Hamara kaam hay mehnath karna baqi kismath ke baath hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamara kaam hay mehnath karna baqi kismath ke baath hay.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
    dear friends aap nay deka hoga k is dafa buhut say expert members ko be loss hogia our buhut sah members k account be wash hogaye hwy is liay hamay mehnath he karne hay baqi Allah ke marze hothe hay k faida milqy ya nuqsaan os may hamara bas nqhee chqltha lekin hamay mehnqth jaari rakna chahiqy.
    Hamen Hamesha mehnat Karke kam karna chahie aur trading karne ke liye affairs Karti Rani chahie Jitna Jyada Ham apni trading ke liye Aafat Karenge aur mehnat Karke kam Karenge Hamen success milane ke chances itne hi jyada Honge isliye Hamen mehnat Karke kam karna chahie Taki Ham acchi trading kar Saken aur Agar Hamari Kismat acchi Hui To Hamen profit Jarur hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamara kaam hay mehnath karna baqi kismath ke baath hay.

      ji janab bilkul apne theek baat ki hai ke humen chahey ke hum apni puri mehnat se kaam karen or humari mehnat ka phal dena humarey khuda ka kaam hai or jo usne humari kismat mein likh deya hai woh humen zaror milna hai usko hum se koi nehi cheen sakta hai humen bas apna kaam karna chahey
      • #18 Collapse

        Re: Hamara kaam hay mehnath karna baqi kismath ke baath hay.

        Assalamu Alaikum friends Main ummid Karta Hun ki aap sab thik thak Honge ji han friend ka bilkul theek kah rahe hain Hamara kam hai mehnat karna baki sab per Chhod Do Jo baat karte hain aur Baki qsmt per Chhod Dete Hain aur vah Hamesha hi kamyabi Hasil Karte
        • #19 Collapse

          Re: Hamara kaam hay mehnath karna baqi kismath ke baath hay.

          haa bhai hamein chahiye kay hum is mein mehnat karain kyukay is mein hamaaaRAAA Kaaam hai is mein mehnat karnaaA agay kismat mein jo lekhaaaA hotaaaA hai woh hi hamein meltaaaA hai is liye hamein chahiye kay hum is mein kaaaaAm karain tu is mein mehnat say karain ta kay hum is mein say jaldi earning kar sakay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Hamara kaam hay mehnath karna baqi kismath ke baath hay.

            dear apki is baat main bahut wazan hay k haamra kaam hay mehnat karna,laikin hamko is baat ko bhi sath sath rakhna lazmi hay k ham nay mehnat aisay he nai karni hay jub ham markeet main knowledge k mutabik kaam kartay hain jub ham markeet main experience say kaam kartay hain to hamko hamari mehnat tab he kuch earning bhi daige aur khaas faida bhi daige is liye better yahi hay k ham har kaam ko samjh kar karain aur markeet main apna aik mukaam banayen.

            اب آن لائن

            Working...
            X