Hamesha market ki fast movement me trade lagaen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha market ki fast movement me trade lagaen
    Assalam o alaikum friends ajkal ap sab jante hen ke ajkal market ki movement slow chal rhi he jis me trading kerne se apko loss bhi ho sakta he islie ap ko chahie ke market ki movement per nazar rakhen aur fast movement hote hi trading kren aur acha profit hasil kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

    g baai is may koi shak nahee hay k jab market fast hothe hay tho he os sah faida utaya ja saktha hay lekin os mah be aap ko trend k side par he chalna hoga kionka agar aap fast market may trend k agwnst jaathay hay tho aap ko ithna ziada loss hoga k wo recover he nahee ho paaega.
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

      No ma apko es ka maswara ni do ga kiu k market ki fast movement bhot khatarnak hoti hai, ap asi he sorat ma trade lagae jb apk pass achy analysis mohjood hu, agr ap k pass achy analysis ka zakhera ni hai to phr jan boj kar khud khusi ni karni chahe,
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

        dear ap ne tho kaha hai keh hamen market ke fast movement men trade krna chahye rlkn is bat ka ahtiat rakhna chahye keh apne account ko mehfoz rakhen r lot size km rakhen r apne experience ke base pe r km risky pairs pe he trade open krna chahye r jitna ho ske analysis kr ke r seniors se help let kr trade krna chahye
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdulrashid پيغام ديکھيے
          Assalam o alaikum friends ajkal ap sab jante hen ke ajkal market ki movement slow chal rhi he jis me trading kerne se apko loss bhi ho sakta he islie ap ko chahie ke market ki movement per nazar rakhen aur fast movement hote hi trading kren aur acha profit hasil kren
          Walakum slam ji han dost Apne theek Kaha forex business main jab markit ki movement fastest ho hamain us waqt trade open karna chahye jab ap is tarhan karen ge to ap ko kamyabibjald hasil ho pai gi.
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jab market slow hoti hey tu movement ki samaj nhi ati iss liay jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

              Dear brother g han hamishan market k first moment me trad lgain forex ak acha international online business ha jes me hamen so samjh kr trad lgane hote ha or forex me sabar k sath kam kren ge to acha bonus prafit mele ga forex me mahnat k sath kam kren
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

                g han hmain market mein tab hi ana chahiey jab ham buhat hi achi move daikh rahe hon aur acha kaam kar sakte hon is tarah hanm jo bhi trade lagate hain us ko profit mein daikhne ke chances kafi ache ho jatte hain is liye bus mehnat akrni hai hmain aur acha kaam karna hai agar ap acha kaam karna chahte hain to ap ko market mein wake hi tab ana chahiye jab makret achi move kare
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

                  ji han bilkul Hamen Forex trading Mein Hamesha market ki fast movement Mein trade open karne chahie kyunki Agar Ham market ki movement ko samajhte hue fast movement Mein trade open Karenge to Ham kuchh hi der Mein achcha profit Hasil kar sakenge aur acchi trading kar sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

                    hamny market ki movement ko dekh kar is ky up hony par is main trade lagani chahey pher hi ham kamayabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is n aa pni amrzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham is maikn apny friends ko be invoite kar sakty hain yai aik wasee or famouns business han
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

                      Her aik membr ki aik apni hi work stretegy hoti hay jo keh us ko follow kerty howy work ker raha hota hay isi terha sab hi membrs trading bhi khud say or apni wish say krty hain jis ko jo sahi lgta hay woh usi trha say trading kerta hay kuch log fast markete move may trading krna like krty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

                        Ji han Hamesha market ki fast movement Mein trade lagaen Hamen trade Soch samajhkar Lagani chahie ward 88 aur Sabar ke sath trade lagaen Kabhi B jaldbaji Mein trade na lagaen Forex 1 risky business hai are main Hamen main Jyada Se Jyada time Dena chahie is mein hun main Naat Karen jitni Jyada Ham ismein mehnat Karenge profit Hasil kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

                          Sahi keh rahe hai aap Hamen Hamesha market ki forex movement Mein trade Lagani chahie Hamen Apna Kam ISI Tarah Se fast karna chahie Is Tarah Se Jab Ham Apna Kam Karte Hain To Ham fayde Mein Rehte Hain fast kam Kare vah to Achcha hai per fir bhi aap ek planning and stategy ke sath Apna Kam Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

                            market jab apni movement meni ati hai ar ham tab kaam karan ge to hmain acha faeda ho ag is liye agar hanm acha kaam karain eg to hi ham achi eaning karain ge is liye acha kaam karne ke liye ham achi earning karain ge to hi ham kameyab ho sakte haina ur is ke liye experience hona chahiye agar hmain experience ho ga to hi ham kameyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamesha market ki fast movement me trade lagaen

                              Hn g market kumi fast positions hmare tread ko jald profit my b ly ha sakti hy par hm ko bht hi ahtiat k st tread lagani chahiy apna analyses r planing soch smaj k st hi karni chahiy jtna acha hamara analyses hta h hmy apni tread py profits any ka confirm yakin hta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X