Agar loss ho jata hay to traders jab be ko teezi ya jald bazi karen gey es ka ulta hi result traders ko mil sakta hay, har acha trader loss ko recover karny me aur profit be earn karny me bahot soch samaj kar decision leta hay aur trading karny me be time leta hay, jald bazi ko trading ka hisa nahi banana chaye, jetni be jald bazi ki jati hay es ka etna hi zeyada nuksan ho sakta hay, traders decisions leny me aur trading karny me bahot zeyada time spend kia karen es se har decision aur trading positive result de sakti hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим