new mamber ky liye gold boht risky hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

    Jo bhe new member ataa haii usko chaiyaii k woo wo goldd see dor rhaii bcozz yeh akbhot hee ziadaa riskyy pairr haii iss pyy tradingg krna bhott he mushkil haii aurr is k chart ko smjhnaii k liyee expert bnna prhtaa haiii isliye shuru mein hmaiin euro usd k pair py kaam krjaa chahiyaii jb ache practise ho jaiinusnk bdd hee goldd jaise pairr kee traaf jnaa chaiyaii
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

      G Han new members ko chaya k wo gold mn bht he soch smjh k trade kren q k gold mn trade bht he risky h is sa jitna profit ziada hta h aisy he nuksan b bht he ziada hta h so hmen kbibb lalich ne Kerni chaya or loss sa hmesha bachna chaya. Forex mn trade ko sahe treky sa pahly aap learn kren is k bad he trade kren to ap kamyab trader bn sakty hn or gold mn pahly experience hasil kren pher he trade kren to kamyabi mil sakti h.
      • #18 Collapse

        Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

        Mujhe yah maloomat Harshad hi kijo traders new Hote Hain Jinke pass knowledge bhi kam hota hai unke liye gold 1 in risky chij Mani jaati hai isliye gold pet trading Nahin Karni chahie Taki aapse fresh sake
        • #19 Collapse

          Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

          Gold ki trade bhut achi hy lken us ky lye hmen experience chaye hmen acha analysis karna ho ga taky ham apni trade ko profitable bna saken achi trade ap ko bhut acha profit dy sakti hy
          • #20 Collapse

            Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

            G bhai g agar new member ho ya old gold har user ky leya bhot degernous pair hy is my ap ko profit bhi bhot hota hy or lose bhi bhot hota hy
            • #21 Collapse

              Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

              Gold Pahle Se Hi starting Se Hi bahut jyada risky Pyar Hai Tu new trader ho ya expert trader AAP Sab Ko chahie ki aap sab Gold per acchi Tarah Se Sabar ke sath trading kiya karo aur kabhi bhi jaldbaji Mein Gold per trading Mat Kiya Karo aur gold ki training karne se pahle acchi Tarah Se analysis kar liya karo
              • #22 Collapse

                Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

                Hn g ap ny tk kaha h new member k liy gold tread bht Zadaa risq ha new member ko chahiy gold py tread na lagay agr loss hoa to hamara account b wash ho sakta ha hmy gold py tread karny k liy bht zada experience ki zarorat hti ha r expert trader bnna hota ha Hmy filhal pairs py tread karni chahiy r acha nolig hasal karna chahiy
                • #23 Collapse

                  Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

                  New members ka masla nahen hia yad rahay gold main trading karnay kay lea zeyda balance chaye hota hai ager ap kay pass investment kam hai tu ap gold main trade mat karain kyon kay gold boht manhga hai or ap ko gold ke zara se movement par loss ho sakta hia lehaza ap aisi currency main trade karain jis key spread kam ho jaisa kay EURUSD.
                  • #24 Collapse

                    Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

                    Forex trading mein agar aapke achcha knowledge experience hai to tabhi aap gold par trade kar sakte hain Gold ke liye aapke pass equity bhi acchi honi chahie new member ko chahie ki vah gold Parker trade karna chahie to pahle acchi tarah trading ka samajh Le .
                    • #25 Collapse

                      Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

                      g bilkul hamen hamesha he phly rules ko follow karna cheye or rules ko follow kar k he kamiyab hona cheye ..is k sath he hamen hamesha trading main bhe bhot care karni cheye or kabhi bhe risky PAIRS main trading nahi karni cheye ,..gold wesy he bhot risky hota hai hamen risky trading nahi karni cheye or achi quality k sath he kam karna cheye ,,,,
                      • #26 Collapse

                        Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

                        G hn bhai bilkul gold bht risky pair ha iski movemnt bht taizi sy hoti ha is lye new members ko chahye k agr wo apna acount safe rkhna chahty hn to gold sy avoid kren q k isko janny k lye kafi waqt lgta ha
                        • #27 Collapse

                          Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

                          New members Ke Liye Har per hi risky hota hai agar vah experience aur knowledge Hasil karne ke bad currency pairs per trading start karte hain aur apne experience ko Masjid increase karne ki koshish karte hain to vah Gold per trading karne Ke Kabil ho sakte hain lekin uske liye unhen Apna knowledge or experience Behtar banana Hoga aur FIR Uske bad gold Jaise ped ka bhi knowledge karna hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

                            Hum jaisy naye join krnay walay members ko chahiye keh wo market ko achi trah samjhein aur jo cheez sab se kam risky hon us pe trade krein. Gold pr trade krnay ka jitna ziada faida hota hy utna he agr experience na ho to loss bhi hota hy. Chukeh hum log learning stage pe hotay hen to hamein market analysis krna nhi aata to hamein gold se ziada currency pe trade krna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: new mamber ky liye gold boht risky hain

                              dear koi bhi pair ya gold ko ham kisi dusray ki nisat say mushkil nai keh saktay hain qk k markeet main kaam karnay say pehlay hamko markeet k baray main agar complete knowledge hay aur ham is main kaam experience say karnay main kamyaab hain to hamaray agay phir gold ho ya koi aur curriency ho ham kisi say bhi nai ghabratay hain is liye hamko aisi baaton say ghabrana nai chaye balk un k baray main acha experience hasil karty huvay kaam karnay say ham har aik ko easy bana saktay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X