Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

    Forex trading mein agar Ham lalach na Karen thoda thoda karke earning Karen isase hamara profit increase hota hai aur knowledge bhi trading mein jo bardst karta hai kamyabi dekhta hai Forex trading mein money management ka khas khyal raky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

      dear friends g han forex me kamyab hony sumjdari ky sath kam krna chahiye keh insan ko sucessful hony keliye har wqt sajh sy kam kry ur kbhe bhe ghlti na kry ,business ko agy ki taraf ly jany keliye hamye ek ek lafz saqmjh ky sath likhna chahiye jis sy ham kamyab ho skty hy ur agy ki taraf bhar skty hy,,
      • #18 Collapse

        Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

        aapki baat bilkul theek hai ki samajhdari se kam karenge to aap kamyab ho sakte hain samay dar se kam karne ka matlab yah hai ki aap apna target pura karte Rahe kam ko samajhkar Karen aur acche tarike se Karen.
        • #19 Collapse

          Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

          buhat hi acha kaam karne ke liye buhat achi mehnat chahiye hotii hai aur agar ham mehnat karain ge to hi am kameyab ho saken ge is ke liye hmain practice karni hain rule ko follow karn ahai aur mehnat kar ke earning karni hai aur rend ko follow karna hai uar agar ham trend ko follow kaain ge to hi am kameyab ho sakte hain is liye acha kaaam karain
          • #20 Collapse

            Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

            g bilkul samjhdari k sath kam karny main he kamiyabi hoti hai or hum kamiyab bhe samjhdari k sath kam karny main hoty hain ...hamen kabhi bhe jaldbazi nahi karni cheye acha tarhan sa soch samjh kar he kam karna cheye ...
            • #21 Collapse

              Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

              Assalamu Alaikum ji ap ki baat Baja hai keh kisi bhi kaam mein kamyabi ke liye samajhdari Ka Hona Ka Hona bahut Jaruri hota hai isiliye Hamen oryx Mein Apne kam ko Puri kaviyon ke sath sanjeedgi ke sath karna chahie jisse Ham Badi kamyabi achieve kar sakte hain Shukriya
              • #22 Collapse

                Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

                ji hann app ki bat belkull drust hy ,forex main humain bhout zeyada mehnat kerny hoti hy ,is main hum aggar samjhdari k sath kam karian to humain zaroor kamyabi hasil ho gi ,accy knowldge or experience sy humain zaroor kamyabi hasil hoti hy or humari incom main ezafa hota hy.
                • #23 Collapse

                  Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

                  Assalam o Alaikum dear forex members ma umeed krta hon kh ap sb khariyat se hon gy G bilkul forex ko samjhna bht zarori hai q kh yh business bht mushkil or rizk wala hai es ma agr kamyab hona chahty hn to isy achi tarah samjhen or forex se faida uthaen.
                  • #24 Collapse

                    Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

                    G haan billkul forex ma smujdari sa Kam kran ga tu kamyabi Mila gi Jo bi member forex ma smujdari sa soch smuj kr kam krta ha trading krta ha tu pr kamyab bi hota ha is Lia sb members ko chahia forex trading ma soch smuj kr Kam kran
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Sumajdari say kaam kray gay tu kmayabi ho gi

                      Yah to aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Ham Soch samajhkar decision Lenge FIR Apne decision per time Rahenge to hamare liye kamyabi Hasil karna Koi Mushkil Nahin Rahega aur ham bahut acchi kamyabi ke sath bahut acchi earning ko Hasil kar Sakenge isliye Hamen chahie Ki Nazron decision Nahin balki usko follow karne ki bhi koshish karen Taki Hamare liye kamyabi Hasil karna Koi masla Na Rahe

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X