main nakami ki sab sy bari waja forex trading ka experience na hona hai ky ham jab forex market main baghair achy experience ky trade open ker lety hain tou hamain phir aesi trades main loss hi hota hai lekin jab ham achi experience hasil kerny ky bahd trade open ker ky continue kerty hain tou hamain phir nakami nehi hoti
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

      Dear ais market mai jo banda kaam start karta hai aus ko ye pata nai hota hai k aus ne account par risk kitna lena hai aor wo jo trade laga raha hai aus k sath agar stop loss use nai kary ga to aus ko loss ho sakta hai ais liay wo log ais market mai ghaltian karty hai aor ais market mai loss kar lety hai agar ap ne loss se bachna hai to ap ko kaam sekhna ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

        jub hum demo pr trdaing kerty han tu is se humary ander stress burden nhi hota aur jub hum real main trdaing kerty han tu huma bht ziada confuse ho k trdaing kerty han jis se humain loss hi loss hota ha is liay humain demo aur real donon main relux aur confident ho k trdaing kerni chahiay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

          Dear friend iss forex may aaj tak jo bhi treader naka ho hya iss ki waja hmara lalach hya hum iss mya lalach kartya hya jiss ki waja say iss may hum ko loss hota hya or hum kamyab nahi hotya jiss dine ya lalach katam ho gay to her koi kamyab ho gay gay
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

            Dear friend forex trading men wesay tu nakami ki bahut c wajoohat hen lekin forex trading men sub se ziyada lalachi logon ka account wash ho jata hey kiun k woh ziyada profit ka lalach kartay hen aur bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur musalsal loss ki waja se woh nakam ho jatay hen
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

              Forex trading mein nakeemi ki waja boaht acha swal hai forex trading mein nakeemi ki sab say Bari waja jald bazi hai jab aap jald bazi mein trading kray gay tu aap ko nakaami hoti hai forex mein soch samaj Kar trade lagay gay tu aap ko kamyabi hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

                Salaam Alaikum ji brother aapane poochha hai ki Forex trading Mein Na Kami Ki Sabse Badi vajah Kya Hai To Mere Khyal Mein Do Baje Sabse Badi Bajwa Mein Shamil Hai Ek to log lalach ki vajah se kar Baithe Hain dusra trading Mein jaldbazi Insan ko Dekhti Hai To vah donon main points Hai animal reasons Hai Inki vajah se chatting Mein loss hota hai ek To lalach Hai dusra jaldbaji Hai To Hamen Indore Se Bachana chahie Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

                  Demo account use karne ka faida ye hai k hame us pe practice karne se experience milta hai hamare knowledge main izafa hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

                    agr hamy is mian greedy ban kar kam kary gy to hgamy loss ho sakta hian agr ham apny loss ko cover nahi akry gy to hamara account be wash ho skata hain is market ka yai hmary brokrs ka koi be qasooro nahi hota ham is main apni marzi su time bana kar is main part time be kam kar skaty hain or ham is main apni amri zu full time be kam ar sakty an
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

                      Forex trading ma nakami ki sb sa Bari wajah mehnat na krna ha Jo log forex ma mehnat nhi krta wo kamyab bi nhi hota or profit bi hasil nhi hota is Lia sb members ko chahia forex ma mehnat kran or knowledge or experience gain kran PR hi kamyab hon ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

                        Forex trading Maina, ki wajah Hoti Hai Ke market Mein Jab aap bagair Kisi skrill skating Karte Hain To aap to launch Hota Hai Jab aap trading ki acchi practis kar lete hain to aap loss karne se Baj Jaate Hain loss ki yahi waja maani jaati Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

                          Asalam o Aalakum g forex nakami ke bari wja ya he ha k trade krta wqt market ko Acha sa understand ni krta kis jaga mistake kr jta or is experience k Acha na hona jb ap trade krta ha to ap ko loss ho jta ha jis ap ko Nakmi k samna krna parhta ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading main Nakami ke Barri Waja

                            app ny bhout ahem batt ki hy ,forex aik bhout risky business hy is main nakami ki sub sy bari wajh humara demagh hota hy,humain apny demagh ko control kerna hota hy,demo account main hum eazy ho ker kam ker rahy hoty hain is sy humain profit ho raha hota hy,phir real account main hum loss kerna shuru ho jaty hain is ki wajha hum apny demagh main ye bat betha lety hain k kahin humain nuqsan na ho jay,real account main fresh min d sy trading kerny chaheye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X