Account wash hona ki main wajah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash hona ki main wajah
    Asslam o alaikum dear friends forex trading ma account wash hona ki main wajah Kia ha Mera khyl ma trading ma laluch krna forex trading ka rules ko follow na krna AP Kia btana chahta Han account Wash hona ki wajah plz guide me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account wash hona ki main wajah

    Ji han dear member account was hone ki vajah hoti hai hi ki ham apna account Nahin banate hamen sabse pahle apna account banana chahie aur pher kam karna chahie hamen aise Kam Nahin Karna chahie kaun ke bagair apne account ko save karne ke liye aapko account safe rakhna hoga
    • #3 Collapse

      Re: Account wash hona ki main wajah

      Asslam.o aikum g han dear ap ki bat thik hy pakkstan forex min treading karty hoy account 2 hi sooart min wash hoty hian ik to hum forex min jab treading karty hain bagir experience ka jis sy hum firex min jakdbazi karty hain aur disra hamin firex min ziyada profit kamny la chakar min ziyada bari lit size laga kar llach akrty hain jis sy hum firex min apny account wash kar saty hain iis lia hamin forex min ziyda sy ziyada mhenat akrty hoy hamin forex .min acgy exoerince ko demoa account sy haisl.akr sabar ka sath treading kaien gy to hum firex min acha profit haisl kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Account wash hona ki main wajah

        Dear member sahi he ke hum lalah Karte aur is ke waja se he humara account wash hota he aur is ke sat hume chaya ke hum acha treading ke lya analysis be kare aur is ke sat ache knowledge ke sat threading kare is se humera account wash ho e se bache ga
        • #5 Collapse

          Re: Account wash hona ki main wajah

          G han dear apny bilkul sahi baat ke hjy agr hum yahan kaam karna hy to humainj mehnaty karni hoge tab he humain us main mehnat kar k he kaam kar ssakty hain aur agr hum yahan kaam karty hain too us main agr hmara acoounbt wash hoo jay4e too usk main hmari ghlti hoti hy tab he.
          • #6 Collapse

            Re: Account wash hona ki main wajah

            han dear member account was hone ki vajah hoti hai hi ki ham apna account Nahin banate hamen sabse pahle apna account banana chahie aur pher kam karna chahie hamen aise Kam Nahin Karna chahie kaun ke bagair apne account ko save karne ke liye aapko account safe rakhna hogaaur hmn ziada lalach nhi krni chahy aur rules ko follow nhi krn gy too account wash ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Account wash hona ki main wajah

              Je acct wash hony ki bhot si wajuhat ho sakti hai jin ma sy chand ik ye hai, trade big lot sy open kar lena, bena analysis k tokky system sy trade open karna, sl or tp ka estamal na krna, ik trade ma 20 percent sy zayada capital ka risk ley lena or ik he trade sy big loss recover karny ka sochna,
              • #8 Collapse

                Re: Account wash hona ki main wajah

                Account wash hony ke waja ye hai ka ak to hamara bonus Kam hota hai or dosara ham trading main jald bazi karthy hain Jis ke waja sc hamara account wash ho jata hai . hamy sabar or menahat sc Kam karna chay ta ka hamy faida ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Account wash hona ki main wajah

                  dear friend forex trading mn account wash honay k bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn account wash honay ki sub sa barri waja lalach ha keun k jo log ziada profit k lalach mn big lot size use krtay hn to trade loss mn janay sa jald he account wash ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Account wash hona ki main wajah

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqdr30503 پيغام ديکھيے
                    Asslam o alaikum dear friends forex trading ma account wash hona ki main wajah Kia ha Mera khyl ma trading ma laluch krna forex trading ka rules ko follow na krna AP Kia btana chahta Han account Wash hona ki wajah plz guide me
                    walaikum assalam dear friend account varshaniki mein sabse important stop loss ka istemal Na karna jo stop loss ka istemal nahin karte unka big loss hota hai aur FIR account was ho jata hai koshish karen risk management ke sath sports resistance ko dekhkar stoploss a trading Karen agar aisa nahin kar sakte to risk management ke sath trade ko cloth jarur kar diya Karen apne plan ke mutabik is tarah account mein balance hone se next acchi trade karke loss bhi recover hoga aur profit bhi milega....
                    • #11 Collapse

                      Re: Account wash hona ki main wajah

                      dear members mere khyal men loss ke bht c waja ho skti hain yaeni knowledge ya experience ka hona ya lalch men a kr jaldbazi se kaam krna ya jaldbazi se r ghaflat se work krna wagaira.qk agr hum forex ke work ko saber se r learning kr ke r seniors se sell kr krne ke koshesh kren ge to hum loss ke bjae profit hasil kr skte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash hona ki main wajah

                        Account wash hona ki main waja apni mistake hoti hai forex mein jab lalach say kaam kray gay ya copy paste kray gay tu account wash hota hai agar aap baghair Lalach ka kaam kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai or aap ko apna account safe rhkna hai tu copy paste say bachna chaiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Account wash hona ki main wajah

                          Je han friends account wash honey ki main waja lotsize ka ghalat istimal bhe ha jab hum lotsize ko ghalat istimal kartey hain to hum ko tread main loss ho jata hajis li waja say hamara account wash ho jata ga is laiy hum ko koi bhe aysi misstake nhi karni chahiay k jis say hamara account wash ho jay
                          • #14 Collapse

                            Re: Account wash hona ki main wajah

                            Account wash hony ki asal waja ye Hoti hai k ham Forex trading main lot size aksar ziyada LGA dety have n is making n ham plan sy trading lgaty hain agar account chota hai Tu hamen chaheay k lot size bhi Kam istmal Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account wash hona ki main wajah

                              walikum assalam g bilkul account wash hony ki main waja lalach karna he hoti hai or hum jaldbazi bhe karty hain tabhi hamen loss ho jata hai ..hamen hamesha he bhot care k sath kam karna cheye or kabhi bhe risk nahi lena cheye ..trading main kamiyab hony k liye lalach sa dur raha jata hai lalach k sath hum kabhi bhe kam nahi kar sakty na he kamiyab ho sakty hain ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X